Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Understanding wife & husband

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Understanding wife & husband

    mai kiya keroon munda bih bass ajaata hai ishaare kerne



    Comment


    • #47
      Re: Understanding wife & husband

      Originally posted by Khala@Saleema View Post
      sochte hain abih...pehle mai TEA pi louu


      khalaa jee..... abhi tak socha nahi....????




      BaRhe usKa ghAm to kaRar kHo deY
      wo meRe ghAm kAy KhAyal se...
      Uthey HaaTh aPney liYe to phiR bhi
      Mere liYe hi dUa KarAy...




      Comment


      • #48
        Re: Understanding wife & husband

        arey meri munni kal tak jawab doongi, mujhe neend arahi hai.... tata



        Comment


        • #49
          Re: Understanding wife & husband

          Originally posted by Khala@Saleema View Post
          ... aik ghar kai AIK hi sarbra hota hai (i mean aik hi HEAD hota hai) Normally husband ko hi hona chahiey....

          aur biwi ko chahiy kai husband ki baat ko respect dete huey accept kere (be.shaq wo nahi chahti)/ iss se yeh hoga ka......
          Husband kai dil mai apni wife ki qadar badhe gi...
          har baat ko accept karay yeh kesay hoo sakta hai ?:donno:
          donoo sides say aisa hoo pher theek hai lekan sirf wife hi sab kuch karti rehay mujhay yehh bara ajeeb lagta hai :D:


          husband or wife ko aik dosray kay mizaaj ko samjhna chaye lekan aik hi mizaaj wala nahi hona chaye ...yeh mera khayal hai :D
          Last edited by .; 31 December 2008, 00:24.
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #50
            Re: Understanding wife & husband

            Originally posted by *muSkaan* View Post
            yeh kya baatein ho rahi hain???

            khala jee topic ka kya huaaa???
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Understanding wife & husband

              Originally posted by Khala@Saleema View Post
              mai kiya keroon munda bih bass ajaata hai ishaare kerne
              Saleema baaz aa ja
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: Understanding wife & husband

                Originally posted by Aanchal View Post
                har baat ko accept karay yeh kesay hoo sakta hai ?:donno:
                donoo sides say aisa hoo pher theek hai lekan sirf wife hi sab kuch karti rehay mujhay yehh bara ajeeb lagta hai :D:


                husband or wife ko aik dosray kay mizaaj ko samjhna chaye lekan aik hi mizaaj wala nahi hona chaye ...yeh mera khayal hai :D
                Mere khyaal mein ager bivi shoher ki barabri kerne ki kooshish karay gi to tawazan bigray ga. Ziada compromise bivi ko he kerna paray ga, shoher to waise bhi cooperative hotay hein :lpop:
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Understanding wife & husband

                  ager nibaah ki chahat ho tu understanding ho ya na ho... dono husband and wife maze se reh sakte hain... understanding se kuch nahi hota.. balke akser cases mein halat or bigar jaate hain.... husband and wife ke rishte mein jo cheez sub se important hai woh hai "nibhaa ki chahat" .. ager woh na ho tu phir koi bhi baat maani nahi rakhti... :donno:
                  me ne apne career mein kai cases dekh liye bauaht thore waqt mein... amazing understanding rakhne waale couples bhi counseling ke liye aate hain... or jo baat samne aati hai woh yeh ke dono hi ab is rishte ko nibhana nahi chahte... so aise mein case ko solve karna akser mushkil hojata hai.... per kuch couples aise hote hain jo session ke doraan hi zor zor se jhagarne lagte hain it shows ke un ki understanding kitni poor hai... per ager un mein kahein bhi thori si bhi apne rishte ko nibhaane ki chahat ho tu hume aasani hoti hai case deal karte waqt... :rose

                  Comment


                  • #54
                    Re: Understanding wife & husband

                    Originally posted by Khala@Saleema View Post
                    Salam Batcho :D:

                    Umeed hai tum saab apni apni jagah per bethe ho.

                    Mai aik seriouse topic per discuss kerna chahti hoon, lekin maloom nahi yaha aisa mumkin hoga ya nahi 372-scare

                    Khair... Mia biwi ki Understanding....aik aisa masla hai jo akser Gharou mai hai... aur yeh masla.... agli Nasslou (generation) ko bih nuqsaan deta hai.

                    Achi understanding aur khush haal zindagi guzarne kai liye kiya zaroori hai?

                    aik aisa zindagi ka saathi milna jo her lihaaz se aapka saath deta ho...Bohat Mushkil hota hai...

                    lekin aik chiez hai meri nazar mai...jo aisa mumkin kersakti hai..aur wo hai DUA..... bcz dua aisa hatiyaar hai...jo humare saare raaste khol deta hai...

                    what do u think? :tasali:


                    pls no mazaq in this thread
                    aik dusre par aetmad hona chaey n aik dusre ki respect karni chaey:lpop:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Understanding wife & husband

                      Originally posted by ummid View Post
                      ager nibaah ki chahat ho tu understanding ho ya na ho... dono husband and wife maze se reh sakte hain... understanding se kuch nahi hota.. balke akser cases mein halat or bigar jaate hain.... husband and wife ke rishte mein jo cheez sub se important hai woh hai "nibhaa ki chahat" .. ager woh na ho tu phir koi bhi baat maani nahi rakhti... :donno:
                      me ne apne career mein kai cases dekh liye bauaht thore waqt mein... amazing understanding rakhne waale couples bhi counseling ke liye aate hain... or jo baat samne aati hai woh yeh ke dono hi ab is rishte ko nibhana nahi chahte... so aise mein case ko solve karna akser mushkil hojata hai.... per kuch couples aise hote hain jo session ke doraan hi zor zor se jhagarne lagte hain it shows ke un ki understanding kitni poor hai... per ager un mein kahein bhi thori si bhi apne rishte ko nibhaane ki chahat ho tu hume aasani hoti hai case deal karte waqt... :rose
                      Originally posted by senorita View Post
                      aik dusre par aetmad hona chaey n aik dusre ki respect karni chaey:lpop:
                      ummid tumhari baat ka maza aaya, senorita tum bhi apni baat mein maza laanay ki kooshish karo 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Understanding wife & husband

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        ummid tumhari baat ka maza aaya, senorita tum bhi apni baat mein maza laanay ki kooshish karo 372-haha
                        kese?:lpop:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Understanding wife & husband

                          Originally posted by senorita View Post
                          kese?:lpop:
                          tum bhi lambi lambi baatein kia karo :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Understanding wife & husband

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            tum bhi lambi lambi baatein kia karo :embarasse
                            lambi baton se me thak jati hon:embarasse

                            Comment


                            • #59
                              Re: Understanding wife & husband

                              Originally posted by senorita View Post
                              lambi baton se me thak jati hon:embarasse
                              kahin tum cigarette to nahi peeti :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Understanding wife & husband

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Mere khyaal mein ager bivi shoher ki barabri kerne ki kooshish karay gi to tawazan bigray ga. Ziada compromise bivi ko he kerna paray ga, shoher to waise bhi cooperative hotay hein :lpop:
                                baat barabari ki nahi hoo rahi ..baat yeh ki hai main nay kay jo bhi jo kaam zaida acha kar sakta hai usay wo kaam soonp deena chaye ..khamkhawa main main to mard ki bartari tasleem nahi karti :lpop:
                                kio compromise bivi hi kio karay ? 372-shed
                                han baray cooperative hotay hain lekan kam kam shouhar :lpop:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X