Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sharab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sharab

    Originally posted by xenja View Post
    mey Ney Pakistan Mey Doosri Extreme Key Log Bhi Deykhey Hein ... Jo Her Cheez Itni Sakht Aur Mushkil Ker Deytey Hein Key Sahih Ka Aap Ka Damagh Band Ho Jata Hai ... Iss Liye Mey Ney Kaha Key Do Extremes Key Log Hein ... Aur Alhumdulillah Aeysey Log Bhi Hein Jo Darmayney Rasstey Ko Follow Kiye Huye Hein...
    یہ تو میں نہ مانوں ہار والی بات ہوگئی ۔ ۔ ۔
    بات شروع ہوئی تھی پینے پلانے سے اور تھریڈ شروع کرنے والے نے اس بات کی وضاحت تو پہلے ہی کردی تھی کہ شراب حرام ہے ۔ لہزا یہاں پر اسلامی لحاظ سے دو ایکسٹریمز کے ذکر کرنے کی سرے سے کوئی تُک ہی نہیں بنتی تھی ۔ ۔ ۔ اسلامی لحاظ سے دو مختلف ایکسٹریم کا ذکر اس وقت کیا جاتا ہے جب کسی مسئلہ میں واضح نص نہ ہو اور لوگ افراط و تفریط کا شکار ہوں لیکن اس کہ برعکس شراب کہ مسئلہ میں واضح نص قرآنی ہے اور موصوفہ نے اپنے سوال میں صاف وضاحت کردی تھی کہ شراب حرام ہے ۔ لیکن موصوفہ کا سوال یہ تھا کہ شراب خنزیر ہی کی طرح حرام ہونے کہ باوجود مسلمانوں میں کیوں رائج ہے ؟ یہ ہے وہ بنیادی سوال کہ جس کا جواب موصوفہ چاہتی تھیں اور اس سوال کے جواب میں جو بھی کہا جائے جتنا کچھ بھی کہا جائے ان سب کا تعلق مسلمانوں کی اعتقادی یا نظریاتی بنیاد کی بجائے عملی بد حالی سے ہی ہوسکتا ۔ ۔ ۔ اصل بات ہے کہ آپ نے اپنے رپلائی میں جس نقطہ کو بنیاد بنا کر اس موضوع پر قلم اٹھایا ہے وہ بنیادی نقطہ ہی غلط ہے اور اب آپ اس نقطہ پر مصر ہیں ۔ ۔ ۔ دیکھیے یہ کسی نے نہیں کہا کہ مسلمانوں کہ درمیان دو ایکسٹریم نقطہ ہائے نظر موجود نہیں ہیں ۔ ۔ بلکہ یہ سرے سے بحث کا عنوان ہی نہیں ہے ۔ ۔ ۔ بات کو مزید واضح کرنے کہ لیے کہہ دوں کہ محترمہ کا سوال تھا کہ لوگ شراب کی حرمت کو جانتے بوجتے ہوئے بھی کیوں پیتے ہیں ؟
    لہزا اپکے بنیادی نقطہ کا تو محترمہ کہ اس سوال ہی نے قلع قمع کردیا ۔ ۔ کیونکہ آپ نے جن دو جہتوں کا ذکر کیا ہے ان کی تُک یہاں تب بنتی تھی جب محترمہ کے سوال میں اس چیز کی وضاحت مقصود ہوتی کہ آیا شراب حلال ہے یا حرام ؟یا محترمہ اس بات میں کنفیوز ہوتیں کہ کچھ لوگ جو شراب پیتے ہیں وہ آیا حلال جان کر پیتے یا ہیں یا حرام؟ مسلمانوں میں دو ایکسٹریمز موجود ہیں مگر ان کاتعلق شراب کی حلت و حرمت کہ حوالے سے لایعنی ہے ۔ ۔ ۔ ۔
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • Re: Sharab

      Originally posted by aabi2cool View Post

      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • Re: Sharab

        phir bhi is tuk bandi ki koi tuk hargiz na thi :D:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • Re: Sharab

          Originally posted by senorita View Post
          acha nahi martinext kabhi nahi marun gi
          Rita yeh maar nahi rahi to kia khujli ker rahi ho
          :thmbup:

          Comment

          • Re: Sharab

            Originally posted by aabi2cool View Post
            pehly mujhy hydrojen , lighter, aur item ki urdu bata 372-haha
            :thmbup:

            Comment

            • Re: Sharab

              Originally posted by senorita View Post
              yehi to sawal he k jab aik cheez haram he to uska istemal wo bhi us tabke me jo hamari qismaton k fesle karte hen:donno:
              Originally posted by senorita View Post
              Pakistan k halaat khud hi describe kar rahe hen k Pakistan kitna azaad he:mm:mazeed kia bataun?:donno:
              aap nay shayd ye b suna hai ..mujahy exact hadiith ya suhaba ki rawayat
              yaad nahi...magar k ..awaam jessay hon wesay hee hukaam hotay hein
              kion k awaam hee hukaam ko chuntay hein na..

              baqi yehan hamaray piyaray watan mein ....
              awaam b chand Khawass hee hein
              yeh tu aap janaty hee hain ..:) k iss se mri kia muraad hai

              secondly...koi kaam bura jab tak hai ..jab tak aap oss ko
              bura samjhtay hein ..aap alhamdoillah sharab ko bura samjhti hein
              wo afsraan iss ko bura nahi samjhtay ..
              issi liyay mein nay arz ki thee k hamara deen maslehatoun ki nazar
              ho giya hai ....jiss k qasoor waar hum sab hein ...!
              kal jo batein ...alfaz ..naam leyna b hamein deen k khilaf
              lagtaa thaa aaj khullay aam hum keh leytay hein.....!

              secondly my dear dear ..jaani
              Pakistan per Allah ka khas reham hai ...
              aap oss ko occupied nahi kahein \kion k
              jo halaat aaj hein ....jisss tarah wo
              occupied aap ko lag raha hai
              aisa tu har dur-e hakoomat mein hota aya hai ..

              aaj kal actually hamaray media ....nay kuch ziyda hee khud ko be-pardah
              karna shoro kiya hai ..na sab logoun k samnay ..so \HAYA baqi nahi rahi

              JAB ALLAL SATTAR UL A`aYUB hai ...tu hamein kia haq puhnchta hai
              k apnON ko unbearable situations dein ....
              aur ..\Dosron ko mawaqey dein k wo ...hamein ..kuch b keh lein
              iss se hamari awaam ...mein b be-sakooni hai ..
              aur bahir walon ko ..FAZOOL encouragement milti hai

              hamara watan ALLAH k naam per liya giya hai
              Nd ALLAH hee iss ki hifazat karay gaa aur kar raha hai
              aap ....dil ko mazboot rakhiyay ...

              ALLAH SAB DEYKH RAHA HAI

              khush rahiyay ..

              Comment

              • Re: Sharab

                :)
                Originally posted by Gul View Post
                aap nay shayd ye b suna hai ..mujahy exact hadiith ya suhaba ki rawayat
                yaad nahi...magar k ..awaam jessay hon wesay hee hukaam hotay hein
                kion k awaam hee hukmran ko chuntay hein na..
                hamare zeada tar hukam bina chune hi ajate hen jese mush,zia,yahya,ayub...or in sab me zia ko chor kar sabhi sharabi the...or us k baad jo ate hen wo america ke tohfe hote hen deals se ate hen....to awaam to na teen me na tera me.....baki me bhi awaam me hi ati hun...me na sharab piti hun,na bura kaam karti hun,na apni degree ko behter karne k leay numbers barhwaey,na chori dakaa mara,na koi qatal kia,na koi bank fruad kia to mujhe ese hukmaran kion mile????esa Pakistan ke dheron log sochte hen or wo esa sochne ka haq rakhte hen kion k wo khud ko bachate hen buri cheezon se lekin jab wo sunte hen k ji awam hi ese hen to dukh hota he...k kia sare awaam hi ese hen k un ye hukmaran milen or har dafa jab ham koi baat karen to ye jese log wese hukamaran wali misal suna di jaey
                baqi yehan hamaray piyaray watan mein ....
                awaam b chand Khawass hee hein
                yeh tu aap janaty hee hain ..:) k iss se mri kia muraad hai

                secondly...koi kaam bura jab tak hai ..jab tak aap oss ko
                bura samjhtay hein ..aap alhamdoillah sharab ko bura samjhti hein
                wo afsraan iss ko bura nahi samjhtay ..
                issi liyay mein nay arz ki thee k hamara deen maslehatoun ki nazar
                ho giya hai ....jiss k qasoor waar hum sab hein ...!
                ham sab kese kasurwaar hen??me sharab ko bura is leay samjhti hun k Allah ka hukam he to yakinan buri he....
                kal jo batein ...alfaz ..naam leyna b hamein deen k khilaf
                lagtaa thaa aaj khullay aam hum keh leytay hein.....!

                secondly my dear dear ..jaani
                Pakistan per Allah ka khas reham hai ...
                aap oss ko occupied nahi kahein \kion k
                jo halaat aaj hein ....jisss tarah wo
                occupied aap ko lag raha hai
                aisa tu har dur-e hakoomat mein hota aya hai ..

                aaj kal actually hamaray media ....nay kuch ziyda hee khud ko be-pardah
                karna shoro kiya hai ..na sab logoun k samnay ..so \HAYA baqi nahi rahi
                ab american roz ham par attacks karen...hmare begunah log mar jaen,or jis american ka dil kare yahan aey...apne orders de,un par amal karwaey...to ham kahan k azaad???or media bhi ye news na dikhaey na bataey.....pardaposhi kare???kiun??:donno:
                JAB ALLAL SATTAR UL A`aYUB hai ...tu hamein kia haq puhnchta hai
                k apnON ko unbearable situations dein ....
                aur ..\Dosron ko mawaqey dein k wo ...hamein ..kuch b keh lein
                iss se hamari awaam ...mein b be-sakooni hai ..
                aur bahir walon ko ..FAZOOL encouragement milti hai

                hamara watan ALLAH k naam per liya giya hai
                Nd ALLAH hee iss ki hifazat karay gaa aur kar raha hai
                aap ....dil ko mazboot rakhiyay ...
                yakinan Allah hifazat karta he lekin kia sab kuch Allah par daal kar khud chooriyaan pehen kar beth jaen k american attack ho ga to Allah rok le ga?americans hmare mulk k new maps banaey or ham chup rahen k Allah un ka new map bana de ga...yakinan Allah ki apni hikmat hoti he lekin Allah ne kahin bhi hamen hath par hath rakh kar bethne ko nahi kaha:mm:
                ALLAH SAB DEYKH RAHA HAI

                khush rahiyay ..

                Comment

                • Re: Sharab

                  hamare zeada tar hukam bina chune hi ajate hen jese
                  mush,zia,yahya,ayub...or in sab me zia ko chor kar sabhi sharabi the...or us k
                  baad jo ate hen wo america ke tohfe hote hen deals se ate hen....to awaam to
                  na teen me na tera me.....baki me bhi awaam me hi ati hun...me na sharab piti
                  hun,na bura kaam karti hun,na apni degree ko behter karne k leay numbers
                  barhwaey,na chori dakaa mara,na koi qatal kia,na koi bank fruad kia to mujhe
                  ese hukmaran kion mile????esa Pakistan ke dheron log sochte hen or wo esa
                  sochne ka haq rakhte hen kion k wo khud ko bachate hen buri cheezon se lekin
                  jab wo sunte hen k ji awam hi ese hen to dukh hota he...k kia sare awaam hi
                  ese hen k un ye hukmaran milen or har dafa jab ham koi baat karen to ye jese
                  log wese hukamaran wali misal suna di jaey
                  Actually :)....Baat Sharaab ki thee

                  and Mujhay iss mein kehnay mein qabahat nahi k ..
                  Pakistan k hukmeraan hee nahi sabhi MUSLIMS ....
                  Sab kuch kar rahay hein ............!!

                  aap nahi jaantein ... K kia kia ho raha hai ..KION ho raha hai :)
                  iss ki wazahat ...yehi thee k
                  K hum nay deen ko MASLEHATOUN per Qurbaan kar diya hai ..

                  aap se baat mein mein nay kah tha na k ..
                  kal jo baat saochtay haya aati thee ab loag Khullay aam keh rahay hein

                  aap Dresses ko ley lein ...Movies ko le lein ...aap Social setup ko le lein

                  Sharab tu aik maksoos tabqa use karta hai na

                  baqi Buraaiyan?

                  senorita dear ,,, yehan Offensive defensive ki baat nahi ..

                  na hee A B C kaharb thay ya hein
                  aur X Y Z sahi thay ya hain ki baat hai

                  baat yehi ki Buraai ko Buraai nahi samjha ja rha ....
                  iss liyay k NIGah ki Rooj ki ,,,,Zehanoun ki....Koi HAYA ... baaqi nahi

                  aur ...! bass ...!:)

                    ham sab kese kasurwaar hen??
                    me sharab ko bura is leay samjhti hun k
                    Allah ka hukam he to yakinan buri he...
                    aur issi Lehaaz se HUM .....Qasoor vaar hein na ..k hum ...men se 0.1% loag agar iss ko bura samjhtay hein ..tu WO Confuse kioN hein ...!:)

                    Alhamdolillah aap Bura samjhti hein ..
                    aap jessay kaii Hazaaroun loag hein jo aisa hee samjhtay hein ...
                    magar ....! koi farq tu nahi paRna onn per ..Jo iss ko apnay status ka
                    hissa jaanty hein ..!

                    anyway ...!

                    Comment

                    • Re: Sharab

                      yakinan Allah hifazat karta he lekin kia sab kuch Allah par daal kar khud
                      chooriyaan pehen kar beth jaen k american attack ho ga to Allah rok le
                      ga?americans hmare mulk k new maps banaey or ham chup rahen k Allah un ka
                      new map bana de ga...yakinan Allah ki apni hikmat hoti he lekin Allah ne kahin
                      bhi hamen hath par hath rakh kar bethne ko nahi kaha

                      Deykhein hum jab DEEN ki baat kartay hein tu
                      ham Allah Taalah ki Azmat ko saoch kar oss per yaqeen kartay hein na
                      aur yeh Kitabi baat nahi ...AL_KITAB ..AL _QURAAN ki baat hai ..!
                      :) ...

                      Koi kaam tab tak iss duniya mein nahi ho sakta jab tak Allah SWT nahi cha-hay
                      Oss ki raza k bina hum aankh b nahi jhapak saktay naa
                      Aap Sab Kuch Allah per kioN nahi chor saktien ? hairat hai ..?

                      kia mein yeh saoch b sakti hooN k mein aik step b Allah ki raza k bina otha
                      sakti hooN ..har giz har giz nahi ...

                      haan magar ..har kaam koshish se hai ..
                      aur ossi koshish k liyay ....NIYAT k IKHLAS ki zaroorat hai na k ...
                      Apnay AYBOUN Ko UNCOVER karnay ki...

                      NEWS mein farz karein sab kuch dikha b dein ...
                      aur saari paksitani awaam ul naas k sath sath ..
                      Purri duniya mein ...hum Apnay HUKAAM k ya KHAWAS k KAREEH ul NAZAR chehray dikhaa b dein ...tu kiya ho ga??

                      Kia Soort-e Haal Behtar ho ja-ay gee ..

                      KIA MUSHARF PARVEZ ko ya kisi b X Y Z ko itna bura bhala kehnay se
                      koi faraq paraa??

                      My dear !! :)

                      Maqsad sirf yeh k
                      inn sab khabroun se zehnaoun mein inteshar peda hota hai
                      Inqalab k liyay sirf ALFAAZ ya Behasein nahi ..Qalam k sath QADAm othanay ki
                      zaroorat hein

                      Comment

                      • Re: Sharab

                        Originally posted by senorita View Post
                        :)
                        سیوریتا تم نے گل باجی کو الجھا دیا یہ تم نے اچھا نہیں کیا
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • Re: Sharab

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          سیوریتا تم نے گل باجی کو الجھا دیا یہ تم نے اچھا نہیں کیا
                          me ne to koshish ki thi un ki uljhan door karne ki:embarasse
                          baki ap kar den...akher ap mujh se thore se hi zeada zaheen fateen hen:khi:

                          Comment

                          • Re: Sharab

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            سیوریتا تم نے گل باجی کو الجھا دیا یہ تم نے اچھا نہیں کیا

                            Bhai jaan :) aap ko uljhan nazar aa gai ...Chalein Shukr hai
                            Baqi Senorita!! tu khud oljhi hoi hein :) .............!!

                            Comment

                            • Re: Sharab

                              Originally posted by Gul View Post
                              Bhai jaan :) aap ko uljhan nazar aa gai ...Chalein Shukr hai
                              Baqi Senorita!! tu khud oljhi hoi hein :) .............!!
                              me ap ko kahan uljhi hui nazar ati hon??:mm:

                              Comment

                              • Re: Sharab

                                Originally posted by Gul View Post
                                Bhai jaan :) aap ko uljhan nazar aa gai ...Chalein Shukr hai
                                Baqi Senorita!! tu khud oljhi hoi hein :) .............!!
                                naheen bilkul naheen seorita bohat suljhi hui bachi hy . .. :D:
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X