Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pocket money

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: pocket money

    Acha topic ha :khi:

    mujhay school life ma 3 rd class tak 2 riyal roz kay miltay thay jin ma se mai mesni aik riyal khati thi aur aik bachati thi :khi::khi:
    phir abu nay system change kiya shaid hum ko judge karnay kay liya :mm:kah humay paiso ki lalch ha kah nhi ya ma ab souchti ho tab tu fikar hi nahi hoti thi kah kiun asa kiya abu nay:khi:system kuch youn tha kah abu nay pata nhi kitnay paisay hotay thay per aik pora daba paiso se bharha rakh diya tha har mahina almari ma aur kahtay thay jes ko chaiya ho wahan se lay lay:mm:heran kun baat hum mai se koi bhi 2 riyal se zyada nhi lata tha :khi:khiar us kay baad se humary ghar ma pocket money ka koi chakar hi nahi raha hum ko jo chiaya ho ami se kah datay woh khud hi paisay day dati hain ......wasay univ janay kay liya roz me ko 100rupay miltay hain372-shock

    Originally posted by musaddaq View Post
    pocket money
    woh kya hoti hai

    aamri ya musadaq ko bhabhi jab pocket money diya karay gi na tu is ko pata chalay ga372-haha372-haha372-hahakah kiya hoti ha

    Comment

    • #32
      Re: pocket money

      mere father dete the un ki death tak wohi dete the,bachoan me books leti thi stories parhen ka bohat shok tha ya kabhi dolls lia karti thi.phir me pocket monet jama bhi karti thi,or us se shopng bhi n kuch ache kaam bhi:)

      Comment

      • #33
        Re: pocket money

        Originally posted by Fari View Post

        Jitni tum kanjoos hoo mujay yakeen he ke tumharay wo Riyal abi tak tumharay paas hoon ge jo tum ne bacha ke rakhay thay

        Waah ub to khoob taraki ho gai tumhari 100 rupay aur wo bhi rooz ke, kia kerti ho itnay paisoon ka, Lambiyaan Eyaashiyaan :khi:
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: pocket money

          Originally posted by Fari View Post
          aamri ya musadaq ko bhabhi jab pocket money diya karay gi na tu is ko pata chalay ga372-haha372-haha372-hahakah kiya hoti ha
          Yeh bhi sher ali ki tarah chooriyan kerta ho ga 372-haha
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: pocket money

            Originally posted by senorita View Post

            :thmbup: Good to know.

            Ub aap pocket money nahi leti ho kia? aur ager leti ho to kia kerti ho us ka?
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: pocket money

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              han sab jama kar kay dosto kay sath eyashiyan karti ho maja ata ha:khi:

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yeh bhi sher ali ki tarah chooriyan kerta ho ga 372-haha
              372-hahaphir mar bhi khay ga

              Comment

              • #37
                Re: pocket money

                muje to pocket money miltti hi nahi hai

                Comment

                • #38
                  Re: pocket money

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  :thmbup: Good to know.

                  Ub aap pocket money nahi leti ho kia? aur ager leti ho to kia kerti ho us ka?
                  ab us trah regular to nahi...lekin pese hote hen to zarurat ki shoping ya wohi kabhi kuch ache kaam.ye mere father ne hi sikhaya tha bohat shiru se k dusron ko dene se pese zeada hote hen.Allah bohat nawazta he.baki mujhe koi bohat zeada shoping ka khabt nahi he.:D:

                  Comment

                  • #39
                    Re: pocket money

                    Originally posted by Fari View Post
                    han sab jama kar kay dosto kay sath eyashiyan karti ho maja ata ha:khi:

                    372-hahaphir mar bhi khay ga

                    Eeyaashiyaan matlab gool'gapay...kaash mujay bhi pasand hotay :D:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: pocket money

                      :rose

                      Faaz....:rose

                      Comment

                      • #41
                        Re: pocket money

                        Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                        muje to pocket money miltti hi nahi hai
                        Tum thehroo mein tum se aa ke afsoos kerta hoon
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: pocket money

                          Originally posted by Fari View Post

                          aamri ya musadaq ko bhabhi jab pocket money diya karay gi na tu is ko pata chalay ga372-haha372-haha372-hahakah kiya hoti ha
                          :lahoul churail tumhian yeh sab kuch hara hara he kion nazer aata hia?372-haha

                          Comment

                          • #43
                            Re: pocket money

                            Originally posted by senorita View Post
                            ab us trah regular to nahi...lekin pese hote hen to zarurat ki shoping ya wohi kabhi kuch ache kaam.ye mere father ne hi sikhaya tha bohat shiru se k dusron ko dene se pese zeada hote hen.Allah bohat nawazta he.baki mujhe koi bohat zeada shoping ka khabt nahi he.:D:
                            Waah ji waah, meyaana ravi achi cheez he, aur mein bhi kuch isi type ki sooch rakhta hoon. v. good :thmbup:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: pocket money

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              :lahoul churail tumhian yeh sab kuch hara hara he kion nazer aata hia?372-haha
                              Tum usay churail kahoo gay to churail ne to is baat ka bura manana he manana he
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: pocket money

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Eeyaashiyaan matlab gool'gapay...kaash mujay bhi pasand hotay :D:
                                tumhay achi chizain kahan pasand ati hain372-hahatum tu ghosht khor ho wasay tumhay pasand hotay bhi tu maina tumhay nhi khielanay thay 372-haha372-haha

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                :lahoul churail tumhian yeh sab kuch hara hara he kion nazer aata hia?372-haha
                                churial hogay u
                                :donno:maina kuch ghalat kah diya kia372-shock

                                Comment

                                Working...
                                X