Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Universities

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Hamari Universities

    Originally posted by ummid View Post
    hum ne qatai yeh nahi kaha ke body development ka taloq age se hota hai.. Lol.. baat hai shao'r ki.. ek normal baccha 15 years ki age mein shao'r mein aajata hai.. jub woh yeh khud tay kar sakta hai ke usey kya pehnna hai or kya khana hai or kahan jana hai or kahan nahi jana.. it means individual decision.. right??

    I do agree ke guide line ki zaroorat her kisi ko hoti hai... per it doesnt mean ke aap uni or teachers ko hi blame kare... kya baat hai ke same uni se parh ke hata ke same teacher ke under parh ke bhi kuch bande nalaiq hi rehte hain or kuch sensior nikal aate hain.. kyun ek hi class mein ek hi teacher ke under parhne waale saare bacche top nahi karte... jub ke teacher tu saari class ko hi same sa parha raha hai na.. its you.. and only you.. and your responsiblity... ke aap kya lete ho or kya avoid karte ho...

    same in uni.. hum aaj counselor hai :alhamd:.. where as some of ma frndz are drugs addict?? than?? jub ke hum same uni se parhe hain.. phir aise kyun howa???

    aik achha ustaad aik achha psychiatrist hota hey... agar aik class maiN kuch student zaheen hotey haiN to baaqi nalaaeq kiyoN hotey haiN? kiya un maiN zehan nahi hota? ya wo khud parHna nahi chahtey? agar wo khud paRhna nahi chahtey to "KyoN'? kiya aik achha ustaad iss "kyoN' ka jawab haasil karney ki koshish nahi karey ga???

    Comment


    • #62
      Re: Hamari Universities

      Originally posted by Splash View Post
      tu ney apna moa'qqef bayaan karna hey. Lehaaza "Insaan" ki jo terey nazdeek defination hey ussey bayaan kar k ussey saabit kar...

      Mere bhai, mein tere liye farig nahi betha hua, tu khud he yeh mysteries solve ker :tasali:
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: Hamari Universities

        Originally posted by Splash View Post
        aik achha ustaad aik achha psychiatrist hota hey... agar aik class maiN kuch student zaheen hotey haiN to baaqi nalaaeq kiyoN hotey haiN? kiya un maiN zehan nahi hota? ya wo khud parHna nahi chahtey? agar wo khud paRhna nahi chahtey to "KyoN'? kiya aik achha ustaad iss "kyoN' ka jawab haasil karney ki koshish nahi karey ga???

        Comment


        • #64
          Re: Hamari Universities

          Originally posted by ummid View Post
          sher lageen aien cheetiyee:tasali:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #65
            Re: Hamari Universities

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mere bhai, mein tere liye farig nahi betha hua, tu khud he yeh mysteries solve ker :tasali:
            are bhai mana k tu bohat hi buzy banda hey... ab hamarey liye terey paas 2 mint bhi nahi???? :mm:
            Itni be-murawwati....

            Comment


            • #66
              Re: Hamari Universities

              Originally posted by ummid View Post
              LoL hi LoL..balkeh bohat dher saari Lol..(Shayed abhi bhi kam hey to or dher saari Lol) ....

              hum ney socha k chalo koi to hey jissey debate karna aata hey... aap ney bhi medaan choR dya? :embarasse

              Comment


              • #67
                Re: Hamari Universities

                Originally posted by aabi2cool View Post
                sher lageen aien cheetiyee:tasali:
                O ey keRa 2 in 1 model bana ditta ee???

                Comment


                • #68
                  Re: Hamari Universities

                  Originally posted by ummid View Post
                  LOl hi LOl...

                  dekho larke... apni zamedaariyan khud uthani chahiye... 15 saal ki umer ke baad tu maa baap ki bhi zimedari nahi hoti.. yeh humara culture aisa hai ke hum apne baccho ko saath rakhte hain.. warna is umer mein shao'r aajata hai... saari umar koi baccha nahi rehta... :D
                  Originally posted by ummid View Post
                  hum ne qatai yeh nahi kaha ke body development ka taloq age se hota hai.. Lol.. baat hai shao'r ki.. ek normal baccha 15 years ki age mein shao'r mein aajata hai.. jub woh yeh khud tay kar sakta hai ke usey kya pehnna hai or kya khana hai or kahan jana hai or kahan nahi jana.. it means individual decision.. right??

                  I do agree ke guide line ki zaroorat her kisi ko hoti hai... per it doesnt mean ke aap uni or teachers ko hi blame kare... kya baat hai ke same uni se parh ke hata ke same teacher ke under parh ke bhi kuch bande nalaiq hi rehte hain or kuch sensior nikal aate hain.. kyun ek hi class mein ek hi teacher ke under parhne waale saare bacche top nahi karte... jub ke teacher tu saari class ko hi same sa parha raha hai na.. its you.. and only you.. and your responsiblity... ke aap kya lete ho or kya avoid karte ho...

                  same in uni.. hum aaj counselor hai :alhamd:.. where as some of ma frndz are drugs addict?? than?? jub ke hum same uni se parhe hain.. phir aise kyun howa???
                  Aur jab tumharey friends ney drugs leyney shuru kiye tau koi un key pass gaya?? un sey kaha key ye rasta ghalt hai??un ki help ki key wo ye rasta choR deiN??
                  Originally posted by Splash View Post
                  aik achha ustaad aik achha psychiatrist hota hey... agar aik class maiN kuch student zaheen hotey haiN to baaqi nalaaeq kiyoN hotey haiN? kiya un maiN zehan nahi hota? ya wo khud parHna nahi chahtey? agar wo khud paRhna nahi chahtey to "KyoN'? kiya aik achha ustaad iss "kyoN' ka jawab haasil karney ki koshish nahi karey ga???
                  Aik behtareen usstad "kyoN" ka jawab hassil kerney ki koshish zaroor karey ga.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #69
                    Re: Hamari Universities

                    Originally posted by Splash View Post
                    are bhai mana k tu bohat hi buzy banda hey... ab hamarey liye terey paas 2 mint bhi nahi???? :mm:
                    Itni be-murawwati....
                    Ok, Pehlay apnay introduction kerwao, phir mein be'murawat se ba'murawati ka soochta hoon :mm:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Hamari Universities

                      Originally posted by Splash View Post
                      LoL hi LoL..balkeh bohat dher saari Lol..(Shayed abhi bhi kam hey to or dher saari Lol) ....

                      hum ney socha k chalo koi to hey jissey debate karna aata hey... aap ney bhi medaan choR dya? :embarasse
                      well... hume kabhi bhi debate mein parte lene mein intreset nahi raha.. coz I am very rigid.. apne views or apni soch mein sirf 1% ki hi gunjaish rakhte hain ke unhe change kare...woh bhi kuch naya seekhne ke chakar mein.. or koi bauhat strong point le aaye tu...otherwise nope... or na hi pasnd karte hain ke apni baat kisi per thopein.. bus isi liye... :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Hamari Universities

                        Originally posted by ummid View Post
                        well... hume kabhi bhi debate mein parte lene mein intreset nahi raha.. coz I am very rigid.. apne views or apni soch mein sirf 1% ki hi gunjaish rakhte hain ke unhe change kare...woh bhi kuch naya seekhne ke chakar mein.. or koi bauhat strong point le aaye tu...otherwise nope... or na hi pasnd karte hain ke apni baat kisi per thopein.. bus isi liye... :thmbup:
                        :tasali::tasali::tasali:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #72
                          Re: Hamari Universities








                          Comment


                          • #73
                            Re: Hamari Universities

                            Originally posted by ummid View Post

                            ek hafte baad who saare larke aansu se ro rahe the or apne hi project ko puri school ke samne present karne ke baad who khud hi ro pare



                            Buchon ko puray haftay ke baad rona kese aa gaya :embarasse
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Hamari Universities

                              Originally posted by ummid View Post





                              :)
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #75
                                Re: Hamari Universities

                                Originally posted by Xenja View Post
                                :)
                                Bolna mana nahi he
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X