Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

    Originally Posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Something from my diary taqreeban 5 saal pehlay likha tha



    Mohabbat bhi ajeeb sawaang bharti hai , dil k aangan mein paraao ki soorat kisi shaam uterty hai aur phir lakri k alaao ki terha dil ki zameen ko dehkaey rakhty hai............. Ye dehkan kabhi aisee bhi hoti hay k jis mein tamam khwaab hee jhulas jaaen , tamam khwahishein hee bikher jaen , tamam khushyan hee chinn jaen ...............................
    Kabhi ye khushyan bikherty hueey mann aangan ko aabaad kerti hai is terha se k her rang is ki khushi k rang se munawwar hota hai ,her gharee her pal is k dam se aabad hota hai , her saans k saath apnay honay ka ik jaandar ehsas dilatee huey Mohabbat, Her ik dharkan ko naey tarz naey lay per lay jatee huey Mohabbat, Kabhi aankh ka noor ban k zaat k aks mein rang bharty hueey Mohabbat .................. to kabhi bas dukh hee daan khieey jaati hai, kabhi kam maaeegi ka dukh to kabhi zindagi ka dukh , kabhi is k honay ka dukh to kabhi intezaar ka dukh .........

    Jinn mein ghir k her lamha bitanay per majboor hota hai insaan apni hee pehchan ko khud mein talashta hai her roz ik naeey tarz se chehray per hansi sajaey dil k dukhon ko sambhaalta huaa insaan...Jaanay q kaheen ye mohabbat dieey jaanay ka wasf nahin jaanti aur sirf khiraaj wasool karty hai, Aisa hee q hota hay k ek shakhs apnay pass maujood her cheez mohabbat k naam per daan kieey jaaey Apna Dil, Apna wajood, Apnay Aasab , Apni soch , Zindagi ka her lamha , Her yaad Aur apni her baat is Mohabbat k naam kar de aur phir bhi kuch na paa sakay ....Bas geeli lakri ki terha sulagta hee reh jaey dukhon ko saathi banaey......


    Baqol shayar:


    Hamein khabar hay tamam dukh hay
    Ye aas dukh hai, niraas dukh hay
    Udaasiyon ka libaas dukh hay
    Ye tashnagi jo azab ban ker theher gaeey hay
    Badan k boseeda saahilon per
    To is ka ehd-e-dawam dukh hay
    Ye shor karti hawa ka sara khiraam dukh hay

    Hamein khabar hay tamam dukh hay
    Ye tum mohabbat nibaaahatay ho
    To is mohabbat ka naam dukh hay
    Ye wasl mausam jo ik musalsal mughalta hay
    To is rafaqat ka naam dukh hay
    Aur isee wehshat numa fiza mein
    Khamosh rehna bhi ik saza hay
    Magar kisi se kalam dukh hai
    Hamein khabar hay tamam dukh hai
    Eshaaaaa DearO,!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

    Zabardast ..................aur koi lafz nahi apnay pass abi ..

    Khush rahiayy !

    Comment


    • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

      Shady k bad Usnain jab parha Dairy ka pehla warq to sary rat jootey parhetey rahey,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,............... ........


      Faaz....:rose

      Comment


      • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

        Originally posted by Gul View Post
        U never know that U turn Can really become a turning Point for U ..
        yes we should not Breath in fantasies, BuT do U know Dear ! that
        keep Thinking and sharing!
        Why not, you can't stop wise man thinking :khi:

        I actually adhere with my own type of philosophy and interpret your stated "Hidden Facts" in some other way. Practical is something I believe more than anything. I appreciate your appreciation :khi:your such a comments would always stimulate my hidden talent to come out of the cage, lolz

        Be blessed :salam:
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

          I want to read ur hidden talents !

          anyway ....These words of urs alos motivating me To sahre some of my HIDDEN....Talents !

          Lets c kab share karoon gee !

          Thanx and Keep sharing! :)

          Comment


          • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

            Originally posted by Gul View Post
            I want to read ur hidden talents !

            anyway ....These words of urs alos motivating me To sahre some of my HIDDEN....Talents !

            Lets c kab share karoon gee !

            Thanx and Keep sharing! :)
            Jo hukam paina :salam:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

              Originally posted by Gul View Post
              I want to read ur hidden talents !

              anyway ....These words of urs alos motivating me To sahre some of my HIDDEN....Talents !

              Lets c kab share karoon gee !

              Thanx and Keep sharing! :)

              Hidden tallants.......... what?:mm: Dal main Kuch kala hai,,,


              Faaz....:rose

              Comment


              • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                Originally posted by Faaz View Post
                Hidden tallants.......... what?:mm: Dal main Kuch kala hai,,,
                tumhari apni daal kali hai....warna daal me kuch kala nahi.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                  Walikumsalam

                  muj3h bht shoq hai dairy likhn3 ka...:eye:

                  @
                  N3v3r mak3 sum body ur 3v3rythg
                  coz wh3n th3y ar3 gon3 u hav3 nothing
                  ...!!!

                  Comment


                  • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                    Originally posted by *khushi* View Post
                    Walikumsalam

                    muj3h bht shoq hai dairy likhn3 ka...:eye:

                    @
                    N3v3r mak3 sum body ur 3v3rythg
                    coz wh3n th3y ar3 gon3 u hav3 nothing...!!!
                    oh khushi....tum ne khush kr dia..........tou phir jaldi jadli hamray sath apni sharings shar kijiye....

                    nae khushi....jane wala bohat pyari yaad de k jata hoga ....aur yaad tou amr hoti ahi na...........chahay iziatnaak hi sahi.......aziat b mza deti ha baaz auqaat.....moreover ye k agr apna hoga toy jaye ga kiyon.......:)
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                      Originally posted by Gul View Post
                      Oh God ..................!

                      aitebaar tootay tu ..................!

                      Aamir Bhai Jani !!

                      yeh aap k khud k alfazz hein k yeh Kisi aur ki kaaristaani hai ??

                      Batana Plz jaldi se ...!

                      Ta k mein iss ko fata futt Urdu txt mein likh k design Bana dooN :)

                      Aamir ki poetry k title se ..!
                      Gul ji ye aamir ko na janay ho kya gaya hay

                      inhein to koi bhi shair , billi , geedar waghera kuch bhi nahin aata tha....372-shockye poore nazm likh daali 372-scare
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Gul ji ye aamir ko na janay ho kya gaya hay

                        inhein to koi bhi shair , billi , geedar waghera kuch bhi nahin aata tha....372-shockye poore nazm likh daali 372-scare
                        schi Esha waqeeeeeeeeee:mm:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Gul ji ye aamir ko na janay ho kya gaya hay

                          inhein to koi bhi shair , billi , geedar waghera kuch bhi nahin aata tha....372-shockye poore nazm likh daali 372-scare
                          Wo nazam mein ne nahi likhi Tumhein pata he ke shairi ko muj se kitni chir he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                            Originally posted by sarah gemini View Post
                            schi Esha waqeeeeeeeeee:mm:
                            Jo mein ne kul angreezin mein sharing ki wohi meri apni thi, baki urdu poetry aur quotes me ki fav. thein is liye share kein :eye:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                              8th from my dairy

                              "lorrhan wala rehya na khali lorr kiti jis pkki
                              lorr krenda jo muurr aya lorr ohdi gin kachi"

                              trjma;...jo sachi lgn krta hai wo kbhi mayoos wapis nae ata,agr ajaye....tou uski lagn hi pkki nae hai.
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                                Originally posted by sarah gemini View Post
                                oh khushi....tum ne khush kr dia..........tou phir jaldi jadli hamray sath apni sharings shar kijiye....

                                nae khushi....jane wala bohat pyari yaad de k jata hoga ....aur yaad tou amr hoti ahi na...........chahay iziatnaak hi sahi.......aziat b mza deti ha baaz auqaat.....moreover ye k agr apna hoga toy jaye ga kiyon.......:)

                                Comment

                                Working...
                                X