Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pocket money

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • pocket money

    Salam kuriyooo te mundeeyoo :blush:

    Chalein sabi apnay mazay mazay ke comments dein. Buchpan mein aap kitni pocket money lete thay, kis kis se lete thay aur un ka kia kerte thay?

    Aur ub aap ko kitni pocket money milti he aur ub kia kerte hein?

    one, two, through....shuru ho jao :yy:
    :thmbup:

  • #2
    Re: pocket money

    me nae jwaab dena.........bilkul nae.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: pocket money

      Originally posted by saraah View Post
      me nae jwaab dena.........bilkul nae.
      Hein O kyoon
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: pocket money

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Salam kuriyooo te mundeeyoo :blush:

        Chalein sabi apnay mazay mazay ke comments dein. Buchpan mein aap kitni pocket money lete thay, kis kis se lete thay aur un ka kia kerte thay?

        Aur ub aap ko kitni pocket money milti he aur ub kia kerte hein?

        one, two, through....shuru ho jao :yy:
        Walikum salam
        me ko job karney se pehley tak monthly 50 riyal miltey thy walid sahab se
        aur us pesey se main khub sari chocolates aur chips khati thi:D
        aur jab se job ki hai tu pocket money band

        Comment

        • #5
          Re: pocket money

          ahaaN...yeh to meraa favourite topic aur activity thi. mere bhai mujhe 100 rupaye dete the mahine ke mahine jo bahot kam hote the magar unko is baat kaa kahaN aHsaas thaa. unko to bas yeh dhun thi k maiN jaise taise paRh luuN...paise se kahiiN barbaad na ho jaauuN. par meri bhabhi is baat se ittefaaq nahiiN rakhtii thiiN. to maiN 100 rupaye kii to seedhe seedhe movies dekh letaa thaa. baaqii Khoraafaat ke liye to paise chaahiye hote the na. to maiN ene ek unique tareeqa nikaalaa paise nikaalne kaa. maiN bhabhi ke liye grocery laataa roz Khushi Khushi. har cheez meN apnaa commission nikaaltaa...vazan emn kami kartaa aur saath hii saath jo change bachti thi vo Kitchen meN laa kar counter par rakh detaa thaa aur bhabhi se kah detaa k aapkii change kitchen counter par rakh di hai hai. har do chaar gahnTe ke bad maiN check karta. agar paise vahiiN hote to sue sarkaa kar peechhe kii taraf kar detaa. phir kuchh ghanToN ke bad check karta agar hote paise vahiiN to is baar use sarkaa kar kisi cheez ke neeche dabaa detaa. aur do ek din ke bad check karta agar paise vahiiN hote to maiN use uThaa kar apni jeb e mubaarka meN rakh letaa aur is taraH merii mohim kaamiyaab ho jaatii. har maah aise hii maiN 8-10 baar kaamraanii o sarfaraazii se ham-kanaar hotaa. average take thii koii 20-30 rupaye is taraH meri maah kii Khaasii income ho jaatii thii.

          in paisoN se maiN en ek restaurant meN account khol rakkhaa thaa. Khud bhi jaataa aur dostoN ko bhi le jaataa aur miThaaii, chai, namak paare, biscuit, gazak vaGhaira khaate aur ek parxhi par likh kar sign kar detaa. maah ke end par vo total kar ke ek paper par likh kar use lapeT kar mujhe de detaa aur maiN usii paise se pay kar detaa. mera tareeqq e kaar nihaayat unique thaa.

          jab baRaa huaa to bhabhi se bataayaa k amiN kaise paise churaataa thaa to bhabhi ne kaha k beTaa mujhe sab pataa thaa aur amN to jaan boojh kar tumko mauq'a deti thii kiuN k maiN tumhaare bhai ke Khilaaf paise to nahiiN de saktii thii on his back to yeh tareeqa allow kiyaa...saaNp bhi mar gayaa aur laaThii bhii nahiiN TooTii. aaaaaaaawwwwwwwww merii bhabhi meri maaN kii taraH thiiN ikdam. mujhe bhi unhoN ne apne laad pyaar se bahot bigaaRaa thaa par at the end i turned out to eb NOT so bad afterall. abhi bhi ham puraanii baateN kar ke bahooot ahNste ahin aur lutf to yeh hai k bhai ko abhi bhi nahiiN pataa aur vo claim karte ahiN k dekho...agar amiN 100 rupaye se ziyada deteaa to tum barbaad ho gaye hote hahahaha 372-haha372-haha372-haha

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          • #6

            pocket money as such nae milthi thi/hai.........jo maanga ....mila....so money ka ab me kya batoon.....meri shoping ami krti thin.........aftr graduation khud shuru ki.....ab jo khreedna ho,.....abu se paisay le leti hun bs.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: pocket money

              Originally posted by saraah View Post
              pocket money as such nae milthi thi/hai.........jo maanga ....mila....so money ka ab me kya batoon.....meri shoping ami krti thin.........aftr graduation khud shuru ki.....ab jo khreedna ho,.....abu se paisay le leti hun bs.
              chalo achchhaa hai...tumhaara hubby will be a hOppy man :)

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              • #8
                Re: pocket money

                Originally posted by Pakiza View Post

                Chocolates, me ke fav. thay, ub ziada nai khaata, but kabi out of country jaoon to dheer saray le ke aata hoon apni siss ke liye :d

                dukh hua aik to tum job kerti ho aur doosra tumharay ghar walon ne pocket money dene se inkaar diya

                Acha ub jo salary leti ho us ka kia kerti ho :mm:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: pocket money

                  Originally posted by SherAli View Post

                  :kr::kr::kr::kr::kr::kr:

                  Waah mere cheetay, chaa gaye ho tum...yaar teriyaan kaar'sataaniyaan per ke mujay khoob hassi aai, jeyoonda reh :kr:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: pocket money

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Chocolates, me ke fav. thay, ub ziada nai khaata, but kabi out of country jaoon to dheer saray le ke aata hoon apni siss ke liye :d

                    dukh hua aik to tum job kerti ho aur doosra tumharay ghar walon ne pocket money dene se inkaar diya

                    Acha ub jo salary leti ho us ka kia kerti ho :mm:
                    ab jo salary milti hai uss ko save karti hoon aur kuch thori se kabhi kharch bhi kardeti hoon chocolates aur chips main:)

                    Comment

                    • #11
                      Re: pocket money

                      Originally posted by SherAli View Post
                      chalo achchhaa hai...tumhaara hubby will be a hOppy man :)
                      ye tum ko batanay ki zaroorat nahi sher ali..........muje pta hai.:)
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: pocket money

                        Originally posted by SherAli View Post
                        ahaaN...yeh to meraa favourite topic aur activity thi. mere bhai mujhe 100 rupaye dete the mahine ke mahine jo bahot kam hote the magar unko is baat kaa kahaN aHsaas thaa. unko to bas yeh dhun thi k maiN jaise taise paRh luuN...paise se kahiiN barbaad na ho jaauuN. par meri bhabhi is baat se ittefaaq nahiiN rakhtii thiiN. to maiN 100 rupaye kii to seedhe seedhe movies dekh letaa thaa. baaqii Khoraafaat ke liye to paise chaahiye hote the na. to maiN ene ek unique tareeqa nikaalaa paise nikaalne kaa. maiN bhabhi ke liye grocery laataa roz Khushi Khushi. har cheez meN apnaa commission nikaaltaa...vazan emn kami kartaa aur saath hii saath jo change bachti thi vo Kitchen meN laa kar counter par rakh detaa thaa aur bhabhi se kah detaa k aapkii change kitchen counter par rakh di hai hai. har do chaar gahnTe ke bad maiN check karta. agar paise vahiiN hote to sue sarkaa kar peechhe kii taraf kar detaa. phir kuchh ghanToN ke bad check karta agar hote paise vahiiN to is baar use sarkaa kar kisi cheez ke neeche dabaa detaa. aur do ek din ke bad check karta agar paise vahiiN hote to maiN use uThaa kar apni jeb e mubaarka meN rakh letaa aur is taraH merii mohim kaamiyaab ho jaatii. har maah aise hii maiN 8-10 baar kaamraanii o sarfaraazii se ham-kanaar hotaa. average take thii koii 20-30 rupaye is taraH meri maah kii Khaasii income ho jaatii thii.

                        in paisoN se maiN en ek restaurant meN account khol rakkhaa thaa. Khud bhi jaataa aur dostoN ko bhi le jaataa aur miThaaii, chai, namak paare, biscuit, gazak vaGhaira khaate aur ek parxhi par likh kar sign kar detaa. maah ke end par vo total kar ke ek paper par likh kar use lapeT kar mujhe de detaa aur maiN usii paise se pay kar detaa. mera tareeqq e kaar nihaayat unique thaa.

                        jab baRaa huaa to bhabhi se bataayaa k amiN kaise paise churaataa thaa to bhabhi ne kaha k beTaa mujhe sab pataa thaa aur amN to jaan boojh kar tumko mauq'a deti thii kiuN k maiN tumhaare bhai ke Khilaaf paise to nahiiN de saktii thii on his back to yeh tareeqa allow kiyaa...saaNp bhi mar gayaa aur laaThii bhii nahiiN TooTii. aaaaaaaawwwwwwwww merii bhabhi meri maaN kii taraH thiiN ikdam. mujhe bhi unhoN ne apne laad pyaar se bahot bigaaRaa thaa par at the end i turned out to eb NOT so bad afterall. abhi bhi ham puraanii baateN kar ke bahooot ahNste ahin aur lutf to yeh hai k bhai ko abhi bhi nahiiN pataa aur vo claim karte ahiN k dekho...agar amiN 100 rupaye se ziyada deteaa to tum barbaad ho gaye hote hahahaha 372-haha372-haha372-haha

                        tumhari kaaristaniyan kafi lambi han.......phir prhun gi....jhoot nae keh rahi.
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: pocket money

                          Originally posted by saraah View Post
                          pocket money as such nae milthi thi/hai.........jo maanga ....mila....so money ka ab me kya batoon.....meri shoping ami krti thin.........aftr graduation khud shuru ki.....ab jo khreedna ho,.....abu se paisay le leti hun bs.
                          haan jaanta hoon aap ke saath bohat zulm huay hein :hehe:

                          waise I think ke buchon ke haath mein paisay hoon to wo bohat jald seyaanay ho jatay hein :wk
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: pocket money

                            Originally posted by Pakiza View Post
                            ab jo salary milti hai uss ko save karti hoon aur kuch thori se kabhi kharch bhi kardeti hoon chocolates aur chips main:)
                            save kyoon kerti ho :mm:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: pocket money

                              Originally posted by saraah View Post
                              tumhari kaaristaniyan kafi lambi han.......phir prhun gi....jhoot nae keh rahi.

                              kia rehearsal bhi chal rahi hai jo lambi lagi kaarastaanii meri...vaise, "lagii raho munni begam" tum bhi...jo bhii aamadnii ho tumhaarii uskaa 50% apun ko denaa kiuN k yeh meraa idea hai vo bhi unique paise haRapne kaa 372-haha372-haha372-haha

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment

                              Working...
                              X