Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

    mujhe frndz jo sms send karte hain woh mein diary per likh lete hoon
    kuch der pehle he mujhe ye sms aaya

    Suna hai is jahan mein zindagi ki qehat sali hai
    yahan 2 char din jeenay ka aksar zikar hota hai
    yahan her cheez fani hai
    sabhi ko maot aani hai
    yahan izhar kia karna?
    yahan per piyar kia karna?
    magar kuch youn bhi sunta hoon
    k aisa bhi ik jahan hoga
    jahan maout aanay ka koi dharka nahi hoga
    hayat-e-javidan k sab wahan asbaab rakhe hain
    ye mera tum se wada hai...
    agar dono wahan mil gaye
    wahen iqraar kar lenge
    wahen izahar kar lenge
    wahen phir piyar kar lenge..
    sigpic

    Comment

    • :thmbup:

      Comment

      • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

        Originally posted by WASI ANJUM View Post

        wah kya baat hai..kya kehnay......wahin pe pyar kr lain ge...thats nice..a sort of optimism:)
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Sarah, here you find my text :)

          More often our life takes U-turn leaving us to face some volatile situation where we are set to confront with newly assigned task. It is imperative we keep ourselves equipped to embark upon all the unexpected and superfluous situation letting not our hypothetical fate drive us. Nature provides us enough appropriate built-in tools to tackle the respective adversity we may face as we proceed on with our life;More we use our tools more these become sharper and vice versa. An appropriate proportion as well as homogenization of above elements is always a requisite as to maintain an explicit symmetry in our conduct. Be realistic, and more to it optimistic. Never breathe in the world of trance and fantasy. Muster up your courage and get ready to face any unwanted situation. Never hesitate to taste the bitter flavor of life, it will enlighten you and tempt you to explore the new horizon. Never be hopeless as it is sin. Keep your firm believe in Almighty Allah.

          hmmm man....its u...yah its really u..........mard e aahan.........taht sgraet sir:salam:...........very rational approach........n dfntly....very baeutiful n useful "thought of the day".thanks
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

            7th from my diary

            "me ne uss se poochaa teri kamyabi ka raaz kya ahi.....kehnay laga...me iss baat pr yaqeen rakhta hun.k insaan aam tor pr uss wqt bewqoof bnta hai...jb wo aql mund bn`nay ki koshish krta hai....khas tor pr apne brron k samnay..apne seniors k samnay...bohat sari batain me mehaz iss liye doosron se poochta hun k apne nazriaat pe ghor kr skoon...iss se muje apne khyalaat ki islaah aur nazr e sani ka mouqa mil jata hai...me samjhta hun............apne brron k samnay aam insaan bn jaoon taa k apne chotton k liye khas bn sakoon.kiyon k me ne kahin parra hai k buqraat k samnay koi buqraat bn`nay ki koshish krta thaa tou wo ussay mehfil se uthaa deta thaa"
            Last edited by saraah; 19 September 2008, 04:29.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

              Originally posted by sarah gemini View Post
              hmmm man....its u...yah its really u..........mard e aahan.........taht sgraet sir:salam:...........very rational approach........n dfntly....very baeutiful n useful "thought of the day".thanks
              Sarah ye wakaey mard e aahan hain just like an elephant , bulkey jumbo size dinosaurs372-shock
              sigpic

              Comment

              • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                Sarah ye wakaey mard e aahan hain just like an elephant , bulkey jumbo size dinosaurs372-shock
                ohhh Esha dear...ab hm kya kahen....hm khud shandaar sehat k malik ahn....372-haha

                  Thank you :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment

                  • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    Sarah ye wakaey mard e aahan hain just like an elephant , bulkey jumbo size dinosaurs372-shock
                    Aap unhein gumraah ker rahi hein Eesha ji, ub hum aisay bhi nahi :embarasse

                    Originally posted by sarah gemini View Post
                    ohhh Esha dear...ab hm kya kahen....hm khud shandaar sehat k malik ahn....372-haha
                    Mashallah, khub jamay gi jub mil bethein ge sehat walay do

                    Waise Eesha bhi mehnat ker ke hum jesi ho sakti hein, lekin nai, inhoon ne jalna he hay :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                      Originally posted by sarah gemini View Post
                      7th from my diary

                      "me ne uss se poochaa teri kamyabi ka raaz kya ahi.....kehnay laga...me iss baat pr yaqeen rakhta hun.k insaan aam tor pr uss wqt bewqoof bnta hai...jb wo aql mund bn`nay ki koshish krta hai....khas tor pr apne brron k samnay..apne seniors k samnay...bohat sari batain me mehaz iss liye doosron se poochta hun k apne nazriaat pe ghor kr skoon...iss se muje apne khyalaat ki islaah aur nazr e sani ka mouqa mil jata hai...me samjhta hun............apne brron k samnay aam insaan bn jaoon taa k apne chotton k liye khas bn sakoon.kiyon k me ne kahin parra hai k buqraat k samnay koi buqraat bn`nay ki koshish krta thaa tou wo ussay mehfil se uthaa deta thaa"
                      Bohat Khoob :thmbup:

                      Hazrat Ali ka aik kool kahin perha tha.

                      Kuch loog sirf aur sirf khud se seekhtay hein, jub ke kuch doosron ke tajurbay se seekhtay hein, aur jo doosron ke tajurbay se seekhta he wo ziada faida mand rehta he.
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aap unhein gumraah ker rahi hein Eesha ji, ub hum aisay bhi nahi :embarasse

                        Mashallah, khub jamay gi jub mil bethein ge sehat walay do

                        Waise Eesha bhi mehnat ker ke hum jesi ho sakti hein, lekin nai, inhoon ne jalna he hay :embarasse
                        ji ji jo tamatar ap "kha"..rahy han wo muje b khanay prren ge.....:embarasse...na na Eshaa ap ye tamater nae kha sako gi so iss mehnat me wqt brbaad na krna:tasali:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Me dairy nai likhta, zamana'e'studenty mein apni tehreerein weekly mag mein shaya kerwata tha aur college ke monthly mag mein bhi mera kuch na kuch part zaroor hota tha.....me ko ub kush v nai lab raha :embarasse koosh't kerta hoon ke lab jaye to kuch purana he share ker doon
                          Brother yeh KOSht zare ...Khoob kijay
                          as hum sab aap ki tehreer parhna chahien gay sachi ..>!teddy

                          ME WAITINGO .............!!!!:eye:

                          Comment

                          • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                            Originally posted by Gul View Post
                            Brother yeh KOSht zare ...Khoob kijay
                            as hum sab aap ki tehreer parhna chahien gay sachi ..>!teddy

                            ME WAITINGO .............!!!!:eye:

                            lou ji sunlya je na hun...........Gul horaan di masoon ji arzoo poori kr dewo....teddy
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                              Originally posted by sarah gemini View Post
                              ji ji jo tamatar ap "kha"..rahy han wo muje b khanay prren ge.....:embarasse...na na Eshaa ap ye tamater nae kha sako gi so iss mehnat me wqt brbaad na krna:tasali:
                              Tamatar khanay mein bura he kia he. It is a big source of Vitamin C, and minerals like calcium, iron, potassium, etc Eesha bhi khaye gi tamatar aur aap bhi zaroor khaya keejiye :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                                Originally posted by Gul View Post
                                Brother yeh KOSht zare ...Khoob kijay
                                as hum sab aap ki tehreer parhna chahien gay sachi ..>!teddy

                                ME WAITINGO .............!!!!:eye:
                                Gul sis dehaan bhi kia karo :embarasse me ne # 167 pe apni tehreer post ki to hay
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X