Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Universities

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Hamari Universities

    Originally posted by aabi2cool View Post
    lo jee baat jahilon se chal kar ab insaanon tuk aagai hy ab aagay aagay dekhiye hota hy kaya?:khi:
    nahi agar aap kehtey haiN to jahalat ka pehlo hum hewanoN maiN talash kar letey haiN.... kiya khayaal hey phir?

    Comment

    • #47
      Re: Hamari Universities

      Originally posted by Mr.Khan View Post
      Mai aap k topic ko zara modify karna chahon ga

      Aaj kal ki universities Zyada tar parhey likhey jaahil peda kar rahi haiN

      aur is baat se mai 200% ittefaaq karta hon kyun ke 8th class me hamari urdu ki teacher ne ek mazmoon likhwaya tha " Ittefaaq me barkat hoti hai " :khi:
      aap ney iss baat sey ittefaaq to kiya magar koi daleel bhi dieN...

      Comment

      • #48
        Re: Hamari Universities

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Chal mujay yeh bata tere nazdeek insaan honay ka criteria kia he, then I will come up with my further explanation :tasali:
        tu ney apna moa'qqef bayaan karna hey. Lehaaza "Insaan" ki jo terey nazdeek defination hey ussey bayaan kar k ussey saabit kar...

        Comment

        • #49
          Re: Hamari Universities

          Originally posted by aabi2cool View Post
          oh mundia chad day su ohnay ik tani ton chal mar k doji tani ja bayna eee372-haha
          tu tey baRa preshan ho gaya eiN meri chalaaN toN... Or maiN kithey kithey chaal maari si?372-haha

          Comment

          • #50
            Re: Hamari Universities

            Originally posted by Barish aur Gulab View Post
            iss ki kia nabat aagi hay?
            arey.... ye to hamaiN bhi nahi pata chala... lagta hey merey laptop ka touchpad kharab ho gaya hey :(

            Comment

            • #51
              Re: Hamari Universities

              Originally posted by Splash View Post
              to hum ney bhi to shughal hi kiya....:)
              Lol chlo theek...

              Originally posted by Splash View Post
              Kitney % doctors insaani hamdardi ka jazba rakhtey haiN? un ka maqsad pesa kamana hey ya insaan ki khidmat karna? har tasweer k do rukh hotey haiN...

              Abhi duniyaa maiN achhey log mojood haiN magar in ki taadad aatey maiN namak k braabar hey. Islam ney Ilm ki ahmiyat par itna zor kiyoN diyaa? hamari universities doctors to bana rahi haiN...Scientists to bana rahi heiN... Engineers to bana rahi heiN.... kiya "insaan" bhi bana rahi haiN??????
              well... rahi baat Insaan banane ki tu yeh kisi bhi university ki zimedaari nahi hai.... yeh her bande ki khud ki zemdaari hai... taaleemi adaaro ko ilzam dena or apne kaamo ko nazarandaaz kar dena.. .not good na...:D

              Comment

              • #52
                Re: Hamari Universities

                Originally posted by ummid View Post

                kiyaa hamarey usaateza (Teachers) ka ye farz nahi hey k wo hamari reh_numaaii karaiN?

                Comment

                • #53
                  Re: Hamari Universities

                  Originally posted by Splash View Post
                  kiyaa hamarey usaateza (Teachers) ka ye farz nahi hey k wo hamari reh_numaaii karaiN?
                  kya shagird ka farz nahi hota ke ustad se jaa ker reh-numai le??
                  Last edited by ummid; 7 November 2008, 12:23.

                  Comment

                  • #54
                    Re: Hamari Universities

                    Originally posted by ummid View Post
                    kya shagird ka farz nahi hota ke ustad se jaa ker reh-numai le??
                    bachhey agar ghalti kar rahey hoN to kiyaa maaN baap un k iss intezaar maiN hoN gey k wo aaeN gey..hum sey pochaiN gey k hum ghalat kar rahey haiN ya sahi .. to tab hum unhey guide karaiN gey??? ya phir wo jab ye dekheiN gey k un k bachey ghalat rastey par ja rahey haiN to khud_bakhud un ki reh_numaii karaiN gey?

                    Comment

                    • #55
                      Re: Hamari Universities

                      Originally posted by Splash View Post
                      bachhey agar ghalti kar rahey hoN to kiyaa maaN baap un k iss intezaar maiN hoN gey k wo aaeN gey..hum sey pochaiN gey k hum ghalat kar rahey haiN ya sahi .. to tab hum unhey guide karaiN gey??? ya phir wo jab ye dekheiN gey k un k bachey ghalat rastey par ja rahey haiN to khud_bakhud un ki reh_numaii karaiN gey?
                      well... uni mein koi baccha nahi hota... people can use their own senses... how can you blame a teachers or to an educational institute... ??

                      Comment

                      • #56
                        Re: Hamari Universities

                        agar aap ustaad ko "Rohaani baap" kehtey haiN to that means you are child. Aao kitney hi baRey ho jaaeN apney parent k aap "bachhey" hi hoN gey... Rahi baat sense ki to kiss age maiN aik bachey ko sense aa jaati hey k agar wo aag maiN haath daaley ga to uss ka haath jal jaaey ga??

                        Comment

                        • #57
                          Re: Hamari Universities

                          Originally posted by Splash View Post
                          agar aap ustaad ko "Rohaani baap" kehtey haiN to that means you are child. Aao kitney hi baRey ho jaaeN apney parent k aap "bachhey" hi hoN gey... Rahi baat sense ki to kiss age maiN aik bachey ko sense aa jaati hey k agar wo aag maiN haath daaley ga to uss ka haath jal jaaey ga??
                          LOl hi LOl...

                          dekho larke... apni zamedaariyan khud uthani chahiye... 15 saal ki umer ke baad tu maa baap ki bhi zimedari nahi hoti.. yeh humara culture aisa hai ke hum apne baccho ko saath rakhte hain.. warna is umer mein shao'r aajata hai... saari umar koi baccha nahi rehta... :D

                          Comment

                          • #58
                            Re: Hamari Universities

                            Originally posted by ummid View Post
                            LOl hi LOl...

                            dekho larke... apni zamedaariyan khud uthani chahiye... 15 saal ki umer ke baad tu maa baap ki bhi zimedari nahi hoti.. yeh humara culture aisa hai ke hum apne baccho ko saath rakhte hain.. warna is umer mein shao'r aajata hai... saari umar koi baccha nahi rehta... :D
                            dekho laRki... Aap body development par ye saabit nahi kar sakteeN k kiss ko ab sha'oor aa gaya hey. Its all depends on brain development. yehi waja hey k borhey log (aged person) bachoN ki jesi harkataiN kartey haiN... hamarey sha'oor ka talluq hamarey brain sey hey na k hamari age sey... :)

                            Comment

                            • #59
                              Re: Hamari Universities

                              Originally posted by Splash View Post
                              nahi agar aap kehtey haiN to jahalat ka pehlo hum hewanoN maiN talash kar letey haiN.... kiya khayaal hey phir?
                              insaan bhi to aik hewan hi hay na kion kaya khial hy:wk

                              Originally posted by Splash View Post
                              tu tey baRa preshan ho gaya eiN meri chalaaN toN... Or maiN kithey kithey chaal maari si?372-haha
                              dasia tay hay k ik tani ton doji tani tay 372-haha
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #60
                                Re: Hamari Universities

                                Originally posted by Splash View Post
                                dekho laRki... Aap body development par ye saabit nahi kar sakteeN k kiss ko ab sha'oor aa gaya hey. Its all depends on brain development. yehi waja hey k borhey log (aged person) bachoN ki jesi harkataiN kartey haiN... hamarey sha'oor ka talluq hamarey brain sey hey na k hamari age sey... :)
                                hum ne qatai yeh nahi kaha ke body development ka taloq age se hota hai.. Lol.. baat hai shao'r ki.. ek normal baccha 15 years ki age mein shao'r mein aajata hai.. jub woh yeh khud tay kar sakta hai ke usey kya pehnna hai or kya khana hai or kahan jana hai or kahan nahi jana.. it means individual decision.. right??

                                I do agree ke guide line ki zaroorat her kisi ko hoti hai... per it doesnt mean ke aap uni or teachers ko hi blame kare... kya baat hai ke same uni se parh ke hata ke same teacher ke under parh ke bhi kuch bande nalaiq hi rehte hain or kuch sensior nikal aate hain.. kyun ek hi class mein ek hi teacher ke under parhne waale saare bacche top nahi karte... jub ke teacher tu saari class ko hi same sa parha raha hai na.. its you.. and only you.. and your responsiblity... ke aap kya lete ho or kya avoid karte ho...

                                same in uni.. hum aaj counselor hai :alhamd:.. where as some of ma frndz are drugs addict?? than?? jub ke hum same uni se parhe hain.. phir aise kyun howa???

                                Comment

                                Working...
                                X