Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

    Originally posted by aabi2cool View Post
    ALLAH o akbar dear sister MERY PASS ALFAAZ NAHEEN HAIN K JO LIKH SAKOON :phool:
    WAQAI BARRAY NASEEB KI BAAT HAI.........:SubhanAllhaa:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #47
      Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

      Originally posted by Sanam_khan1 View Post
      salam dushmano :salam: koi mujhay be batay k yah kisa thread hai or iss main kai likha hai mujhay perhna nahi ata
      acha to phir mujhe apna cell number batao kion keh main tumhian phir bol keh bata doon ga keh mohtarma aap ne yahan kya bolna haiteddy

      Comment


      • #48
        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

        Originally posted by Sanam_khan1 View Post
        han karti hon 5 namazo main kion
        to kabhi aqal bhi maangi

        Comment


        • #49
          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

          Originally posted by senorita View Post
          kia bachpan ki yaad dila di:heh:
          mujhe bohat choty hote se Allah se dil dil me baten karne ki adat par gai thi:hehe:....pllzzz Allah mian ji mera test acha ho jaey....plzz Allah mian ji aj teacher na aen me ne home work nahi kia.....ammi beemar hotin to bhi Allah tallah k samne pareshani k Allah mian plzz meri ammi ko kuch na ho...abou kahin tour par jate to bhi Allah mian mere abou kheryat se wapas ajaen....mere father ko acha lagta tha k un k bache un se farmaish karen...me nahi karti thi...me Allah se zid karti thi plzzz plllzz kar k or meri dua qabool ho jati thi....phir bare ho kar mujhe dua mangne ki adat par gai....road par guzarte....jis par nazar par jaey us k leay dua....kisi ki baat achi lage us k leay dua....mujhe duaon par bohat yakeen he....to me sab k leay duaen karti rehti hon....jab moka mile jab khiyal aey.....
          MashaAllah, waise Allah Mian se maang keh insaan ko bohat sukoon milta hai, yeh natural c baat ahi keh ager kissi insaan se maangna parre kabhi bhi to ek khalish c rehti hia or dil main be-sakooni c rehti hia, lakin jab Allah Talah Se maan lain to phir dil main ek ajeeb sa sukoon or noor mehsoos hota hia:)

          Comment


          • #50
            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

            Originally posted by saraah View Post
            Muje Jahan Tak Yaad Parrta Hai....koi Khas Nae....duaaon Pe Zor Baad Me Parra Hai...shaoor Hasil Krnay K Baad........
            ab to tum her waqt maangti he rehti ho gi,
            ab Allah Talah se thori c naram dilli bhi maang lena, uc ki zaroorat hai tumhian

            Comment


            • #51
              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

              Originally posted by Samra_Khan View Post
              mujhe :mm:yaqeen nahi aaraha yeh saari baatain mussadaq sahib ker rahe hain, abhi kuch din pehle tak too .... aap ka aur hi roop dehka tha lolzz
              mazaq kerahi hoon don't mind :rose
              dekahin her mehfil keh kuch ethics hote hain, jaise keh jahan bhi jiss mahool main aap jain wahan ager fun ho raha hai to fun bhi kerna chahia lakin limits main reh keh or jahan koi serious topic ho wahan aap ko waise he react kerna chahia, main ne bilkul bhi mind nahi kiya, or na he yeh mind kerne wali baat hia:)

              Comment


              • #52
                Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                Originally posted by saraah View Post
                Jitni Baar Iss Thraed Pe Nazar Parrti Hai...lagta Hai............babul Ki Duayen...........///
                billi ko chhechhrron keh he khawab aayen ge na:tasali:

                no worries babul ki duaon ka time bhi aa he jana hai InshaAllah:khi:

                Comment


                • #53
                  Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  bachpan main dua ki wesay adat nahi the baray hotay hi zaroratian barhti gai to duaian bhi barhti gai :lol
                  ab suchay dil say dua karti houn apnay leye bhi or kisi or kay leye bhi jo kahye :embarasse
                  mila sab kuch hai zindagi main :alhamd: lekan kafi sari cheezian late milli hain ...Allha ko mere susti ka pata hai na :lol
                  zahir hia bachpan main tumhian aqal he gi he nahi, ya tum waise he sayeen log ho gi, lol,

                  mera liye jo duain kahin hain woh yaad hain na, woh her waqt kerti raha karo,teddy

                  Comment


                  • #54
                    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    billi ko chhechhrron keh he khawab aayen ge na:tasali:

                    no worries babul ki duaon ka time bhi aa he jana hai InshaAllah:khi:
                    hehehheh sarrah:khi::khi::khi:tumhari nazrain kamzor lagte hain

                    Comment


                    • #55
                      Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                      Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                      ok kal se main parhna shuru karon ge ok magar mujhay parhna acha nahi lagtaa hai
                      mujh se seekho gi to phri acha laga ga:tasali:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                        Originally posted by senorita View Post
                        i miss:)
                        ...
                        Allah Talah Unhain Jannat main Aa'lla Muqam Ata Fermain, Ameen

                        Comment


                        • #57
                          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                          Originally posted by MuQadas View Post
                          hehehheh sarrah:khi::khi::khi:tumhari nazrain kamzor lagte hain
                          Nazrain kamzoor nahi hain,
                          ab insaan ko shoq bhi to hota hai na:kr:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                            wasalam...
                            nice topic bhai..:thmbup:

                            bachpan mein ammi ne ek dua yaad karaai thi jo nazam ki surat thi... hum sub sone se pehle parhte the ek saath... :D

                            "khud tu bara hai..
                            tujhi se dua hai..
                            bana hum ko accha..
                            bana hum ko saccha..
                            hume naik kar de..
                            hume ek kar de..
                            sada muskuraayen..
                            tujhe na bhulaayen..
                            ghamu mein khushi mein..
                            yun hi zindagi mein..
                            teri Rehmato'n ka.. Rahe hum pe saya.." (aameen)

                            or bhi kuch lafaz the is mein.. me ko is waqt theek se yaad nahi aa rahe... coz jub se Arbi seekhi arbi mein hi dua mangte hai.. :rose

                            Comment


                            • #59
                              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                              Originally posted by ummid View Post
                              wasalam...
                              nice topic bhai..:thmbup:

                              bachpan mein ammi ne ek dua yaad karaai thi jo nazam ki surat thi... hum sub sone se pehle parhte the ek saath... :D

                              "khud tu bara hai..
                              tujhi se dua hai..
                              bana hum ko accha..
                              bana hum ko saccha..
                              hume naik kar de..
                              hume ek kar de..
                              sada muskuraayen..
                              tujhe na bhulaayen..
                              ghamu mein khushi mein..
                              yun hi zindagi mein..
                              teri Rehmato'n ka.. Rahe hum pe saya.." (aameen)

                              or bhi kuch lafaz the is mein.. me ko is waqt theek se yaad nahi aa rahe... coz jub se Arbi seekhi arbi mein hi dua mangte hai.. :rose
                              :clap:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                zahir hia bachpan main tumhian aqal he gi he nahi, ya tum waise he sayeen log ho gi, lol,

                                mera liye jo duain kahin hain woh yaad hain na, woh her waqt kerti raha karo,teddy
                                han yaad hain aap nay parh likh kay aik acha bacha banna hai :lol
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X