Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Universities

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Hamari Universities

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Buchon ko puray haftay ke baad rona kese aa gaya :embarasse
    woh bacche the aamir.. aap nahi the... isi liye unhe pata nahi tha ke unhe 1 hafte baad apni ghalti per nahi rona chahiye... :thmbup:

    Comment


    • #77
      Re: Hamari Universities

      Originally posted by ummid View Post
      woh bacche the aamir.. aap nahi the... isi liye unhe pata nahi tha ke unhe 1 hafte baad apni ghalti per nahi rona chahiye... :thmbup:
      Aap ne to mujay sharminda ker diya :embarasse
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: Hamari Universities

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ok, Pehlay apnay introduction kerwao, phir mein be'murawat se ba'murawati ka soochta hoon :mm:
        janab kiya jan'na chaaheN gey?
        chalo yaar here is "munda_lahori"... (but not in pak now)
        baaqi jaan pehchan to hoti rahey gi ab...

        Comment


        • #79
          Re: Hamari Universities

          Originally posted by ummid View Post
          well... hume kabhi bhi debate mein parte lene mein intreset nahi raha.. coz I am very rigid.. apne views or apni soch mein sirf 1% ki hi gunjaish rakhte hain ke unhe change kare...woh bhi kuch naya seekhne ke chakar mein.. or koi bauhat strong point le aaye tu...otherwise nope... or na hi pasnd karte hain ke apni baat kisi per thopein.. bus isi liye... :thmbup:
          arey rigid logoN maiN to debates ki zyada slaahiyyeteN hoti haiN.. apney moaq'qif par dat jaatey haiN or ussey saabit karney k liye bhar-poor dalaael detey haiN .. like u r going "very well" in this conversation....

          Comment


          • #80
            Re: Hamari Universities

            Originally posted by ummid View Post


            ..
            Aap ney khud hi meri baat sey ittefaaq kar liya :). Issi liye maiN ney kaha tha keh "aik achha ustaad aik achha psychiatrist hota hey. Agar yehi "principle" in bachoN ko saza deti ya school sey nikal deti to in bachoN k zehan par manfi asar parHta... or ho sakta tha k ye or baaghi ho jatey.. baat siraf itni hey k koi "right way" sey guide karta hey or koi "wrong way" sey... to ye zimmadaari aik achhey ustaad ki hey k wo "right way" sey guide karey..

            Comment


            • #81
              Re: Hamari Universities

              Originally posted by Splash View Post
              maiN jab University k Final year maiN tha to aik bohat hi zabardast mobahesa howa tha.. maiN aap logoN ki iss baarey maiN raa'ey janna chahta hoN.. to janab! mozo hey k ..

              Aaj kal ki universities parhey likhey jaahil peda kar rahi haiN

              Aap kiya kehtey haiN?

              Mera to iss baat sey mukammal ittefaaq hey...or aap ka?
              waisi kuch hud tuk sahi bhi he...
              lekin jis ko perhna hota he wo waha bhi perh leta he....

              uni me perhnae ka tareka sahi nahi he aksar...un ka coarse pattern bhi kafi alg he us se jo hona chahie :)

              Comment

              Working...
              X