Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

    Dostoo,
    Her insaan bachpan main kuch duain maangta hai apne future keh baare mian keh usse zindagi mian flan flan cheez mille ya woh aisa bana....
    to yahan hum sab yeh discuss kerain ge keh hum sab bachpan main normally kaisi duain maangte tha apne ya apne ird gird keh baare main or kitni hain jo poori huin, kitni hian ko partially poori huin, or kitni hain jo nahi poori ho sakin, or un keh causes bhi.

    so let's start...

  • #2
    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

    Originally posted by musaddaq View Post

    waao aap ne to mera saab se pyara topic rakha hai :rose thanks

    meri duain allah ke fazal se itni choti umer se sharoo hogai thien... ke mujhe yaad nahi mai kitne saal ki thi.

    Jab koi aeroplane uper se guzra kerta tha... mai dua kerti thi, ya allah yeh Jahaz kheriyat se apni jagah per pohnch jaye.

    Mere Tayea Abu ki tabiyat kharaab hoi, us waqt mai 5 years ki thi...mai aik kamre mai beth ker ro ker dua maang rahi thi yaa allah taeya abu ko thik ker dain...unko lambi zindagi dain... Allah tallah ne meri dua suni , aur unko allah ne zindagi di...

    Duaou ka silsala mere saath bachpan ki bohat choti umer se chal raha hai...aur aisya lagta hai ke Allah miya itne qareeb hain, jo mai dua kerti hoonaur Allah tallah qabool ker lete hain...

    aisye bohat se waqiyat hain... jo mai khud heraan hoti hoon...

    allah tallah ne ab tak meri her dua ko suna hai, aur mujhe bharosa hai allah per kai allah tallah agai bhi zaroor sunai ga aur qabool kere ga inshallah :dua

    :alhamd:

    Comment

    • #3
      Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

      aik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
      Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:
      Last edited by *Samra*; 19 February 2009, 09:08.

      Comment

      • #4
        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

        aahan kafe duain manga karte thi bachpan main kafe darpok thi islia jab bhi koi thore der tak ghar main nahi aata tha jaysay bhai bahar gay to ammi ko der hogai aanay main ya ammi
        ya kise ko lartay howay dekh k na dua karna k Allah myan yeh na larain
        koi cheez nahi mila karte koi copy ya chote si cheez to dua mangte thi aur abhi tak yehi sab duain mangthte hon :dua

        Comment

        • #5
          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

          Originally posted by Samra_Khan View Post
          aik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
          Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:
          aahan SUbhanAllah :SubhanAllhaa:

          Comment

          • #6
            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

            Originally posted by MuQadas View Post
            aahan kafe duain manga karte thi bachpan main kafe darpok thi islia jab bhi koi thore der tak ghar main nahi aata tha jaysay bhai bahar gay to ammi ko der hogai aanay main ya ammi
            ya kise ko lartay howay dekh k na dua karna k Allah myan yeh na larain
            koi cheez nahi mila karte koi copy ya chote si cheez to dua mangte thi aur abhi tak yehi sab duain mangthte hon :dua
            mai bhi yeh dua bohat kerti thi, jab mere abu ko kaam se dair hojaati thi.

            aur jab bhi BIJLI aur badal karajtey the... 372-scare mai bohat darti thi, balqe Abhi tak darti hoon :khi: ....:dua

            Comment

            • #7
              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

              Originally posted by MuQadas View Post
              aahan kafe duain manga karte thi bachpan main kafe darpok thi islia jab bhi koi thore der tak ghar main nahi aata tha jaysay bhai bahar gay to ammi ko der hogai aanay main ya ammi
              ya kise ko lartay howay dekh k na dua karna k Allah myan yeh na larain
              koi cheez nahi mila karte koi copy ya chote si cheez to dua mangte thi aur abhi tak yehi sab duain mangthte hon :dua
              Cute! :rose

              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment

              • #8
                Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                Originally posted by Samra_Khan View Post
                aik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
                Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:

                :jazak::SubhanAllhaa::alhamd:

                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment

                • #9
                  Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  Dostoo,
                  Her insaan bachpan main kuch duain maangta hai apne future keh baare mian keh usse zindagi mian flan flan cheez mille ya woh aisa bana....
                  to yahan hum sab yeh discuss kerain ge keh hum sab bachpan main normally kaisi duain maangte tha apne ya apne ird gird keh baare main or kitni hain jo poori huin, kitni hian ko partially poori huin, or kitni hain jo nahi poori ho sakin, or un keh causes bhi.

                  so let's start...

                  Bachpan main bohut see duain mangee...jo puri bhi hoeen..kuch puree nahi bhi hoeen..(Allah hi behtar janta hai k kyuon nahi hoeen).

                  Exam say pehlay ya paper shorroo honay say pehlay zaroor dua mangta tha..aur Allah k fazal say pass ho jata tha..aik martba bhool gaya tu paper bhi kharab ho gaya..pass honay ki umeed nahi thee.. Allah say maufee mangee (Dua bhoolnay ki)..Allah nay pass ker dia uss exam main.

                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    Bachpan main bohut see duain mangee...jo puri bhi hoeen..kuch puree nahi bhi hoeen..(Allah hi behtar janta hai k kyuon nahi hoeen).

                    Exam say pehlay ya paper shorroo honay say pehlay zaroor dua mangta tha..aur Allah k fazal say pass ho jata tha..aik martba bhool gaya tu paper bhi kharab ho gaya..pass honay ki umeed nahi thee.. Allah say maufee mangee (Dua bhoolnay ki)..Allah nay pass ker dia uss exam main.

                    yeh experience mere saath bhi hua hai :D:

                    Comment

                    • #11

                      lagta hai sab bachay aik sai hi duain manga kartay hain
                      :mm:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                        Originally posted by MuQadas View Post
                        [/FONT]
                        lagta hai sab bachay aik sai hi duain manga kartay hain
                        :mm:

                        bache hote hi aik jaise masoom hain... to dua bhi aik jaisi hi maangte hain
                        :rose

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          waao aap ne to mera saab se pyara topic rakha hai :rose thanks

                          meri duain allah ke fazal se itni choti umer se sharoo hogai thien... ke mujhe yaad nahi mai kitne saal ki thi.

                          Jab koi aeroplane uper se guzra kerta tha... mai dua kerti thi, ya allah yeh Jahaz kheriyat se apni jagah per pohnch jaye.

                          Mere Tayea Abu ki tabiyat kharaab hoi, us waqt mai 5 years ki thi...mai aik kamre mai beth ker ro ker dua maang rahi thi yaa allah taeya abu ko thik ker dain...unko lambi zindagi dain... Allah tallah ne meri dua suni , aur unko allah ne zindagi di...

                          Duaou ka silsala mere saath bachpan ki bohat choti umer se chal raha hai...aur aisya lagta hai ke Allah miya itne qareeb hain, jo mai dua kerti hoonaur Allah tallah qabool ker lete hain...

                          aisye bohat se waqiyat hain... jo mai khud heraan hoti hoon...

                          allah tallah ne ab tak meri her dua ko suna hai, aur mujhe bharosa hai allah per kai allah tallah agai bhi zaroor sunai ga aur qabool kere ga inshallah :dua

                          :alhamd:
                          MashaAllah phir to bohat he achi baat hai yeh keh Allah Talahe ne her moqa pe aap ko kamyaab kiya or let down nahi kiya, halankeh ager let Down Kerta Bhi Allah Talah to woh bhi hamari or sab ki behtari keh liya he hota hai, lakin its waqi natural keh jab aap jo maangte hain or Allah Talah ki marzi bhi uc mian ho or owh ho bhi jaye to intehai khushi hoti hia,:)

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            aik bacpan ka to nahi per 15 saal ki umer ka waqiya yaad aeya... mai ne bohat shidat se Dua ki kai Allah tallah mujhe (mujh gunehgaar ko )
                            Hazrat Mohammed s.a.w ki ziyaarat naseeb kere... allah tallah ne yeh bhi meri dua sunni...aur mujhe Hazoor s.a.w. ki ziarat naseeb hoi... :dua :alhamd:
                            :SubhanAllhaa:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bachpan ki Duain (Chilhood Prayers)

                              Originally posted by MuQadas View Post
                              aahan kafe duain manga karte thi bachpan main kafe darpok thi islia jab bhi koi thore der tak ghar main nahi aata tha jaysay bhai bahar gay to ammi ko der hogai aanay main ya ammi
                              ya kise ko lartay howay dekh k na dua karna k Allah myan yeh na larain
                              koi cheez nahi mila karte koi copy ya chote si cheez to dua mangte thi aur abhi tak yehi sab duain mangthte hon :dua
                              ahan,
                              or long term duain?

                              Comment

                              Working...
                              X