Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sharab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sharab

    kya hua phir zikar e sharaab ka..........
    kuch bna phir dil e khana kharaab ka..........
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • Re: Sharab

      Originally posted by senorita View Post
      Aslamoalikum:salam:

      thread ka tytle dekh kar shaed ap pareshan ho jaen k aj senorita ko kia ho gya he..kesi buri cheez ka naam le lia:embarasse...mazrat...lekin me ne last days kuch books parhen apne seyasat danon k bare me,poets k bare me,army Gens k bare me to mujhe aik cheez bohat numaya nazar aei k in me zeada tar log sharab peete the or peete hen:mm:aik muslim mulk or muslims ho kar....aik bilkul haram or mamnooh cheez akher kion?jitna pig khana haram he utna hi sharab peena bhi haram he.lekin pakistan me bohat se log is shughal ko apnaey huey hen jin me bohat se shurfaa bhi ate hen:mm:
      Walekum salam
      jee bilkul
      mein nay tu chand din yeh thread hee open nahi kiya
      yaqeenan aap aisa wesa koi thread nahi start kar saktein ..I believe
      magar janay kion ..
      anyway ..Aaj :) deykha k saocha k
      SHARABA arabic ka word hai...
      jiss ka matlab hai Peena....any drink..Paani aur ...sab kuch
      jab k sharab( jo hum kehtay hein) k liyay
      KHUMAR ka lafz use howa hai
      anyway ..

      Baqi Pak Army ki baat aap kar rahi hein...

      Magar Dear ..Pakistan mein kafi kuch aisa hota hai jo
      islam k sara-sar Khilaf hai..(I dont know about Saudi Arabia ...)
      But Sharab tu MiddleEastern countires mein
      Kullay aam Bikti hai ...!
      iss ki mein Khud Chasham deed gawah hoon

      but jab ISLAMIC countries aur islamic Government ka zikr aata hai tu
      hamein yeh zehan mein rakhna chahiyay k jab Khumar ko tark yani chor deynay
      ka hukam aya tu Suhaba nay saari sharab baha de thee
      aur kitnay hee dinon tak Madeena shehar mein ki Galiyun mein
      Sharab ki boo rahi..

      yani HUKAM man-nay mein aik lamha nahi lagaya thaa...

      Matlab Yeh k Aaj kal ham nay DEEn ko Maslehatoun ki nazar kar diya hai
      so .............Aap kisi se kuch b expect kar saktay hein ...
      Na sirf PakistanioN se ..............!:SubhanAllhaa:

      Comment


      • Re: Sharab

        senorita
        Allah_O_Akbar
        senorita's Avatar


        Join Date: Mon 19 Feb 2007
        Location: Occupied Pakistan
        PLz describe ....The red highlighted location?:mm:

        Comment


        • Re: Sharab

          Originally posted by aabi2cool View Post
          aur tu bhi mut layna mujh se panga
          mein to tuj se panga loon ga, per apni line mein, bata hydrogen sub se lighter item kyoon hota he372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Sharab

            Originally posted by senorita View Post
            ap beech me mat bolen me ghuse me hoon
            Rita, tum mujay jitna chahay maar lo, per maaro to na :embarasse
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Sharab

              Originally posted by Gul View Post
              Walekum salam
              jee bilkul
              mein nay tu chand din yeh thread hee open nahi kiya
              yaqeenan aap aisa wesa koi thread nahi start kar saktein ..I believe
              magar janay kion ..
              anyway ..Aaj :) deykha k saocha k
              SHARABA arabic ka word hai...
              jiss ka matlab hai Peena....any drink..Paani aur ...sab kuch
              jab k sharab( jo hum kehtay hein) k liyay
              KHUMAR ka lafz use howa hai
              anyway ..

              Baqi Pak Army ki baat aap kar rahi hein...

              Magar Dear ..Pakistan mein kafi kuch aisa hota hai jo
              islam k sara-sar Khilaf hai..(I dont know about Saudi Arabia ...)
              But Sharab tu MiddleEastern countires mein
              Kullay aam Bikti hai ...!
              iss ki mein Khud Chasham deed gawah hoon

              but jab ISLAMIC countries aur islamic Government ka zikr aata hai tu
              hamein yeh zehan mein rakhna chahiyay k jab Khumar ko tark yani chor deynay
              ka hukam aya tu Suhaba nay saari sharab baha de thee
              aur kitnay hee dinon tak Madeena shehar mein ki Galiyun mein
              Sharab ki boo rahi..

              yani HUKAM man-nay mein aik lamha nahi lagaya thaa...

              Matlab Yeh k Aaj kal ham nay DEEn ko Maslehatoun ki nazar kar diya hai
              so .............Aap kisi se kuch b expect kar saktay hein ...
              Na sirf PakistanioN se ..............!:SubhanAllhaa:
              yehi to sawal he k jab aik cheez haram he to uska istemal wo bhi us tabke me jo hamari qismaton k fesle karte hen:donno:

              Comment


              • Re: Sharab

                Originally posted by Gul View Post
                PLz describe ....The red highlighted location?:mm:
                Pakistan k halaat khud hi describe kar rahe hen k Pakistan kitna azaad he:mm:mazeed kia bataun?:donno:

                Comment


                • Re: Sharab

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Rita, tum mujay jitna chahay maar lo, per maaro to na :embarasse
                  acha nahi martinext kabhi nahi marun gi

                  Comment


                  • Re: Sharab

                    Originally posted by senorita View Post
                    shurfa wohi jo samjhte hen ye dunya un k leay bani he,jo kisi qanoon ko nahi mante...or jo Allah ki haram ki hui cheez ko ghalat salat dlail de kar apne par halal kar lete hen...hawas khoen ya na khoen jab Allah ne aik cheez bilkul katai tor par manah farma di to muslims ko sharam ani chaey.....
                    thanxx 4 ur reply:)
                    yep!
                    Aur aik cheez mey ney note ki hai .... wo ye hai key Islam ki do extremes ban gai haiN aik wo group hai jo her baat pey "fatwa" (precise ker duN key mufti sahibaan nahi balkey log khud hi) laga detey heiN yani her cheez ko mushkil aur sakht bana detey heiN....aur doosra wo group hai jo her baat ko light leta hai balkey bohot hi light leta hai ....aur asal islam in do extremes key darmayan kaheeN kho ker reh gaya hai ...bohto hi kam log heiN jo darmayana rasstey ko follow kiye huye heiN
                    Originally posted by saraah View Post
                    aabi bhai...shyd yeh nae poochna chaah rahay thay..........
                    phir kya poochna chah rahey they :mm:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • Re: Sharab

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      mein to tuj se panga loon ga, per apni line mein, bata hydrogen sub se lighter item kyoon hota he372-haha
                      pehly mujhy hydrojen , lighter, aur item ki urdu bata 372-haha
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • Re: Sharab

                        Originally posted by Xenja View Post
                        yep!
                        Aur aik cheez mey ney note ki hai .... wo ye hai key Islam ki do extremes ban gai haiN aik wo group hai jo her baat pey "fatwa" (precise ker duN key mufti sahibaan nahi balkey log khud hi) laga detey heiN yani her cheez ko mushkil aur sakht bana detey heiN....aur doosra wo group hai jo her baat ko light leta hai balkey bohot hi light leta hai ....aur asal islam in do extremes key darmayan kaheeN kho ker reh gaya hai ...bohto hi kam log heiN jo darmayana rasstey ko follow kiye huye heiN
                        bilkul islam to aik seedha seedha rasta he jo hamen bata dia gya he...ye karna he or ye nahi karna he..is k baad is me mazeed kuch shamil karna ya nikal dena or light n modern ya extremist jesi cheezon ki mujhe samjh nahi ati:donno:

                        Comment


                        • Re: Sharab

                          Originally posted by xenja View Post
                          yep!
                          Aur Aik Cheez Mey Ney Note Ki Hai .... Wo Ye Hai Key Islam Ki Do Extremes Ban Gai Hain Aik Wo Group Hai Jo Her Baat Pey "fatwa" (precise Ker Dun Key Mufti Sahibaan Nahi Balkey Log Khud Hi) Laga Detey Hein Yani Her Cheez Ko Mushkil Aur Sakht Bana Detey Hein....aur Doosra Wo Group Hai Jo Her Baat Ko Light Leta Hai Balkey Bohot Hi Light Leta Hai ....aur Asal Islam In Do Extremes Key Darmayan Kaheen Kho Ker Reh Gaya Hai ...bohto Hi Kam Log Hein Jo Darmayana Rasstey Ko Follow Kiye Huye Hein

                          Phir Kya Poochna Chah Rahey They :mm:
                          شراب کہ حلال یا حرام ہونے کہ معاملے میں اسلام میں کبھی بھی دو نقطہ ہائے نظر نہیں رہے اور نہ ہیں . ہاں بعض اشخاص نے انفرادی سطح پر ضرور حد سے تجاوز برتا مگر اسلام کہ تمام مکتبہ ہائے فکر کہ لوگوں نے ایسے افراد پر سختی سے گرفت کی ۔ ۔ ۔ کہنا یہ چاہتا ہوں کہ شراب نوشی کہ معاملے مسلمان نظریاتی طور پر نہیں بلکہ عملی طور پر سہل پسند واقع ہوئے ہیں اور یہ عملی کمزوری بحیثیت مجموعی مسلمانوں میں سرائیت کرگئی ہے اس کا کوئی بھی تعلق ایکسٹریم یا ماڈرن ازم سے ہرگز نہیں ۔ ۔ ۔ ۔ یعنی مسلمانوں میں شراب نوشی اور اس کہ ترک کی عادت کا تعلق کسی نظریاتی ایکسڑیم کا مرہون منت نہیں جو ہم یہ کہیں کہ وہ لوگ جو اسلام کو مشکل بناتے ہیں وہ تو حرمت شراب اور جو اسلام کو لائٹ لیتے ہیں وہ حلت شراب کہ قائل ہیں بلکہ مجموعی طور پر قسم کہ مسلمان شراب نوشی میں مبتلا ہیں چاہے وہ بعض معاملات میں شدت پسند ہوں اور بعض میں سہل پسند ۔ ۔ ۔
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • Re: Sharab

                            Originally posted by senorita View Post
                            bilkul islam to aik seedha seedha rasta he jo hamen bata dia gya he...ye karna he or ye nahi karna he..is k baad is me mazeed kuch shamil karna ya nikal dena or light n modern ya extremist jesi cheezon ki mujhe samjh nahi ati:donno:
                            yeah!!
                            Allah T'ala hameiN neyk raastey pey rakheiN ameen.
                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            شراب کہ حلال یا حرام ہونے کہ معاملے میں اسلام میں کبھی بھی دو نقطہ ہائے نظر نہیں رہے اور نہ ہیں . ہاں بعض اشخاص نے انفرادی سطح پر ضرور حد سے تجاوز برتا مگر اسلام کہ تمام مکتبہ ہائے فکر کہ لوگوں نے ایسے افراد پر سختی سے گرفت کی ۔ ۔ ۔ کہنا یہ چاہتا ہوں کہ شراب نوشی کہ معاملے مسلمان نظریاتی طور پر نہیں بلکہ عملی طور پر سہل پسند واقع ہوئے ہیں اور یہ عملی کمزوری بحیثیت مجموعی مسلمانوں میں سرائیت کرگئی ہے اس کا کوئی بھی تعلق ایکسٹریم یا ماڈرن ازم سے ہرگز نہیں ۔ ۔ ۔ ۔ یعنی مسلمانوں میں شراب نوشی اور اس کہ ترک کی عادت کا تعلق کسی نظریاتی ایکسڑیم کا مرہون منت نہیں جو ہم یہ کہیں کہ وہ لوگ جو اسلام کو مشکل بناتے ہیں وہ تو حرمت شراب اور جو اسلام کو لائٹ لیتے ہیں وہ حلت شراب کہ قائل ہیں بلکہ مجموعی طور پر قسم کہ مسلمان شراب نوشی میں مبتلا ہیں چاہے وہ بعض معاملات میں شدت پسند ہوں اور بعض میں سہل پسند ۔ ۔ ۔
                            bro. mey ney general baat ki thi sirf sharab key hawaley sey nahi kaha tha... merey ird gird aeysey bohot sey log heiN jo key bilkul care nahi kertey heiN :) dress code sey ley ker khaaney peeney tak
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • Re: Sharab

                              Originally posted by xenja View Post
                              yeah!!
                              Allah T'ala Hamein Neyk Raastey Pey Rakhein Ameen.

                              Bro. Mey Ney General Baat Ki Thi Sirf Sharab Key Hawaley Sey Nahi Kaha Tha... Merey Ird Gird Aeysey Bohot Sey Log Hein Jo Key Bilkul Care Nahi Kertey Hein :) Dress Code Sey Ley Ker Khaaney Peeney Tak
                              تو پھر آپکو دو مختلف نقطہ ہائے نظر کا ذکر نہیں کرنا چاہیے تھا ان جرنل ہی کہنا چاہیے تھا کہ معاشرہ عملی طور پر بہت لا پروا ہوگیا ہے اس وجہ سے شراب معاشرے میں عمومیت اختیار کر گئی ہے نہ کہ آپ کو دو مختلف نطریاتی جہتوں کوکوٹ کرکے یہ بات کرنا چاہیے تھی
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • Re: Sharab

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                تو پھر آپکو دو مختلف نقطہ ہائے نظر کا ذکر نہیں کرنا چاہیے تھا ان جرنل ہی کہنا چاہیے تھا کہ معاشرہ عملی طور پر بہت لا پروا ہوگیا ہے اس وجہ سے شراب معاشرے میں عمومیت اختیار کر گئی ہے نہ کہ آپ کو دو مختلف نطریاتی جہتوں کوکوٹ کرکے یہ بات کرنا چاہیے تھی
                                Mey ney Pakistan mey doosri extreme key log bhi deykhey heiN ... jo her cheez itni sakht aur mushkil ker deytey hein key sahih ka aap ka damagh band ho jata hai ... iss liye mey ney kaha key do extremes key log heiN ... aur Alhumdulillah aeysey log bhi hein jo darmayney rasstey ko follow kiye huye heiN...
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X