Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

    Originally posted by ummid View Post
    Okay... I'll.. :blush:


    ap sharmai kiun asay kiya khaawwb hain372-shock372-haha

    Comment


    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

      Originally posted by Aanchal View Post
      main to nahi houn is main 372-haha
      haan tum ho bhi kaise sakti ho tum to Chief ho na iss group ki, to tum se group se bahir he ho gi

      Comment


      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

        Originally posted by musaddaq View Post
        shuker hai tum hum se nahi milti werna tum ne to hummain bhi achha khase intellectual se apne jaisa jahil bana dena tha:dua


        tum jahil ban bhi nahi saktay tum tu ready made jahil ho372-haha

        Comment


        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

          Originally posted by fari View Post
          ap sharmai kiun asay kiya khaawwb hain372-shock372-haha
          hain bus.... you ko kyun batao'n..

          Comment


          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

            apna kaam dil laga kar karoo yehi kamyaabi ki kunji hai
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

              Originally posted by Aanchal View Post
              main nay koi hotel khola howa hai yaha
              to kya apne itne ache dost keh liya ek hotel bhi nahi khol saktin,
              tum yahan aana hum poora dhaaba book kerwa den ge, tandoor wali rotian pakati jaye gi or tum khati rehna, or ek tum ho keh 2 rotian nahi khila saktin humain

              Comment


              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                Originally posted by Aanchal View Post
                apna kaam dil laga kar karoo yehi kamyaabi ki kunji hai
                lakin Aanchal aunty aap ne yeh nahi bataya keh dil kaam mian lagana hai ya kissi or keh saathteddy

                Comment


                • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  apna kaam dil laga kar karoo yehi kamyaabi ki kunji hai
                  abb dil lagane k baad kam kaha hota he:kr:

                  Comment


                  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                    Originally posted by fari View Post
                    tum jahil ban bhi nahi saktay tum tu ready made jahil ho372-haha
                    chalo main to shaid phir kuchh seekh he jaon,

                    tum to jahil nahi thin lakin apni harkatoon ki wajah se ban gayi ho, iss liye tumhara to revival bhi mushkil hia:kr:

                    Comment


                    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      to kya apne itne ache dost keh liya ek hotel bhi nahi khol saktin,
                      tum yahan aana hum poora dhaaba book kerwa den ge, tandoor wali rotian pakati jaye gi or tum khati rehna, or ek tum ho keh 2 rotian nahi khila saktin humain
                      ab mujhay yakeen dilaoo na kay 2 rootiyan kafi hoo jaian gee
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                        Originally posted by fari View Post
                        ap sharmai kiun asay kiya khaawwb hain372-shock372-haha
                        Originally posted by ummid View Post
                        hain bus.... you ko kyun batao'n..
                        chalo ummid kurri tum mujhe bata do phir, isse to bilkul na batana,

                        Comment


                        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          yaar yeh fari hai he ehsaan faramosh,:fuming:
                          kah kon raha ha jes ko ya bhi nahi pata kah ehsan kartay kasay hian

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          haan sahi kaha hai, tumhain thosna he parre ga, kion keh jo anaaj tum ne khana hai uc ki bhi koi izat hai, jab usse pata lage ga keh tum usse khao gi to woh to akheer kisam ka he mind ker jaye ga or tumhare ander jane se inkaar ker de ga, phir tumhian zaberdasti thonsna he parre ga

                          372-shockkhabi khabi mujhay lagta ha musadaq kay tum anaaaj ki bori ho 372-haha

                          Comment


                          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            lakin Aanchal aunty aap ne yeh nahi bataya keh dil kaam mian lagana hai ya kissi or keh saathteddy
                            kisi or kay sath lagaoo gay to begum say bari kutt pary gee :lol
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              ab mujhay yakeen dilaoo na kay 2 rootiyan kafi hoo jaian gee
                              tumm 5, 5 KG ki rotian pakana, main tumhain yaqeen dilata hoon keh woh ujhe poori aa jain gin:kr:

                              Comment


                              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                                Originally posted by MSA View Post
                                abb dil lagane k baad kam kaha hota he:kr:
                                har baat ko ulta suchna hai
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X