Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bachpan ki Yaadain
Collapse
X
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by munda_sialkoty View Postbuchpan ki yaadein hmmm...
Buchpan mein ziada shararti nahi tha, sobar sa bucha tha. Apnay dad ka bohat der tha muj per and at the same time wo meri studies pe bohat tawaju dete thay. Mein buchpan se he apni tareef mein aik lafz bohat sunta aaya wo yeh ke yeh larka bohat "ZAHEEN" he. And frankly saying I always enjoyed listening this word.
Movies dekhnay ka bohat ziada shookeen tha, cricket khelnay aur cycle chalanay ka bohat shookeen tha, lekin meri ammi mujay perhai se uthnay nahi deti thein aur mujay bara ghusa aata tha, kyoon ke mein ziada perhna pasand nahi kerta tha. School regular jata tha, aur ghar aa ke uniform change kerna mere liye museebat hota tha. Kabi kabi ami is baat per 2 haath ker detein.
Apnay khandan mein aur apni school life mein bohat ziada respect hasil ki "ZAHEEN" honay ki waja se her koi like kerta tha. Mein ne 3, 4 school change kiye aur hameesha class mein lead kia. Aik cheez jis se mein hyper ho jata tha wo yeh ke ager koi kisi test mein ya kisi subject mein muj se ziada marks le jata to mein usay target bana leta and I was bit challenging (though it was a bad thing of my personality). Cricket, football ka bohat shookeen tha, aur 7th class mein he mein snooker ka aik acha player ban gaya tha.
Meri ammi aur abbu dono sakhat tabiyat ke maalik thay, Abbu mere UK mein hotay to mein ziada time bahir guzarnay ki kooshish kerta lekin ghar ja ke ammi ki maar mera wait ker rahi hoti. Doosti ziada thi. Khanay peenay ka bohat shookeen tha, aur kia bataon
Wah! tumharaee personality per tu aik kitaab likhee ja saktee hai..:thmbup:
Waisy by the way ab kia ho gaya hai..bachpan main itnay 'zaheen' aur ab...??:donno: Lagta hai...kisee ki nazar lag gaee hai..Allah reham kary.:dua
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Samra_Khan View Post:D
maloom hia humai :kr:
:embarasse yeh kiya baat hoi ?
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View PostMera matlab hai..k guest k samnay awaz nahi nikalti tu iss liye keh raha tha...k kisee ENT specialist ko dekaho...kahi vocal cords ka masala tu nahi.?? 372-scare
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Samra_Khan View Posthmm.... apne apko challeng dena to achi baat hoti (mere nazdeek) bcz is ko kerne se insaan bohat agai nikal sakta hai (of course postive mind se)
acha bacpan guzara apne... mama ki Pataiyou me...:khi: tab hi to bache kuch bante hain...warna Laad pyar me bigadhte hain:thmbup:
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Samra_Khan View Postpata nahi maine dehka nahi, bcz tam mujhe nazar bhi nahi ataa :khi:
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View PostMy God! aap loggon ku apnay ghar ka address na dia karain..unn k anay say aap per bara bora asar parta hai..na dekhai deta hai, na sunai deta hai, na bola jata hai..372-scare
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Samra_Khan View Postbura assar kiya hona he.... yeh to acha he naa ke mujhe unki Baatain nahi sunni parti :khi:
Comment
-
Re: Bachpan ki Yaadain
Originally posted by Samra_Khan View Posthmm.... apne apko challeng dena to achi baat hoti (mere nazdeek) bcz is ko kerne se insaan bohat agai nikal sakta hai (of course postive mind se)
acha bacpan guzara apne... mama ki Pataiyou me...:khi: tab hi to bache kuch bante hain...warna Laad pyar me bigadhte hain
dosray bachay laad pyar se begadhte hain....:fuming: munda kon sa mama ki pataaiyou se prime minister laga howa hai.......:khi::alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
Comment