Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

    Originally posted by Aanchal View Post
    wo first time milli the na to aap ka zara lihaaz rekh lia tha us nay :lol

    aanchal de aamir sahi kah raha ha mai chup aur heran ho gai thi is ko dekh kar ....kiun kah me ko laga koi mandak phudak raha ha372-hahakesi angle se insaan n hi lag raha tha ya

    Comment


    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

      Originally posted by fari View Post
      aanchal de aamir sahi kah raha ha mai chup aur heran ho gai thi is ko dekh kar ....kiun kah me ko laga koi mandak phudak raha ha372-hahakesi angle se insaan n hi lag raha tha ya
      waise fari tum waqee bohat cute lag rahi thi, itni dari dari, itni sehmi sehmi 372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Mein ne jatay he aur seat per bethnay se pehlay he isay 2, 3 jugtein thoook dein, yeh bechaari nazrein milanay ke kabil nahi rahi, phir mein ne is ki seat ke paas aa ker, is se 2, 4 baatein kein (is dooran masood apni fazool takreer kerta raha 372-haha) to phir ja ke isay thoora confidence mila.

        Haan albata khanay ke mooamlay mein yeh bohat confident rahi, sub loogon mein sub se ziada isi ne khaya 372-haha

        jhoot kam bolo amri

        u bhool gay maina aur saima de nay u ki kini besti ki thi aamri khatoon per372-haha

        aur plate tu sahi u nay bhari thi das logo ka khana tu u hi kha gay thay

        Comment


        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          waise fari tum waqee bohat cute lag rahi thi, itni dari dari, itni sehmi sehmi 372-haha


          zahir c baat ha kesi kay samnay bhi dinasour ajay tu woh asay hi darta ha thori dair kay liya372-haha

          Comment


          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

            logoun yeh Aqwaal-i-zareen ka thread tha :lol
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

              Originally posted by fari View Post
              jhoot kam bolo amri

              u bhool gay maina aur saima de nay u ki kini besti ki thi aamri khatoon per372-haha

              aur plate tu sahi u nay bhari thi das logo ka khana tu u hi kha gay thay
              Tum loogon ne mujay aamir khatoon zaroor kaha tha, per jub mein ne aap loogon ki baat ka bura nahi manaya tha to aaap loog khud he sharmindagi mein doob gaye thay, yaad he na
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                behtreen amal dosroun ko kuch deena hai
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Tum loogon ne mujay aamir khatoon zaroor kaha tha, per jub mein ne aap loogon ki baat ka bura nahi manaya tha to aaap loog khud he sharmindagi mein doob gaye thay, yaad he na


                  tum dheet chiz ho asar tu khabi bi nahi howa u ko372-haha

                  Comment


                  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                    Originally posted by fari View Post
                    zahir c baat ha kesi kay samnay bhi dinasour ajay tu woh asay hi darta ha thori dair kay liya372-haha
                    Lekin meri aala zarfi dekho, ke mein ne tumhari mushkil ki is ghari mein bhi tumhein confidence diya, tum to mera ehsaan kabi nahi bhool sakti
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      logoun yeh Aqwaal-i-zareen ka thread tha :lol

                      ap sahi kah rhi ha 372-hahawasy bhi maina tu kuch kaha nhi mai ja rhi ho nashta bana kar thosnay:lpop:

                      Comment


                      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        behtreen amal dosroun ko kuch deena hai
                        Aik dinner treat to tum de nai sakti, waddi aai dene wali 372-shed
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Lekin meri aala zarfi dekho, ke mein ne tumhari mushkil ki is ghari mein bhi tumhein confidence diya, tum to mera ehsaan kabi nahi bhool sakti

                          han han u ko dekh kar khanay ma confidence mila tha372-hahaper me ka moun jitna bara nahi tha na is liya me se u jitna nahi khaaya giya

                          Comment


                          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                            Originally posted by fari View Post
                            ap sahi kah rhi ha 372-hahawasy bhi maina tu kuch kaha nhi mai ja rhi ho nashta bana kar thosnay:lpop:
                            yeh nashtay ka waqat hai vohan ?:D
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                              saddaq yeh hai kay dil batian karay yani wo baat kahye jo dil main ho
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                yeh nashtay ka waqat hai vohan ?:D

                                ha tu lunch ka per me othi ab ho

                                Comment

                                Working...
                                X