Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Universities

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Hamari Universities

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    mujhe pata hai teri sochain her larki se milti hain
    Aur mujay pata he ke teri soochein her choohay se milti hein 372-haha
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Hamari Universities

      Originally posted by ummid View Post
      kahein aap ka isharah khud apni tarah tu nahi... :D
      baRi jaan pehchaan lagti hey aap ki hum sey....

      Comment


      • #33
        Re: Hamari Universities

        Originally posted by Barish aur Gulab View Post
        isharah naeen ye apnay baray may hi tu sub ko bata rahen hainy na .khala jee
        hamari mulaaqaat "Barish" maiN howi thi yaa "Gulab" k baagh maiN... bhai jitney yaqeen sey aap ney kaha to zaroor shanaasaa_ii ho gi

        Comment


        • #34
          Re: Hamari Universities

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mein is liye itfaaq nahi kerta ke masla hamaray political setup mein he na ke universities mein. University engineer banati hein, doctors banati hein, Scientist banati hein, aur mein aisay loogon ko jahil kese keh sakta hoon :embarasse
          Kitney % doctors insaani hamdardi ka jazba rakhtey haiN? un ka maqsad pesa kamana hey ya insaan ki khidmat karna? har tasweer k do rukh hotey haiN...

          Abhi duniyaa maiN achhey log mojood haiN magar in ki taadad aatey maiN namak k braabar hey. Islam ney Ilm ki ahmiyat par itna zor kiyoN diyaa? hamari universities doctors to bana rahi haiN...Scientists to bana rahi heiN... Engineers to bana rahi heiN.... kiya "insaan" bhi bana rahi haiN??????

          Comment


          • #35
            Re: Hamari Universities

            Originally posted by Splash View Post
            hamari mulaaqaat "Barish" maiN howi thi yaa "Gulab" k baagh maiN... bhai jitney yaqeen sey aap ney kaha to zaroor shanaasaa_ii ho gi
            ha ha ha :)

            Comment


            • #36
              Re: Hamari Universities

              Originally posted by Barish aur Gulab View Post
              ha ha ha :)
              Aadaab arz hey !!!! :wk

              Comment


              • #37
                Re: Hamari Universities

                Originally posted by Splash View Post
                baRi jaan pehchaan lagti hey aap ki hum sey....
                LOl.. sorry larke.. me tu aap ko janti bhi nahi.. bus yun hi shughal kiya...
                khush raho...

                Comment


                • #38
                  Re: Hamari Universities

                  Originally posted by Splash View Post
                  Kitney % doctors insaani hamdardi ka jazba rakhtey haiN? un ka maqsad pesa kamana hey ya insaan ki khidmat karna? har tasweer k do rukh hotey haiN...

                  Abhi duniyaa maiN achhey log mojood haiN magar in ki taadad aatey maiN namak k braabar hey. Islam ney Ilm ki ahmiyat par itna zor kiyoN diyaa? hamari universities doctors to bana rahi haiN...Scientists to bana rahi heiN... Engineers to bana rahi heiN.... kiya "insaan" bhi bana rahi haiN??????
                  lo jee baat jahilon se chal kar ab insaanon tuk aagai hy ab aagay aagay dekhiye hota hy kaya?:khi:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Re: Hamari Universities

                    Originally posted by Splash View Post
                    maiN jab University k Final year maiN tha to aik bohat hi zabardast mobahesa howa tha.. maiN aap logoN ki iss baarey maiN raa'ey janna chahta hoN.. to janab! mozo hey k ..

                    Aaj kal ki universities parhey likhey jaahil peda kar rahi haiN

                    Aap kiya kehtey haiN?

                    Mera to iss baat sey mukammal ittefaaq hey...or aap ka?
                    Mai aap k topic ko zara modify karna chahon ga


                    Aaj kal ki universities Zyada tar parhey likhey jaahil peda kar rahi haiN


                    aur is baat se mai 200% ittefaaq karta hon kyun ke 8th class me hamari urdu ki teacher ne ek mazmoon likhwaya tha " Ittefaaq me barkat hoti hai " :khi:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Hamari Universities

                      Originally posted by Splash View Post
                      Kitney % doctors insaani hamdardi ka jazba rakhtey haiN? un ka maqsad pesa kamana hey ya insaan ki khidmat karna? har tasweer k do rukh hotey haiN...

                      Abhi duniyaa maiN achhey log mojood haiN magar in ki taadad aatey maiN namak k braabar hey. Islam ney Ilm ki ahmiyat par itna zor kiyoN diyaa? hamari universities doctors to bana rahi haiN...Scientists to bana rahi heiN... Engineers to bana rahi heiN.... kiya "insaan" bhi bana rahi haiN??????


                      Chal mujay yeh bata tere nazdeek insaan honay ka criteria kia he, then I will come up with my further explanation :tasali:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Hamari Universities

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Chal mujay yeh bata tere nazdeek insaan honay ka criteria kia he, then I will come up with my further explanation :tasali:
                        oh mundia chad day su ohnay ik tani ton chal mar k doji tani ja bayna eee372-haha
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #42
                          Re: Hamari Universities

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          oh mundia chad day su ohnay ik tani ton chal mar k doji tani ja bayna eee372-haha
                          372-hahabara makhooliya wain toon molvi, waise mainu v ayehi lagda way
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Hamari Universities

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            372-hahabara makhooliya wain toon molvi, waise mainu v ayehi lagda way
                            :wk:wk:wk
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Hamari Universities

                              Originally posted by Splash View Post
                              Aadaab arz hey !!!! :wk
                              iss ki kia nabat aagi hay?

                              Comment


                              • #45
                                Re: Hamari Universities

                                Originally posted by ummid View Post
                                LOl.. sorry larke.. me tu aap ko janti bhi nahi.. bus yun hi shughal kiya...
                                khush raho...
                                to hum ney bhi to shughal hi kiya....:)

                                Comment

                                Working...
                                X