Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    me to apke samjhne ki baat kerahi hoon :tasali:
    Aap to aik dum se na'samaj niklein
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Aap to aik dum se na'samaj niklein
      aik dam se ? :eye: achi baat hai

      Comment


      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        aik dam se ? :eye: achi baat hai
        bohat buri baat
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

          one time a man asked Hazrat Ali (A S) "show me God if he Exists "
          He replied:Look at the sun"
          The man repied "I can't see, the rays hurt my eyes"
          Hazrat Ali sid:
          "If you can't look at the creation then how will you be able to look at the CREATOR
          Last edited by MuQadas; 13 February 2009, 07:39.

          Comment


          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

            :khi:gud answer,

            yaar yahan ek quote share hau hai keh two persons can tell right about
            1. ur enemy
            2. ur friend who is in aggression.
            so main en socha keh tum ro main ek doosre ko kafi arse se jaante hain to let's try,

            werna na to tum materlistic ho or na he nazrain phairne wale,
            lakin nalaik zaroor ho keh main ne kaha or tum explaiantions dena start ker deen, koi haal nahi tera,
            main tum se itna free kion hota hoon, ya tumhain he sab se zaiada tang kion kerta hoon, itna bhi nahi pata tumhain nalaik larrke, :fuming:

            Comment


            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

              Originally posted by Samra_Khan View Post
              apko is me kitne words samjh aye hain? :lpop:
              isse koi samjh nahi aaya hona:khi:

              Comment


              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                Originally posted by musaddaq View Post
                :khi:gud answer,

                yaar yahan ek quote share hau hai keh two persons can tell right about
                1. ur enemy
                2. ur friend who is in aggression.

                so main en socha keh tum ro main ek doosre ko kafi arse se jaante hain to let's try,

                werna na to tum materlistic ho or na he nazrain phairne wale,
                lakin nalaik zaroor ho keh main ne kaha or tum explaiantions dena start ker deen, koi haal nahi tera,
                main tum se itna free kion hota hoon, ya tumhain he sab se zaiada tang kion kerta hoon, itna bhi nahi pata tumhain nalaik larrke, :fuming:
                Ja tainu moaaf keeta e, ager toon muqadas da praa na hunda te tere naal bari buri honi siyoo 372-haha

                waise fari ne mujay facilitate kia tha ke yeh larai khatam na honay paye, aur mein ne usay kaha tha ke yeh larai ub khatam nahi ho gi, ub mein usay kia jawaab doon ga
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ja tainu moaaf keeta e, ager toon muqadas da praa na hunda te tere naal bari buri honi siyoo 372-haha

                  waise fari ne mujay facilitate kia tha ke yeh larai khatam na honay paye, aur mein ne usay kaha tha ke yeh larai ub khatam nahi ho gi, ub mein usay kia jawaab doon ga
                  tu mujh se larre ga, mujh se, apne itne acce dost se:fuming:
                  sharam to nahi aati tumhain, keh dossroon keh kehna pe tu mujh se lerr parre ga, or woh bhi fari keh kehna pe372-shed,
                  log to chahte he yehi hain, jab ian kal sham ko gaya classes keh liye to mujhe pata tha keh tu koi aisa he reply kerra ga jaisa tum ne kiya hai,
                  but kabhi aqal ka muzahira bhi kiya kar,
                  main tera sath jitni baar bhi milla hoon bohat enjoy kiya hia sialkot se le keh lahore GTG tak,
                  or ek baat yaad rakhna keh jo jitna close ho usse he insaan sab se zaiada tang bhi kerta hai

                  Comment


                  • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    one time a man asked Hazrat Ali (A S) "show me God if he Exists "
                    He replied:Look at the sun"
                    The man repied "I can't see, the rays hurt my eyes"
                    Hazrat Ali sid:
                    "If you can't look at the creation then how will you be able to look at the CREATOR
                    :jazak::SubhanAllhaa:


                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment


                    • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      tu mujh se larre ga, mujh se, apne itne acce dost se:fuming:
                      sharam to nahi aati tumhain, keh dossroon keh kehna pe tu mujh se lerr parre ga, or woh bhi fari keh kehna pe372-shed,
                      log to chahte he yehi hain, jab ian kal sham ko gaya classes keh liye to mujhe pata tha keh tu koi aisa he reply kerra ga jaisa tum ne kiya hai,
                      but kabhi aqal ka muzahira bhi kiya kar,
                      main tera sath jitni baar bhi milla hoon bohat enjoy kiya hia sialkot se le keh lahore GTG tak,
                      or ek baat yaad rakhna keh jo jitna close ho usse he insaan sab se zaiada tang bhi kerta hai
                      Tu mujay itna kacha samajta he :khi:abay thoora sa thrill paida kerne ko dil ker raha tha, aur mujay yeh bhi pata tha ke tu bhi yeh drama ker raha he, aur yaar ager is se PG ke kuch buchay khush ho jatay to is mein herj he kia tha....Ub fari aa ke dekhay gi to us ki ummidon per pani pe phir jaye ga 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Tu mujay itna kacha samajta he :khi:abay thoora sa thrill paida kerne ko dil ker raha tha, aur mujay yeh bhi pata tha ke tu bhi yeh drama ker raha he, aur yaar ager is se PG ke kuch buchay khush ho jatay to is mein herj he kia tha....Ub fari aa ke dekhay gi to us ki ummidon per pani pe phir jaye ga 372-haha
                        main ne kissi din uc pe waise he pani phair dena hai,:lpop:, chal ab quote quote khelte hian dubara se:kr:

                        tu dekh le PG k acha acha members ne foran he respond kiya tha jab hamari behas start hui to,
                        or ek woh meesni peeche se tujhe feed ker rahi thi:fuming:
                        Last edited by musaddaq; 13 February 2009, 07:45.

                        Comment


                        • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                          :jazak::SubhanAllhaa:
                          :jazak:
                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Tu mujay itna kacha samajta he :khi:abay thoora sa thrill paida kerne ko dil ker raha tha, aur mujay yeh bhi pata tha ke tu bhi yeh drama ker raha he, aur yaar ager is se PG ke kuch buchay khush ho jatay to is mein herj he kia tha....Ub fari aa ke dekhay gi to us ki ummidon per pani pe phir jaye ga 372-haha


                          Originally posted by musaddaq View Post
                          main ne kissi din uc pe waise he pani phair dena hai,:lpop:, chal ab quote quote khelte hian dubara se:kr:

                          tu dekh le PG k acha acha members ne foran he respond kiya tha jab hamari behas start hui to,
                          or ek woh meesni peeche se tujhe feed ker rahi thi:fuming:
                          yeh koi batain karnay ka thread hai j itni lambi labi qisay kahainyan karnay lagay

                          Comment


                          • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                            Originally posted by MuQadas View Post
                            :jazak:






                            yeh koi batain karnay ka thread hai j itni lambi labi qisay kahainyan karnay lagay
                            tum ne hamein daanta :embarasse
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              main ne kissi din uc pe waise he pani phair dena hai,:lpop:, chal ab quote quote khelte hian dubara se:kr:

                              tu dekh le PG k acha acha members ne foran he respond kiya tha jab hamari behas start hui to,
                              or ek woh meesni peeche se tujhe feed ker rahi thi:fuming:
                              Yaar wo bari sincere he loogon ke taaluqaat kharaab kerwanay mein 372-haha chal quote quote kheeltay hein.

                              Meri quote

                              "Hameesha Moun dekh ker chapair maaro" 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Good Quotes ( Aqwal-e-zareen)

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yaar wo bari sincere he loogon ke taaluqaat kharaab kerwanay mein 372-haha chal quote quote kheeltay hein.

                                Meri quote

                                "Hameesha Moun dekh ker chapair maaro" 372-haha
                                intehai bewaqofana :khi:

                                Comment

                                Working...
                                X