Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bachpan ki Yaadain

    Originally posted by Sky angel View Post
    Allah ina yad aata hai bachpan:(

    mujy sab yad hai

    main naughty thi kuch kuch:khi:

    sab bacho ki leader thi na
    is liay sab mil kr sharartien krty thy aur dant main khati thi
    nanu syteddy
    wo care jo krty thy na itni

    aur b btati hu
    break k bad:khi:
    acha shararti bacha vo hota hai jo shararat kar kay khud tu patli gali se nikal jai aur daant kisi aur ko paray........jo bacha shararat karte pakra jai vo masooom bacha hota hai......:tasali:
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

    Comment


    • #17
      Re: Bachpan ki Yaadain

      Originally posted by rehman View Post
      wese munday bhai vo wakeya ka pooch rahi hai jo aap ko bachpan mein pesh aaya ho jo ab bhi aap ko yaad ho.... vo sunnain apni hobbies na batain...... wese interesting aap kay bachpan kay baray mein parh kar mujhe khushi hoe......:salam:

      wese aap ki life aur meri bahut mukhtalaf hai........
      Yaar yeh baat tu ne sahi kahi ke meri life aur utmhari life bohat mukhtalif hein 372-scare

      Buchpan ka waqeya kia sunao soochna paray ga. Aik baar school janay se pehlay mein paisay le ker janay ki bohat zid ker raha tha, meri ammi ne mere abu ko bataya ke ager isay paisay na do to yeh school he nahi jata, aur aglay din mein ne phir zid ki, mere abu ne mujay pyaar se apnay paas bulaya ke idher aao mein paisay deta hoon, mein paas gaya to phir dunia ghoom gai 372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Bachpan ki Yaadain

        bohat darpook ,sabir , khamoosh tybet:khi:

        Comment


        • #19
          Re: Bachpan ki Yaadain

          Originally posted by MuQadas View Post
          bohat darpook ,sabir , khamoosh tybet:khi:
          tum thak gai ho gi, aaram kar lo :tasali:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Bachpan ki Yaadain

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            tum thak gai ho gi, aaram kar lo :tasali:

            nahi chacha ji kia sabko apni tarhan samjha hai :tasali:

            Comment


            • #21
              Re: Bachpan ki Yaadain

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yaar yeh baat tu ne sahi kahi ke meri life aur utmhari life bohat mukhtalif hein 372-scare

              Buchpan ka waqeya kia sunao soochna paray ga. Aik baar school janay se pehlay mein paisay le ker janay ki bohat zid ker raha tha, meri ammi ne mere abu ko bataya ke ager isay paisay na do to yeh school he nahi jata, aur aglay din mein ne phir zid ki, mere abu ne mujay pyaar se apnay paas bulaya ke idher aao mein paisay deta hoon, mein paas gaya to phir dunia ghoom gai 372-haha
              hahahah....... wese yaar mein bachpan mein bahut maar peet khai sharu mein takleef hoti thei baad mein tu deeth hogaya tha.... :eye:
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment


              • #22
                Re: Bachpan ki Yaadain

                Originally posted by MuQadas View Post
                nahi chacha ji kia sabko apni tarhan samjha hai :tasali:
                tumhara saans phool jaye ga, aaram ker lo :embarasse
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Bachpan ki Yaadain

                  Originally posted by rehman View Post
                  hahahah....... wese yaar mein bachpan mein bahut maar peet khai sharu mein takleef hoti thei baad mein tu deeth hogaya tha.... :eye:
                  yaar mein dheet nahi hua, mujay maar bhi bari tameez daron wali perti thi :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Bachpan ki Yaadain

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    yaar mein dheet nahi hua, mujay maar bhi bari tameez daron wali perti thi :khi:
                    esi liye tu meinay aap ko kaha tha naa aap aur mein do mutzaad cheezein hain....... :lpop:
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Bachpan ki Yaadain

                      Originally posted by rehman View Post
                      esi liye tu meinay aap ko kaha tha naa aap aur mein do mutzaad cheezein hain....... :lpop:
                      Laa'shuk'ka :tasali:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Bachpan ki Yaadain

                        Originally posted by saraah View Post
                        waslaam
                        samra me bachpan me bohat shy thi.......aur barri shreef bachi b ///
                        so koi khas sharartian nae kiya krti thi......
                        aur ghar pe yoon hai k hum sirf 2 behan bhai hain......totle only 4 family members(:alhamd:)
                        so bhai chota hai.....kuch zayada sharatain nae kin....haan balkay ab phir b kuch kr lete hain............372-shock
                        372-shock372-shock372-shock


                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment


                        • #27
                          Re: Bachpan ki Yaadain

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          maai bachpan mai bohat cute hoti thi teddy saab kehte hain:eye: shrarte bhi kerti thi ... ami abu bataate hain ke...her koi goud me leta tha mujhe... auur me chali jaati thi.

                          ami kehti hain baatain bohat kerti thi. non stop :khi: aur ajeeb baat yeh hai ke bachpan me sharmaati nahi thi lekin ab bohat sharmati hoon. :donno:

                          meri awaaz hi nahi nikalti ager koi humare guests aye houn.
                          :D: baqi baad me
                          Kisse qareebee doctor say rooju karain...Insha Allah jald afaaqa ho jaye ga.....ghabrany ki zaroorat nahi.:tasali:


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #28
                            Re: Bachpan ki Yaadain

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            buchpan ki yaadein hmmm...

                            Buchpan mein ziada shararti nahi tha, sobar sa bucha tha. Apnay dad ka bohat der tha muj per and at the same time wo meri studies pe bohat tawaju dete thay. Mein buchpan se he apni tareef mein aik lafz bohat sunta aaya wo yeh ke yeh larka bohat "ZAHEEN" he. And frankly saying I always enjoyed listening this word.

                            Movies dekhnay ka bohat ziada shookeen tha, cricket khelnay aur cycle chalanay ka bohat shookeen tha, lekin meri ammi mujay perhai se uthnay nahi deti thein aur mujay bara ghusa aata tha, kyoon ke mein ziada perhna pasand nahi kerta tha. School regular jata tha, aur ghar aa ke uniform change kerna mere liye museebat hota tha. Kabi kabi ami is baat per 2 haath ker detein.

                            Apnay khandan mein aur apni school life mein bohat ziada respect hasil ki "ZAHEEN" honay ki waja se her koi like kerta tha. Mein ne 3, 4 school change kiye aur hameesha class mein lead kia. Aik cheez jis se mein hyper ho jata tha wo yeh ke ager koi kisi test mein ya kisi subject mein muj se ziada marks le jata to mein usay target bana leta and I was bit challenging (though it was a bad thing of my personality). Cricket, football ka bohat shookeen tha, aur 7th class mein he mein snooker ka aik acha player ban gaya tha.

                            Meri ammi aur abbu dono sakhat tabiyat ke maalik thay, Abbu mere UK mein hotay to mein ziada time bahir guzarnay ki kooshish kerta lekin ghar ja ke ammi ki maar mera wait ker rahi hoti. Doosti ziada thi. Khanay peenay ka bohat shookeen tha, aur kia bataon
                            hmm.... apne apko challeng dena to achi baat hoti (mere nazdeek) bcz is ko kerne se insaan bohat agai nikal sakta hai (of course postive mind se)
                            acha bacpan guzara apne... mama ki Pataiyou me...:khi: tab hi to bache kuch bante hain...warna Laad pyar me bigadhte hain

                            Comment


                            • #29
                              Re: Bachpan ki Yaadain

                              Originally posted by Sky angel View Post
                              Allah ina yad aata hai bachpan:(

                              mujy sab yad hai

                              main naughty thi kuch kuch:khi:

                              sab bacho ki leader thi na
                              is liay sab mil kr sharartien krty thy aur dant main khati thi
                              nanu syteddy
                              wo care jo krty thy na itni

                              aur b btati hu
                              break k bad:khi:

                              :D mashallah :rose

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              good topic ..share karoun gee kuch is pay jo jo yaad aya :D

                              waitning :eye:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Bachpan ki Yaadain

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yaar yeh baat tu ne sahi kahi ke meri life aur utmhari life bohat mukhtalif hein 372-scare

                                Buchpan ka waqeya kia sunao soochna paray ga. Aik baar school janay se pehlay mein paisay le ker janay ki bohat zid ker raha tha, meri ammi ne mere abu ko bataya ke ager isay paisay na do to yeh school he nahi jata, aur aglay din mein ne phir zid ki, mere abu ne mujay pyaar se apnay paas bulaya ke idher aao mein paisay deta hoon, mein paas gaya to phir dunia ghoom gai 372-haha
                                :khi:

                                Comment

                                Working...
                                X