Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Understanding wife & husband

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Understanding wife & husband

    Originally posted by Aanchal View Post
    deekhoo ab bachoun to ko parents shadi ki tarbeyat nahi day saktay na :donno: jab wo baray hoo jatay hain pher unhay guide kia ja sakta hai ..or agar un kimarzi wo k itna samjhtay hain kitna nahi :D:

    or parents to khud zabardasti shadi karwatay hain apnay bachoun ki pher wo kia hai :khi:
    Mein ne kaha na ke tumhein abi waqt lagay ga seyaana honay mein. Tum Saleema ko copy karo :tasali:
    :thmbup:

    Comment

    • Re: Understanding wife & husband

      Originally posted by Khala@Saleema View Post
      baraa aeya abaaa sab ka
      Bari aai khala sub di
      :thmbup:

      Comment

      • Re: Understanding wife & husband

        Originally posted by Aanchal View Post
        deekhoo ab bachoun to ko parents shadi ki tarbeyat nahi day saktay na :donno: jab wo baray hoo jatay hain pher unhay guide kia ja sakta hai ..or agar un kimarzi wo k itna samjhtay hain kitna nahi :D:

        or parents to khud zabardasti shadi karwatay hain apnay bachoun ki pher wo kia hai :khi:
        wohi to maine kaha hai, parents ki pehle apni Tarbiayt hoi ho, pihr wo apni Ulaad ki bih aisi tarbiayt kerain kai...wo baare ho ker apne Maa baap ka naam roshan kerain...na kai unko Sharminda kerian.

        Meri nazar mai aik batche ko "acha" aur "bura" insaan banaane mai unkai parents ka haath hota hai, wo alaag baat hai kai kisi per KHuda Tallah ka Khass Fazal ho, aur wo buraise batch jaey.

        Comment

        • Re: Understanding wife & husband

          Originally posted by Aanchal View Post
          acha sahi wo naam aap yaha na batana nahi to Munda aap ko usi naam say bulana shuru kar day ga 372-haha
          Tum usay chokunna ker do
          :thmbup:

          Comment

          • Re: Understanding wife & husband

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mein ne kaha na ke tumhein abi waqt lagay ga seyaana honay mein. Tum Saleema ko copy karo :tasali:
            agar kisi ko mere batiaan samajh na aian to mera kia qasoor
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • Re: Understanding wife & husband

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yaani khalu thulay lagay hoye ne 372-haha

              tumhari naqal tumhare jaise hi kerte hongai 372-haha

              Comment

              • Re: Understanding wife & husband

                Originally posted by Aanchal View Post
                agar kisi ko mere batiaan samajh na aian to mera kia qasoor
                batain to samjh arahai hain pyaroo bhanji, lekin tum meri baatain nahi samjh rahi

                Comment

                • Re: Understanding wife & husband

                  wesay khala ji aap ki nazar main aik husband ko kesa hona chaye ?

                  or Aamir ji aap ki nazar main aik wife ko kesa hona chaye ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • Re: Understanding wife & husband

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    wesay khala ji aap ki nazar main aik husband ko kesa hona chaye ?

                    or Aamir ji aap ki nazar main aik wife ko kesa hona chaye ?

                    aik husband ko kaisa hona chahie:mm: yeh to larki per bih depend kerta hai kai uskai saath kaisa hona chaie..:khi:

                    jaise aik larki ko mai jaanti hoon, jo bohat bad-tamiez typ hai, aur apne husband ko bohat tang kerti hai, aur uska husband bilkul hi khamsoh aur kuch nahi kehta. aise mard bohat bure lagte hain mujhe.... Usko aisa hona chaiey uskai saath kai , wo larki kabih koi ghalat herkat naa kere...

                      us larki kay leye to wo aik ideal husband howa na :lol
                      aisay husband khala aaj kal miltay hi kahan hain
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • Re: Understanding wife & husband

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        agar kisi ko mere batiaan samajh na aian to mera kia qasoor

                        Originally posted by Khala@Saleema View Post
                        batain to samjh arahai hain pyaroo bhanji, lekin tum meri baatain nahi samjh rahi
                        372-haha
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: Understanding wife & husband

                          Originally posted by Khala@Saleema View Post
                          tumhari naqal tumhare jaise hi kerte hongai 372-haha
                          Khala tum ne khalu ko kia geedar singi khilai he, me ko v dasso, mein apni bivi ko khilaon ga 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: Understanding wife & husband

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            372-haha
                            aap kio hamari bataoo kay beech main taang arra rehay hoo
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • Re: Understanding wife & husband

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              wesay khala ji aap ki nazar main aik husband ko kesa hona chaye ?

                              or Aamir ji aap ki nazar main aik wife ko kesa hona chaye ?
                              Tum ne muj ko pehli baar ji kaha, mujay itna acha laga ke is per tum per se Khala ko bhi kurban ker dene ko ji chahta he 372-haha

                              Meri nazar mein aik wife ko friendly hona chahiye, naraz husband ko mananay ka huner aana chahiye, fazool naraz honay wali biviyaan zehar lagti hein 372-shed apnay aap ko beemar show kerne wali biviyaan to us se bhi bara zehar lagti hein 372-shed372-shed372-shed bus bivi ko one sided mentality le ker aana chahiye ke wo apnay shoher ke saath cooperate karay gi, in case ke shoher na bhi karay to. On the other hand she must be confident to discuss the ordinary matters with husband.

                              Aisi policy se shoher ager chahay bhi to bhi kharaab nahi ho sakta. Aisi biviyoon ke shoher apni biviyon per fakhar kerte hein aur due respect dete hein :thmbup::thmbup:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Understanding wife & husband

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                aap kio hamari bataoo kay beech main taang arra rehay hoo
                                372-hahamujay hassi he itni aa rahi he ke mein kia bataon, please mujay is tarah husnay per moaaf ker do 372-haha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X