Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Collapse
X
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by musaddaq View PostDostoo,
Her insaan bachpan main kuch duain maangta hai apne future keh baare mian keh usse zindagi mian flan flan cheez mille ya woh aisa bana....
to yahan hum sab yeh discuss kerain ge keh hum sab bachpan main normally kaisi duain maangte tha apne ya apne ird gird keh baare main or kitni hain jo poori huin, kitni hian ko partially poori huin, or kitni hain jo nahi poori ho sakin, or un keh causes bhi.
so let's start...
mujhe bohat choty hote se Allah se dil dil me baten karne ki adat par gai thi:hehe:....pllzzz Allah mian ji mera test acha ho jaey....plzz Allah mian ji aj teacher na aen me ne home work nahi kia.....ammi beemar hotin to bhi Allah tallah k samne pareshani k Allah mian plzz meri ammi ko kuch na ho...abou kahin tour par jate to bhi Allah mian mere abou kheryat se wapas ajaen....mere father ko acha lagta tha k un k bache un se farmaish karen...me nahi karti thi...me Allah se zid karti thi plzzz plllzz kar k or meri dua qabool ho jati thi....phir bare ho kar mujhe dua mangne ki adat par gai....road par guzarte....jis par nazar par jaey us k leay dua....kisi ki baat achi lage us k leay dua....mujhe duaon par bohat yakeen he....to me sab k leay duaen karti rehti hon....jab moka mile jab khiyal aey.....Last edited by aabi2cool; 19 February 2009, 19:22.
Comment
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by musaddaq View Postdostoo,
her Insaan Bachpan Main Kuch Duain Maangta Hai Apne Future Keh Baare Mian Keh Usse Zindagi Mian Flan Flan Cheez Mille Ya Woh Aisa Bana....
to Yahan Hum Sab Yeh Discuss Kerain Ge Keh Hum Sab Bachpan Main Normally Kaisi Duain Maangte Tha Apne Ya Apne Ird Gird Keh Baare Main Or Kitni Hain Jo Poori Huin, Kitni Hian Ko Partially Poori Huin, Or Kitni Hain Jo Nahi Poori Ho Sakin, Or Un Keh Causes Bhi.
so Let's Start...شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by musaddaq View Postbilkul yeh ek insaan keh ander ka yaqeen hai, bcoz insaan ek ajeeb c cheez hai, keh ager usse yeh laga keh mera kaam yahan se nahi ho ga to woh wahan jaata he nahi hai koshish kerna, to Allah Talah to sab se Azeem Hastii Hain, to Woh Hamesha meharbani ker Keh hamare yaqeen ko taqweyat bakhste hain, or Shuker hia keh hum Unhi pe depend kerna pasand kerta hain, kion keh jo sache dil se Un keh saamne jhuk gaya phir iss kainaat main or kahin nahi jhukna parre usse:)
mujhe :mm:yaqeen nahi aaraha yeh saari baatain mussadaq sahib ker rahe hain, abhi kuch din pehle tak too .... aap ka aur hi roop dehka tha lolzz
mazaq kerahi hoon don't mind :rose
Comment
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
bachpan main dua ki wesay adat nahi the baray hotay hi zaroratian barhti gai to duaian bhi barhti gai :lol
ab suchay dil say dua karti houn apnay leye bhi or kisi or kay leye bhi jo kahye :embarasse
mila sab kuch hai zindagi main :alhamd: lekan kafi sari cheezian late milli hain ...Allha ko mere susti ka pata hai na :lol
Comment
-
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by senorita View Posti miss:)ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by aabi2cool View Postkoi baat naheen ALLAH PAAK KI MASLIHAT HY MERI CHOTI BEHNOON KI SHADI BHI ABHI PICHLY MAH QIBLA ABBAJAN ALH REHMA K BAGAIR HUI HY . .. baqi aap k liye hum hain na baray bhai wo bhi to walid ki jaga hi hotay hain :tasali:
Comment
-
Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)
Originally posted by Samra_Khan View Postaik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment