Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Understanding wife & husband

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Understanding wife & husband

    Salam Batcho :D:

    Umeed hai tum saab apni apni jagah per bethe ho.

    Mai aik seriouse topic per discuss kerna chahti hoon, lekin maloom nahi yaha aisa mumkin hoga ya nahi 372-scare

    Khair... Mia biwi ki Understanding....aik aisa masla hai jo akser Gharou mai hai... aur yeh masla.... agli Nasslou (generation) ko bih nuqsaan deta hai.

    Achi understanding aur khush haal zindagi guzarne kai liye kiya zaroori hai?

    aik aisa zindagi ka saathi milna jo her lihaaz se aapka saath deta ho...Bohat Mushkil hota hai...

    lekin aik chiez hai meri nazar mai...jo aisa mumkin kersakti hai..aur wo hai DUA..... bcz dua aisa hatiyaar hai...jo humare saare raaste khol deta hai...

    what do u think? :tasali:


    pls no mazaq in this thread




  • #2
    Re: Understanding wife & husband

    dekhain husband wife mian sab kuch common hona na mumkin hai akser kuch or mostly zaiada aadat aapis main milti nahi hain, to it doesn't mean keh problems create kerna shiroo ker di jain, in my view tolerate is the best policy kion keh ek minute ki khamoshi bohat se masloon se bacha sakti hia

    Comment


    • #3
      Re: Understanding wife & husband

      Originally posted by musaddaq View Post
      dekhain husband wife mian sab kuch common hona na mumkin hai akser kuch or mostly zaiada aadat aapis main milti nahi hain, to it doesn't mean keh problems create kerna shiroo ker di jain, in my view tolerate is the best policy kion keh ek minute ki khamoshi bohat se masloon se bacha sakti hia
      Farz kerain, "aik min ki khamsohi" ager apki wife ko passand hi na ho , wo chahti ho kai aap discuss kerain...to pihr kia kerain gai...:tasali:

      khamsohi ka matlab to yeh hai kai aap compromise kerahe hain !

      wo alag baat hai kai jab husband/wife kisi baat ka ghalat ghussa kerahi/keraha hai to us waqt khamosh rahein...aur pihr usko araam se samjhain.
      Last edited by Khala@Saleema; 30 December 2008, 14:04.



      Comment


      • #4
        Re: Understanding wife & husband

        Originally posted by Khala@Saleema View Post
        Farz kerain, "aik min ki khamsohi" ager apki wife ko passand hi na ho , wo chahti ho kai aap discuss kerain...to pihr kia kerain gai...:tasali:

        khamsohi ka matlab to yeh hai kai aap compromise kerahe hain !

        wo alag baat hai kai jab husband/wife kisi baat ka ghalat ghussa kerahi/keraha hai to us waqt khamosh rahein...aur pihr usko araam se samjhain.
        main ne bhi khamoshi ko ghuse mian he kaha hia, in general to almost sab he discuss kerta hian,

        Comment


        • #5
          Re: Understanding wife & husband

          Originally posted by Khala@Saleema View Post
          Achi understanding aur khush haal zindagi guzarne kai liye kiya zaroori hai?
          Mere khyaal se achi understanding aur khush haal zindagi guzaarne ke liye aik achi understanding wali aur khush khaal bivi zaroori he 372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Understanding wife & husband

            bas yehi hai k sabar kia jay aur dua ki jay :donno:

            Comment


            • #7
              Re: Understanding wife & husband

              w salam piyre khala

              Comment


              • #8
                Re: Understanding wife & husband

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Mere khyaal se achi understanding aur khush haal zindagi guzaarne ke liye aik achi understanding wali aur khush khaal bivi zaroori he 372-haha

                yeh khush khaal kiya hai :mm:


                wo to mujhe bih pata hai :tasali: lekin tumhe khush rakhne kai liye kaisa Hona chahiey



                Comment


                • #9
                  Re: Understanding wife & husband

                  Originally posted by <> View Post
                  bas yehi hai k sabar kia jay aur dua ki jay :donno:

                  ... aik ghar kai AIK hi sarbra hota hai (i mean aik hi HEAD hota hai) Normally husband ko hi hona chahiey....

                  aur biwi ko chahiy kai husband ki baat ko respect dete huey accept kere (be.shaq wo nahi chahti)/ iss se yeh hoga ka......
                  Husband kai dil mai apni wife ki qadar badhe gi...
                  Last edited by Khala@Saleema; 30 December 2008, 14:51.



                  Comment


                  • #10
                    Re: Understanding wife & husband

                    Originally posted by Khala@Saleema View Post
                    ... aik ghar kai AIK hi sarbra hota hai (i mean aik hi HEAD hota hai) Normally husband ko hi hona chahiey....

                    aur biwi ko chahiy kai husband ki baat ko respect dete huey accept kere (be.shaq wo nahi chahti)/ iss se yeh hoga ka......
                    Husband kai dil mai apni wife ki qadar badhe gi...
                    wah piyre khala patay ki bat ki hai apnay:clap:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Understanding wife & husband

                      Achi understanding aur khush haal zindagi guzarne kai liye kiya zaroori hai?


                      Shadi hona zarori he :hehe:

                      pls no mazaq in this thread


                      Sorry:embarasse

                      Comment


                      • #12
                        Re: Understanding wife & husband

                        Originally posted by MSA View Post

                        Shadi hona zarori he :hehe:
                        :lol

                        Comment


                        • #13
                          Re: Understanding wife & husband

                          Originally posted by Khala@Saleema View Post
                          Salam Batcho :D:


                          Khair... Mia biwi ki Understanding....aik aisa masla hai jo akser Gharou mai hai... aur yeh masla.... agli Nasslou (generation) ko bih nuqsaan deta hai.

                          Achi understanding aur khush haal zindagi guzarne kai liye kiya zaroori hai?

                          aik aisa zindagi ka saathi milna jo her lihaaz se aapka saath deta ho...Bohat Mushkil hota hai...

                          lekin aik chiez hai meri nazar mai...jo aisa mumkin kersakti hai..aur wo hai DUA..... bcz dua aisa hatiyaar hai...jo humare saare raaste khol deta hai...

                          what do u think? :tasali:


                          pls no mazaq in this thread
                          waslaam khala zaroori tou barra kuch hai....lakin jab sar pe parrti hai na pata tou tab hi chlta hai na.....:embarasse...iss liye pehlay kya baataoon..........:D

                          baqi dua ki baat theek ki aap ne.....sath b dawa b zaroori hoti hai....
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #14
                            Re: Understanding wife & husband

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mere khyaal se achi understanding aur khush haal zindagi guzaarne ke liye aik achi understanding wali aur khush khaal bivi zaroori he 372-haha
                            wah wah wah............
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #15
                              Re: Understanding wife & husband

                              Originally posted by MSA View Post

                              Shadi hona zarori he :hehe:



                              Sorry:embarasse

                              khala ne kaha thaa mazaaq nae krna.......
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X