Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bachpan ki Yaadain

    Originally posted by MuQadas View Post
    bohat darpook ,sabir , khamoosh tybet:khi:
    :D

    Originally posted by rehman View Post
    hahahah....... wese yaar mein bachpan mein bahut maar peet khai sharu mein takleef hoti thei baad mein tu deeth hogaya tha.... :eye:
    maloom hia humai :kr:

    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
    Kisse qareebee doctor say rooju karain...Insha Allah jald afaaqa ho jaye ga.....ghabrany ki zaroorat nahi.:tasali:

    :embarasse yeh kiya baat hoi ?

    Comment


    • #32
      Re: Bachpan ki Yaadain

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      buchpan ki yaadein hmmm...

      Buchpan mein ziada shararti nahi tha, sobar sa bucha tha. Apnay dad ka bohat der tha muj per and at the same time wo meri studies pe bohat tawaju dete thay. Mein buchpan se he apni tareef mein aik lafz bohat sunta aaya wo yeh ke yeh larka bohat "ZAHEEN" he. And frankly saying I always enjoyed listening this word.

      Movies dekhnay ka bohat ziada shookeen tha, cricket khelnay aur cycle chalanay ka bohat shookeen tha, lekin meri ammi mujay perhai se uthnay nahi deti thein aur mujay bara ghusa aata tha, kyoon ke mein ziada perhna pasand nahi kerta tha. School regular jata tha, aur ghar aa ke uniform change kerna mere liye museebat hota tha. Kabi kabi ami is baat per 2 haath ker detein.

      Apnay khandan mein aur apni school life mein bohat ziada respect hasil ki "ZAHEEN" honay ki waja se her koi like kerta tha. Mein ne 3, 4 school change kiye aur hameesha class mein lead kia. Aik cheez jis se mein hyper ho jata tha wo yeh ke ager koi kisi test mein ya kisi subject mein muj se ziada marks le jata to mein usay target bana leta and I was bit challenging (though it was a bad thing of my personality). Cricket, football ka bohat shookeen tha, aur 7th class mein he mein snooker ka aik acha player ban gaya tha.

      Meri ammi aur abbu dono sakhat tabiyat ke maalik thay, Abbu mere UK mein hotay to mein ziada time bahir guzarnay ki kooshish kerta lekin ghar ja ke ammi ki maar mera wait ker rahi hoti. Doosti ziada thi. Khanay peenay ka bohat shookeen tha, aur kia bataon

      Wah! tumharaee personality per tu aik kitaab likhee ja saktee hai..:thmbup:

      Waisy by the way ab kia ho gaya hai..bachpan main itnay 'zaheen' aur ab...??:donno: Lagta hai...kisee ki nazar lag gaee hai..Allah reham kary.:dua


      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment


      • #33
        Re: Bachpan ki Yaadain

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        :D



        maloom hia humai :kr:




        :embarasse yeh kiya baat hoi ?
        Mera matlab hai..k guest k samnay awaz nahi nikalti tu iss liye keh raha tha...k kisee ENT specialist ko dekaho...kahi vocal cords ka masala tu nahi.?? 372-scare


        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment


        • #34
          Re: Bachpan ki Yaadain

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Mera matlab hai..k guest k samnay awaz nahi nikalti tu iss liye keh raha tha...k kisee ENT specialist ko dekaho...kahi vocal cords ka masala tu nahi.?? 372-scare
          :D yeh to shai kaha aapne..guests ke saamne mere kaan bhi band hojaate hain...

          Comment


          • #35
            Re: Bachpan ki Yaadain

            Originally posted by Samra_Khan View Post
            :D yeh to shai kaha aapne..guests ke saamne mere kaan bhi band hojaate hain...
            Phir guests aap say ishaaron main baat kertay hain??:mm:


            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment


            • #36
              Re: Bachpan ki Yaadain

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
              Phir guests aap say ishaaron main baat kertay hain??:mm:
              pata nahi maine dehka nahi, bcz tam mujhe nazar bhi nahi ataa :khi:

              Comment


              • #37
                Re: Bachpan ki Yaadain

                Originally posted by Samra_Khan View Post
                hmm.... apne apko challeng dena to achi baat hoti (mere nazdeek) bcz is ko kerne se insaan bohat agai nikal sakta hai (of course postive mind se)
                acha bacpan guzara apne... mama ki Pataiyou me...:khi: tab hi to bache kuch bante hain...warna Laad pyar me bigadhte hain
                isi liye to mein abi tak acha bucha bana hoon teddy
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Bachpan ki Yaadain

                  Originally posted by Samra_Khan View Post
                  pata nahi maine dehka nahi, bcz tam mujhe nazar bhi nahi ataa :khi:
                  My God! aap loggon ku apnay ghar ka address na dia karain..unn k anay say aap per bara bora asar parta hai..na dekhai deta hai, na sunai deta hai, na bola jata hai..372-scare


                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment


                  • #39
                    Re: Bachpan ki Yaadain

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    My God! aap loggon ku apnay ghar ka address na dia karain..unn k anay say aap per bara bora asar parta hai..na dekhai deta hai, na sunai deta hai, na bola jata hai..372-scare
                    bura assar kiya hona he.... yeh to acha he naa ke mujhe unki Baatain nahi sunni parti :khi:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Bachpan ki Yaadain

                      Originally posted by Samra_Khan View Post
                      bura assar kiya hona he.... yeh to acha he naa ke mujhe unki Baatain nahi sunni parti :khi:
                      Loo! ager koi aap ki tareef ker raha ho tu phir??:mm:


                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment


                      • #41
                        Re: Bachpan ki Yaadain

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Loo! ager koi aap ki tareef ker raha ho tu phir??:mm:
                        tareef hi to nahi suni jaati sabke saamne :embarasse lolz

                        Comment


                        • #42
                          Re: Bachpan ki Yaadain

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          hmm.... apne apko challeng dena to achi baat hoti (mere nazdeek) bcz is ko kerne se insaan bohat agai nikal sakta hai (of course postive mind se)
                          acha bacpan guzara apne... mama ki Pataiyou me...:khi: tab hi to bache kuch bante hain...warna Laad pyar me bigadhte hain

                          dosray bachay laad pyar se begadhte hain....:fuming: munda kon sa mama ki pataaiyou se prime minister laga howa hai.......:khi:
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Bachpan ki Yaadain

                            Originally posted by rehman View Post
                            dosray bachay laad pyar se begadhte hain....:fuming: munda kon sa mama ki pataaiyou se prime minister laga howa hai.......:khi:
                            mai ne aam baat ki hai

                            Comment


                            • #44
                              Re: Bachpan ki Yaadain

                              Originally posted by rehman View Post
                              dosray bachay laad pyar se begadhte hain....:fuming: munda kon sa mama ki pataaiyou se prime minister laga howa hai.......:khi:
                              Yaar tareef tere moun ki nahi, tu jub bhi boolta he ghalat he boolta he :tasali:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Bachpan ki Yaadain

                                Originally posted by Samra_Khan View Post
                                mai ne aam baat ki hai
                                aap fiker na karein, mein ne us ki bisti kharaab ker di he :embarasse
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X