Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bachpan ki Yaadain

    Salam friends :rose

    Hum sab ki bachpan ki Bohat si yaadain humare saath saath hain... jo humai khushi ka ehsaas dilati hain.

    Apko apne bacpan ka kuch na kuch to yaad hoga.. :eye:

    Kiya aap shraarti thye...app ki kiya masoom baatain thin? koi aisya Waqeya jo aap aaj bhi yaad kerte houn? :D:

    Mere to bohat se hain...mujhe apni 4 saal ki umer se saab yaad he mashallah :D

  • #2
    Re: Bachpan ki Yaadain

    Originally posted by Samra_Khan View Post

    waslaam
    samra me bachpan me bohat shy thi.......aur barri shreef bachi b ///
    so koi khas sharartian nae kiya krti thi......
    aur ghar pe yoon hai k hum sirf 2 behan bhai hain......totle only 4 family members(:alhamd:)
    so bhai chota hai.....kuch zayada sharatain nae kin....haan balkay ab phir b kuch kr lete hain............372-shock
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Bachpan ki Yaadain

      Originally posted by saraah View Post
      waslaam
      samra me bachpan me bohat shy thi.......aur barri shreef bachi b ///
      so koi khas sharartian nae kiya krti thi......
      aur ghar pe yoon hai k hum sirf 2 behan bhai hain......totle only 4 family members(:alhamd:)
      so bhai chota hai.....kuch zayada sharatain nae kin....haan balkay ab phir b kuch kr lete hain............372-shock
      hmm :rose

      koi aisa waqiya yaad hai bachpan ka? :D:

      Comment

      • #4
        Re: Bachpan ki Yaadain

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        hmm :rose

        koi aisa waqiya yaad hai bachpan ka? :D:
        im mentally bzy sm where.......:embarasse
        joonhi yaad aya...share kroon gi........:D:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Bachpan ki Yaadain

          "woh khagaz ki kashti.. woh baarish ka paani..."

          me bacpan se hi kaafi shararti hoti ho'n.. or ab bhi ho'n...
          shy bilkul nahi hoti thi... balke mom ne bataya tha ke jo me ko apni goad mein le ker pyaar karna chahta me us ka munh noch leti ager me ko woh Insaan bilkul pasnd na hota tu... :lol...
          I used to live in ma own world.... I was not shy and not bold at the same time... depend karta tha ke situation kaisi hoti hai... :D...
          I used to play alot... me ko pakar pakar ker ground se laana parta tha ke bei gher chalo or kuch khao... warna me ghanto bina thake khailti thi... or kabhi kisi ke liye wait nahi kiya... me akeli bhi khoob enjoy karti thi... :blush:
          or bhi pata nahi kya kya.... me ab kaisi ho yeh me ko pata hai... bachpan mein kaisi thi yeh mom ko pata hai... or mom se poochna parega or detail mein jo PG per jub bhi k oi bachpan ka thread lagta hai tub me poochti ho... but she is not with me... when she'll back.. I'll add into it...:insha::rose

          Comment

          • #6
            Re: Bachpan ki Yaadain

            me yaad ka album kholoon to kuch log bohat yaad ate hen
            me apna bachpan sochoon to kuch log bohat yaad ate henteddy

            Comment

            • #7
              Re: Bachpan ki Yaadain

              Originally posted by senorita View Post

              Allah un sub logo ko apni Rehmatu ke saaye mein rakhe.. aameen:rose

              Comment

              • #8
                Re: Bachpan ki Yaadain

                yeh dulat b lay lo yeh shohrat b lay lo bhaly chhen lo mujhy se mari jawani
                par mujhy ko louta do bachpan ka sawan woh barish ki kashti woh barish ka pani...

                bachan ki yaadien .............bohat c hain.....un se kuch yeh ke mare pass dhyar c dool huwa karti thi(jo k aaj tak mere pass pari hai )or hum un dolls ki shadi karty thy...dulhan agar mari to dulha mari cousion k hota tha..or phir hum sach main doll dulhan ki rukhsti kiya karty thysab choty choty jitny friends thy sab shadi main shamil hoty or ammi un ke liye kuch bana deti ke khana khilna hai

                jab bohat choti thi to ammi batati hai ke main zidi nahi thi ..roti bnahi tang b nahi akrti thi...or 1 dafa massjid main gay huye thy ammi namaz parh rahi th to 1 arban mujhy utha ke lay jane lagi thi ke yeh mari beti hai..or ammi nai bari mushkil se mujhy us se cheena tha

                yaadien or baatien to bohat c hai kya kya bataya jayee
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Bachpan ki Yaadain

                  Originally posted by ummid View Post
                  Allah un sub logo ko apni Rehmatu ke saaye mein rakhe.. aameen:rose
                  ameen.....
                  :rose

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bachpan ki Yaadain

                    Originally posted by ummid View Post
                    "woh khagaz ki kashti.. woh baarish ka paani..."

                    me bacpan se hi kaafi shararti hoti ho'n.. or ab bhi ho'n...
                    shy bilkul nahi hoti thi... balke mom ne bataya tha ke jo me ko apni goad mein le ker pyaar karna chahta me us ka munh noch leti ager me ko woh Insaan bilkul pasnd na hota tu... :lol...
                    I used to live in ma own world.... I was not shy and not bold at the same time... depend karta tha ke situation kaisi hoti hai... :D...
                    I used to play alot... me ko pakar pakar ker ground se laana parta tha ke bei gher chalo or kuch khao... warna me ghanto bina thake khailti thi... or kabhi kisi ke liye wait nahi kiya... me akeli bhi khoob enjoy karti thi... :blush:
                    or bhi pata nahi kya kya.... me ab kaisi ho yeh me ko pata hai... bachpan mein kaisi thi yeh mom ko pata hai... or mom se poochna parega or detail mein jo PG per jub bhi k oi bachpan ka thread lagta hai tub me poochti ho... but she is not with me... when she'll back.. I'll add into it...:insha::rose

                    mashallah :rose

                    Originally posted by senorita View Post
                    me yaad ka album kholoon to kuch log bohat yaad ate hen
                    me apna bachpan sochoon to kuch log bohat yaad ate henteddy

                    hmmm yaad to atye hain...kiya kerain ab wo Yaadain aur LOG bhi humari zindagi ka hissa hain :rose

                    Originally posted by soni kudi View Post
                    yeh dulat b lay lo yeh shohrat b lay lo bhaly chhen lo mujhy se mari jawani
                    par mujhy ko louta do bachpan ka sawan woh barish ki kashti woh barish ka pani...

                    bachan ki yaadien .............bohat c hain.....un se kuch yeh ke mare pass dhyar c dool huwa karti thi(jo k aaj tak mere pass pari hai )or hum un dolls ki shadi karty thy...dulhan agar mari to dulha mari cousion k hota tha..or phir hum sach main doll dulhan ki rukhsti kiya karty thysab choty choty jitny friends thy sab shadi main shamil hoty or ammi un ke liye kuch bana deti ke khana khilna hai

                    jab bohat choti thi to ammi batati hai ke main zidi nahi thi ..roti bnahi tang b nahi akrti thi...or 1 dafa massjid main gay huye thy ammi namaz parh rahi th to 1 arban mujhy utha ke lay jane lagi thi ke yeh mari beti hai..or ammi nai bari mushkil se mujhy us se cheena tha

                    yaadien or baatien to bohat c hai kya kya bataya jayee
                    :D: wao...yeh usually larkiya kerti hain, guria gudhy ki shadi :D

                    aur amis bhi bara saath deti hain teddy
                    Last edited by *Samra*; 26 February 2009, 16:24.

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bachpan ki Yaadain

                      maai bachpan mai bohat cute hoti thi teddy saab kehte hain:eye: shrarte bhi kerti thi ... ami abu bataate hain ke...her koi goud me leta tha mujhe... auur me chali jaati thi.

                      ami kehti hain baatain bohat kerti thi. non stop :khi: aur ajeeb baat yeh hai ke bachpan me sharmaati nahi thi lekin ab bohat sharmati hoon. :donno:

                      meri awaaz hi nahi nikalti ager koi humare guests aye houn.
                      :D: baqi baad me

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bachpan ki Yaadain

                        Allah ina yad aata hai bachpan:(

                        mujy sab yad hai

                        main naughty thi kuch kuch:khi:

                        sab bacho ki leader thi na
                        is liay sab mil kr sharartien krty thy aur dant main khati thi
                        nanu syteddy
                        wo care jo krty thy na itni

                        aur b btati hu
                        break k bad:khi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bachpan ki Yaadain

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          Salam friends :rose

                          Hum sab ki bachpan ki Bohat si yaadain humare saath saath hain... jo humai khushi ka ehsaas dilati hain.

                          Apko apne bacpan ka kuch na kuch to yaad hoga.. :eye:

                          Kiya aap shraarti thye...app ki kiya masoom baatain thin? koi aisya Waqeya jo aap aaj bhi yaad kerte houn? :D:

                          Mere to bohat se hain...mujhe apni 4 saal ki umer se saab yaad he mashallah :D
                          buchpan ki yaadein hmmm...

                          Buchpan mein ziada shararti nahi tha, sobar sa bucha tha. Apnay dad ka bohat der tha muj per and at the same time wo meri studies pe bohat tawaju dete thay. Mein buchpan se he apni tareef mein aik lafz bohat sunta aaya wo yeh ke yeh larka bohat "ZAHEEN" he. And frankly saying I always enjoyed listening this word.

                          Movies dekhnay ka bohat ziada shookeen tha, cricket khelnay aur cycle chalanay ka bohat shookeen tha, lekin meri ammi mujay perhai se uthnay nahi deti thein aur mujay bara ghusa aata tha, kyoon ke mein ziada perhna pasand nahi kerta tha. School regular jata tha, aur ghar aa ke uniform change kerna mere liye museebat hota tha. Kabi kabi ami is baat per 2 haath ker detein.

                          Apnay khandan mein aur apni school life mein bohat ziada respect hasil ki "ZAHEEN" honay ki waja se her koi like kerta tha. Mein ne 3, 4 school change kiye aur hameesha class mein lead kia. Aik cheez jis se mein hyper ho jata tha wo yeh ke ager koi kisi test mein ya kisi subject mein muj se ziada marks le jata to mein usay target bana leta and I was bit challenging (though it was a bad thing of my personality). Cricket, football ka bohat shookeen tha, aur 7th class mein he mein snooker ka aik acha player ban gaya tha.

                          Meri ammi aur abbu dono sakhat tabiyat ke maalik thay, Abbu mere UK mein hotay to mein ziada time bahir guzarnay ki kooshish kerta lekin ghar ja ke ammi ki maar mera wait ker rahi hoti. Doosti ziada thi. Khanay peenay ka bohat shookeen tha, aur kia bataon
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bachpan ki Yaadain

                            good topic ..share karoun gee kuch is pay jo jo yaad aya :D
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bachpan ki Yaadain

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              buchpan ki yaadein hmmm...

                              Buchpan mein ziada shararti nahi tha, sobar sa bucha tha. Apnay dad ka bohat der tha muj per and at the same time wo meri studies pe bohat tawaju dete thay. Mein buchpan se he apni tareef mein aik lafz bohat sunta aaya wo yeh ke yeh larka bohat "ZAHEEN" he. And frankly saying I always enjoyed listening this word.

                              Movies dekhnay ka bohat ziada shookeen tha, cricket khelnay aur cycle chalanay ka bohat shookeen tha, lekin meri ammi mujay perhai se uthnay nahi deti thein aur mujay bara ghusa aata tha, kyoon ke mein ziada perhna pasand nahi kerta tha. School regular jata tha, aur ghar aa ke uniform change kerna mere liye museebat hota tha. Kabi kabi ami is baat per 2 haath ker detein.

                              Apnay khandan mein aur apni school life mein bohat ziada respect hasil ki "ZAHEEN" honay ki waja se her koi like kerta tha. Mein ne 3, 4 school change kiye aur hameesha class mein lead kia. Aik cheez jis se mein hyper ho jata tha wo yeh ke ager koi kisi test mein ya kisi subject mein muj se ziada marks le jata to mein usay target bana leta and I was bit challenging (though it was a bad thing of my personality). Cricket, football ka bohat shookeen tha, aur 7th class mein he mein snooker ka aik acha player ban gaya tha.

                              Meri ammi aur abbu dono sakhat tabiyat ke maalik thay, Abbu mere UK mein hotay to mein ziada time bahir guzarnay ki kooshish kerta lekin ghar ja ke ammi ki maar mera wait ker rahi hoti. Doosti ziada thi. Khanay peenay ka bohat shookeen tha, aur kia bataon
                              wese munday bhai vo wakeya ka pooch rahi hai jo aap ko bachpan mein pesh aaya ho jo ab bhi aap ko yaad ho.... vo sunnain apni hobbies na batain...... wese interesting aap kay bachpan kay baray mein parh kar mujhe khushi hoe......:salam:

                              wese aap ki life aur meri bahut mukhtalaf hai........
                              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                              Comment

                              Working...
                              X