Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

    Originally posted by MuQadas View Post
    intehai bewaqofana :khi:
    Shuker karo mein ne tumhara moun nahi dekha 372-haha372-haha
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

      Originally posted by MuQadas View Post






      yeh koi batain karnay ka thread hai j itni lambi labi qisay kahainyan karnay lagay
      Muqaddas sohni behan, yehi larrai kerta hai,
      main to itne peacefull hon tum khud dekh lo

      Comment


      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Shuker karo mein ne tumhara moun nahi dekha 372-haha372-haha
        :lahoul:lahoul main samjhi yeh reply bhai ji musadaq ka hai islia bech mai boli372-shock

        Comment


        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yaar wo bari sincere he loogon ke taaluqaat kharaab kerwanay mein 372-haha chal quote quote kheeltay hein.

          Meri quote

          "Hameesha Moun dekh ker chapair maaro" 372-haha
          khud to uc se kuch hota hia nahi, doosroon ko pump ker keh shaitaani kirdaar ada kerti hai

          Quote

          Doosroon ka munh laal dekh keh apna chaperrain maar keh nahi ker lena chahia:lpop:

          Comment


          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

            Originally posted by MuQadas View Post
            :lahoul:lahoul main samjhi yeh reply bhai ji musadaq ka hai islia bech mai boli372-shock
            Mein bhi kahon, ke muqadas mere samnay yeh jasarat ker rahi he
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

              Originally posted by musaddaq View Post
              Muqaddas sohni behan, yehi larrai kerta hai,
              main to itne peacefull hon tum khud dekh lo

              Waqee tu bohat peaceful he. koi shak nahi Gadha peaceful animal he hota he 372-haha
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                Originally posted by musaddaq View Post
                khud to uc se kuch hota hia nahi, doosroon ko pump ker keh shaitaani kirdaar ada kerti hai

                Quote

                Doosroon ka munh laal dekh keh apna chaperrain maar keh nahi ker lena chahia:lpop:
                lagta he aaj chapairoon ka muqabla ho ga 372-haha le light janay wali he, aa ke tujay chapairein lagata hoon
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Waqee tu bohat peaceful he. koi shak nahi Gadha peaceful animal he hota he 372-haha
                  lakin tu gadhon main bhi exceptional hai keh her guzerte ko dulatti maarna apna farz samjhta hai

                  Comment


                  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Mein bhi kahon, ke muqadas mere samnay yeh jasarat ker rahi he
                    na mare kia majal372-scare

                    Comment


                    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      lagta he aaj chapairoon ka muqabla ho ga 372-haha le light janay wali he, aa ke tujay chapairein lagata hoon
                      oye sialkot mian abhi loadshading khatam nahi hui

                      Espacially for u

                      "Men are like parking spots, the good ones are taken and the free ones are handicapped.":lpop:

                      tu samjh gaya ho ga

                      Comment


                      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                        Originally posted by MuQadas View Post
                        :lahoul:lahoul main samjhi yeh reply bhai ji musadaq ka hai islia bech mai boli372-shock
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Mein bhi kahon, ke muqadas mere samnay yeh jasarat ker rahi he
                        itni jurat teri keh tu Muqaddas ko kuch kaha,

                        Comment


                        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                          Originally posted by MuQadas View Post
                          na mare kia majal372-scare
                          very good, thats like obedient lady :tasali:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                            agar chiryeoo main ithhad hoo jaye to wo sher ki khal utaar sakti hain
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              oye sialkot mian abhi loadshading khatam nahi hui

                              Espacially for u

                              "Men are like parking spots, the good ones are taken and the free ones are handicapped.":lpop:

                              tu samjh gaya ho ga
                              zahir he tujay kisi ne yeh samjaya he, ub tu mujay samjanay ki na'kaam kooshish ker raha he :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                very good,
                                oye batti aa gayi?

                                Comment

                                Working...
                                X