Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pocket money

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: pocket money

    Originally posted by lucky View Post
    Waalikumaslam

    school k wqt ammi say or school k baad daadi jaan say...

    or i think 1 rupia milta tha yad nahi hai theek say...aami say shayed 2 ya 3 milty thy...

    ab to pocket money milti hi nahi:(

    college k wqt jitny dil chahta tha lay leti thi...

    hor kush?:lpop:


    Buchpan mein mujay bhi 1 rupaya he milta tha, inna maza aata tha 1 rupay se ke kia bataon :D:

    Chal koi gul nai, tumhein jitnay paisay chahiyein hoon mujay bool diya karo, mein sun liya karon ga :D:

    Hor kush v nai :D:
    :thmbup:

    Comment


    • #77
      Re: pocket money

      Originally posted by musaddaq View Post
      yaar larakpan ki khat-o-kitabat kya hoti hai itna bhi nahi pata
      Sharam nahi aati aisi baatein share kerte huay, kisi sciencedan ne kia khoob kaha he tere liye

      Chand Tasaveer'e'bataan aur Haseenon ke khatooot
      Bad az marnay ke tere ghar se yeh saman bramad ho ga
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: pocket money

        Originally posted by Amico View Post
        very nice.. bachpan main mujy kuch nahi milta tha hamary halat hee aisy thee k hum kuch b nahi mang sakty thy buhat mushkal sy guzara hota tha ALLAH ka karam tha pher b..
        lakin ab her wakat meri pocket main 500 sy 700 tak euros huty hian..
        aur ab b ALLAH ka karam hay ..
        lakin main apna bachpan nahi bhool sakta...
        sorry thora jazabati hogia hun
        Yara, jazbati hona insaan he ka sheewa he :thmbup:

        V. Good Allah tumehein aur de, bulke malaamaal ker de
        :thmbup:

        Comment


        • #79
          Re: pocket money

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yara, jazbati hona insaan he ka sheewa he :thmbup:

          V. Good Allah tumehein aur de, bulke malaamaal ker de
          shukeria dost
          [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

          See you Real Face in here 372-shed

          Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

          Comment


          • #80
            Re: pocket money

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Science chahay ghalat ho jaye, lekin tumhari to bisti ho gai na

            Ji mein bandriyon ki nakal nahi kerta, aap ko koi ghalat family hui he
            kes nay kaha meri besti hogai372-shockis shiar ko tu parha hi nahi kesi nay 372-haha

            u khud bandri ho u kiya naqal utaro gay bandri ki u mujh jasi masoom larkiyo ki naqal utartay ho ya souch kar kah shaiyd insaan ban jao372-haha

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Yani ke mein warid ke khambay se latkaa paya jaoon ga, na baba na 372-shock
            u warid kay khambay se latkay tu khamba toot jana ha is lia woh u ko bandh day gay latkaien gay nahi372-haha

            Originally posted by musaddaq View Post
            yaar larakpan ki khat-o-kitabat kya hoti hai itna bhi nahi pata
            zara bhabhi ko phone daina unko bhi pata chalay372-haha kitnay kalay ho 372-hahamera matlab ha daal ma kitna kala ha:khi:
            Originally posted by musaddaq View Post
            kash tum akbhi sach bhi bol lo:tasali:
            u isi hasrat se mar jao gay me ko lagta ha 372-shockkiun kah meray such u ko jhoot lagtay hain372-hahakiun kah woh tumharay khilaf hotay hain

            Originally posted by musaddaq View Post
            kaki kash tumhare main koi cheez hoti keh koi tum se jale, tumhain dekh to astaghfirAllah kaha jata hai:kr:, or yeh chamchoon wale kaam khatam ker do, issi liye iss smester main supplies aayin hain:khi:

            tumhari jasi harkatian hain372-shockTum ko tu wasay hi AstaghfirALLAh kahna chaiya
            tumhari jasi nahi ho jo semister ma supplies lao ALLAH ka shukar ha har bar bagir parhay pas ho jati ho372-haha

            Comment


            • #81
              Re: pocket money

              Originally posted by Fari View Post
              kes nay kaha meri besti hogai372-shockis shiar ko tu parha hi nahi kesi nay 372-haha

              u khud bandri ho u kiya naqal utaro gay bandri ki u mujh jasi masoom larkiyo ki naqal utartay ho ya souch kar kah shaiyd insaan ban jao372-haha



              u warid kay khambay se latkay tu khamba toot jana ha is lia woh u ko bandh day gay latkaien gay nahi372-haha



              zara bhabhi ko phone daina unko bhi pata chalay372-haha kitnay kalay ho 372-hahamera matlab ha daal ma kitna kala ha:khi:


              u isi hasrat se mar jao gay me ko lagta ha 372-shockkiun kah meray such u ko jhoot lagtay hain372-hahakiun kah woh tumharay khilaf hotay hain




              tumhari jasi harkatian hain372-shockTum ko tu wasay hi AstaghfirALLAh kahna chaiya
              tumhari jasi nahi ho jo semister ma supplies lao ALLAH ka shukar ha har bar bagir parhay pas ho jati ho372-haha
              372-haha372-haha

              Comment


              • #82
                Re: pocket money

                Originally posted by MSA View Post
                372-haha372-haha

                :blush::lpop:

                Comment


                • #83
                  Re: pocket money

                  Originally posted by Fari View Post
                  :blush::lpop:
                  awwww roza toot gaya

                  Comment


                  • #84
                    Re: pocket money

                    Originally posted by MSA View Post
                    awwww roza toot gaya
                    ya tu simily nay roza tora ha 372-shock
                    mai tu asi larki hi nhi jo lollypop khay:embarasse

                    Comment


                    • #85
                      Re: pocket money

                      Originally posted by Fari View Post
                      ya tu simily nay roza tora ha 372-shock
                      mai tu asi larki hi nhi jo lollypop khay:embarasse
                      waisi bhi is umar me lolly pop khate huwe acha lage ga...372-haha
                      is umar me to safoof khaya jata he372-haha

                      Comment


                      • #86
                        Re: pocket money

                        Originally posted by MSA View Post
                        waisi bhi is umar me lolly pop khate huwe acha lage ga...372-haha
                        is umar me to safoof khaya jata he372-haha

                        tum hi khatayhogay safoof

                        mai tu abhi choti bachi ho ammi kahti ha chotay bachay loly pop nhi khatay is se danto ma keeray par jatay hain372-shock

                        Comment


                        • #87
                          Re: pocket money

                          Originally posted by Fari View Post
                          tum hi khatayhogay safoof

                          mai tu abhi choti bachi ho ammi kahti ha chotay bachay loly pop nhi khatay is se danto ma keeray par jatay hain372-shock
                          chote bache nahi khate na app to khaein...
                          waisi bhi app se to keere bhi dar k bhag jayein ge...372-scare

                          Comment


                          • #88
                            Re: pocket money

                            Originally posted by MSA View Post
                            chote bache nahi khate na app to khaein...
                            waisi bhi app se to keere bhi dar k bhag jayein ge...372-scare

                            tabhi tum aur tumhara ustad dar kar bhag jatay hain372-haha372-haha372-haha372-haha

                            Comment


                            • #89
                              Re: pocket money

                              Originally posted by Fari View Post
                              tabhi tum aur tumhara ustad dar kar bhag jatay hain372-haha372-haha372-haha372-haha
                              me ko me k ustad ne bhagna nahi sikhaya....hum to ap ko bolne ki jaga dete hein....warna app itna ro-ein k thar me bhi selab ajay372-shock

                              Comment


                              • #90
                                Re: pocket money

                                Originally posted by MSA View Post
                                me ko me k ustad ne bhagna nahi sikhaya....hum to ap ko bolne ki jaga dete hein....warna app itna ro-ein k thar me bhi selab ajay372-shock

                                tumharay ustad kay size ka taqaza ha kah woh bhag nahi patay warna woh bhagna zaror sikhatay tum ko372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X