Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

    Originally posted by Sanam_khan1 View Post
    salam dushmano :salam: koi mujhay be batay k yah kisa thread hai or iss main kai likha hai mujhay perhna nahi ata
    Originally posted by Samra_Khan View Post
    larki ! kuch to khof kero khuda ka :lahoul

    allah se kabhi dua kerti ho ke nahi :dua
    Originally posted by Sanam_khan1 View Post
    han karti hon 5 namazo main kion
    :kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

      Originally posted by musaddaq View Post
      Dostoo,
      Her insaan bachpan main kuch duain maangta hai apne future keh baare mian keh usse zindagi mian flan flan cheez mille ya woh aisa bana....
      to yahan hum sab yeh discuss kerain ge keh hum sab bachpan main normally kaisi duain maangte tha apne ya apne ird gird keh baare main or kitni hain jo poori huin, kitni hian ko partially poori huin, or kitni hain jo nahi poori ho sakin, or un keh causes bhi.

      so let's start...
      kia bachpan ki yaad dila di:heh:
      mujhe bohat choty hote se Allah se dil dil me baten karne ki adat par gai thi:hehe:....pllzzz Allah mian ji mera test acha ho jaey....plzz Allah mian ji aj teacher na aen me ne home work nahi kia.....ammi beemar hotin to bhi Allah tallah k samne pareshani k Allah mian plzz meri ammi ko kuch na ho...abou kahin tour par jate to bhi Allah mian mere abou kheryat se wapas ajaen....mere father ko acha lagta tha k un k bache un se farmaish karen...me nahi karti thi...me Allah se zid karti thi plzzz plllzz kar k or meri dua qabool ho jati thi....phir bare ho kar mujhe dua mangne ki adat par gai....road par guzarte....jis par nazar par jaey us k leay dua....kisi ki baat achi lage us k leay dua....mujhe duaon par bohat yakeen he....to me sab k leay duaen karti rehti hon....jab moka mile jab khiyal aey.....
      Last edited by aabi2cool; 19 February 2009, 19:22.

      Comment


      • #33
        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

        Originally posted by musaddaq View Post
        dostoo,
        her Insaan Bachpan Main Kuch Duain Maangta Hai Apne Future Keh Baare Mian Keh Usse Zindagi Mian Flan Flan Cheez Mille Ya Woh Aisa Bana....
        to Yahan Hum Sab Yeh Discuss Kerain Ge Keh Hum Sab Bachpan Main Normally Kaisi Duain Maangte Tha Apne Ya Apne Ird Gird Keh Baare Main Or Kitni Hain Jo Poori Huin, Kitni Hian Ko Partially Poori Huin, Or Kitni Hain Jo Nahi Poori Ho Sakin, Or Un Keh Causes Bhi.

        so Let's Start...
        Muje Jahan Tak Yaad Parrta Hai....koi Khas Nae....duaaon Pe Zor Baad Me Parra Hai...shaoor Hasil Krnay K Baad........
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #34
          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

          Originally posted by Sanam_khan1 View Post
          han karti hon 5 namazo main kion
          :khi: to pihr pehle padh lena tha thread ko khuli aankho se lol

          Comment


          • #35
            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

            Originally posted by musaddaq View Post
            bilkul yeh ek insaan keh ander ka yaqeen hai, bcoz insaan ek ajeeb c cheez hai, keh ager usse yeh laga keh mera kaam yahan se nahi ho ga to woh wahan jaata he nahi hai koshish kerna, to Allah Talah to sab se Azeem Hastii Hain, to Woh Hamesha meharbani ker Keh hamare yaqeen ko taqweyat bakhste hain, or Shuker hia keh hum Unhi pe depend kerna pasand kerta hain, kion keh jo sache dil se Un keh saamne jhuk gaya phir iss kainaat main or kahin nahi jhukna parre usse:)

            mujhe :mm:yaqeen nahi aaraha yeh saari baatain mussadaq sahib ker rahe hain, abhi kuch din pehle tak too .... aap ka aur hi roop dehka tha lolzz
            mazaq kerahi hoon don't mind :rose

            Comment


            • #36
              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

              Jitni Baar Iss Thraed Pe Nazar Parrti Hai...lagta Hai............babul Ki Duayen...........///
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #37
                Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                bachpan main dua ki wesay adat nahi the baray hotay hi zaroratian barhti gai to duaian bhi barhti gai :lol
                ab suchay dil say dua karti houn apnay leye bhi or kisi or kay leye bhi jo kahye :embarasse
                mila sab kuch hai zindagi main :alhamd: lekan kafi sari cheezian late milli hain ...Allha ko mere susti ka pata hai na :lol
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #38
                  Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                  Originally posted by saraah View Post
                  Jitni Baar Iss Thraed Pe Nazar Parrti Hai...lagta Hai............babul Ki Duayen...........///
                  i miss:)

                  Comment


                  • #39
                    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                    Originally posted by senorita View Post
                    i miss:)
                    OHHH MY DAER.........MAY ALLAH BLESS U...........:):rose
                    KAASH ME TUMAIN ISS WAQT GALAY LAGA SAKTI.................
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #40
                      Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                      Originally posted by senorita View Post
                      i miss:)
                      koi baat naheen ALLAH PAAK KI MASLIHAT HY MERI CHOTI BEHNOON KI SHADI BHI ABHI PICHLY MAH QIBLA ABBAJAN ALH REHMA K BAGAIR HUI HY . .. baqi aap k liye hum hain na baray bhai wo bhi to walid ki jaga hi hotay hain :tasali:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #41
                        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                        Originally posted by Samra_Khan View Post
                        :khi: to pihr pehle padh lena tha thread ko khuli aankho se lol


                        ok kal se main parhna shuru karon ge ok magar mujhay parhna acha nahi lagtaa hai

                        Comment


                        • #42
                          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          :kr:

                          kion hass rahay ho

                          Comment


                          • #43
                            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                            Originally posted by saraah View Post
                            OHHH MY DAER.........MAY ALLAH BLESS U...........:):rose
                            KAASH ME TUMAIN ISS WAQT GALAY LAGA SAKTI.................
                            teddy

                            Comment


                            • #44
                              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              koi baat naheen ALLAH PAAK KI MASLIHAT HY MERI CHOTI BEHNOON KI SHADI BHI ABHI PICHLY MAH QIBLA ABBAJAN ALH REHMA K BAGAIR HUI HY . .. baqi aap k liye hum hain na baray bhai wo bhi to walid ki jaga hi hotay hain :tasali:
                              :)

                              Comment


                              • #45
                                Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                                Originally posted by Samra_Khan View Post
                                aik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
                                Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:
                                ALLAH o akbar dear sister MERY PASS ALFAAZ NAHEEN HAIN K JO LIKH SAKOON :phool:
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X