Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

    badam khaya karo samjh a jae gee

    Comment


    • #17
      Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

      mein diray shairi nahi likhta...issi lie quotes yad nahi rehti....:(
      lekin perhta rehta ho...

      1. Obstacles are the ugly things we see when we take our eyes off our goals!
      2. I THOUGHT THAT I HAD NO SHOES UNTIL I SAW A MAN WHO HAD NO LEGS !!
      3. Mistakes are painful when they happen,But years later a collection of mistakes called Experience Which leads us to success..

      Comment


      • #18
        Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...
        • There are two kinds of people, those that do the work and those that take the credit. Try to be in the first group, there is less competition there. - Indira Gandhi

        • " One of the best message for mankind... "There is no market for Your sorrows.. so Never adverstise your Feelings.."
        Last edited by MeemSheenAlif; 16 September 2008, 14:07.

        Comment


        • #19
          Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Me dairy nai likhta, zamana'e'studenty mein apni tehreerein weekly mag mein shaya kerwata tha aur college ke monthly mag mein bhi mera kuch na kuch part zaroor hota tha.....me ko ub kush v nai lab raha :embarasse koosh't kerta hoon ke lab jaye to kuch purana he share ker doon
          Ub raaz faash huwa aap innay zaheen kioon ho. Khushi huwi aap kay baray main sun kar I mean parh kar.


          Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatahu

          Waisay dairy main roz ki rudaad ya waqiaat to main nain kabhi naheen likhkhi albatta shairi apni aur doosron ki jo pasand aai aur kuch apni tahreerain jo kabhi chapwai naheen.

          Shairi kub say likhni chor di ub dairy main apnay account yani hotmail waghaira kay aur password likhti hoon takay bhoolnay pay check kar sakoon.
          Subhan Allah

          Comment


          • #20
            Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

            Wa Alaikum Assalam

            diary ab to khasay time se kabhi likhi nhin ..wessay daily routine wise likhnay ki aadat thi bhi nhin , haan kabhi koi baat , koi soch zehan mein aajatee to likhi hain bht....school college life mein college k magazine waghera mein sharte kar diya kar detay thay ...................................
            us k elawa kai achhi poetry(ghazal, nazm , sh'r) waghera likhay ......but not in daily routine , kabhi kabhar ....

            university mein aik bht achhay , sweet se classmate nay bara taweel sa autograph diya with a compliment ....... inshaALLAH agar ghar ki moving mein se time mila to share karein gay zarur rose

            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

              Originally posted by sarah gemini View Post
              slam arz krt hun.......

              aap diary likhtay/likhti han.......ya rakhtay/rakhti han???......uss me se ap ne apni pasand share krni hai.........wo kisi ka comment b hosakta hai.......dost ki trf se miss u ka msg b ho skta hai......teacher ki janib se koi tareefi jumla b hoskta hai........kisi celebrity ka autograph b hoskta hai...koi lamhaati srguzasht b hoskti hai.......koi khushi ka lamha......ya gham ki gharri......

              ya koi shayrana intikhaab

              ab jo diary nae rakhtay.......apna dimagh/dil istimal kren....kisi ki ajnib se kuch kaha gya ho.....kuch achaa.....kuch khaas........share kijiye.....waiting

              waalikumaslam

              g main share kroon gi lakin abhi nahi:)
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • #22
                Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                Originally posted by lucky View Post
                waalikumaslam

                g main share kroon gi lakin abhi nahi:)
                kitna share karengi? 50-50? ;)

                Fall view from inside my car
                near my work place :)

                Comment


                • #23
                  Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                  Originally posted by MorningGlory View Post
                  Ub raaz faash huwa aap innay zaheen kioon ho. Khushi huwi aap kay baray main sun kar I mean parh kar.
                  Khush honay mein koi muzaika nahi he, aur aap khush he achi lagti hein :thmbup:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                    Originally posted by MorningGlory View Post

                    Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatahu

                    Waisay dairy main roz ki rudaad ya waqiaat to main nain kabhi naheen likhkhi albatta shairi apni aur doosron ki jo pasand aai aur kuch apni tahreerain jo kabhi chapwai naheen.

                    Shairi kub say likhni chor di ub dairy main apnay account yani hotmail waghaira kay aur password likhti hoon takay bhoolnay pay check kar sakoon.
                    :khi:bohat khoob. Aainda mein bhi aisa he kia karon ga :D:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                      Success depends upon staying power. The reason for failure in most cases is lack of perseverance.

                      Never measure the height of a mountain until you have reached the top. Then you will see how low it was.

                      A ship in the port is safe; but this is not what a ship is made for.

                      If we're growing, we're always going to be out of our comfort zone.
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                        Originally posted by MSA View Post
                        • There are two kinds of people, those that do the work and those that take the credit. Try to be in the first group, there is less competition there. - Indira Gandhi

                        • " One of the best message for mankind... "There is no market for Your sorrows.. so Never adverstise your Feelings.."
                        well last 1 is superb.infact every quote is superb....coz yeh essence han.....waiting 4 more....
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                          Originally posted by MorningGlory View Post
                          Ub raaz faash huwa aap innay zaheen kioon ho. Khushi huwi aap kay baray main sun kar I mean parh kar.


                          Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatahu

                          Waisay dairy main roz ki rudaad ya waqiaat to main nain kabhi naheen likhkhi albatta shairi apni aur doosron ki jo pasand aai aur kuch apni tahreerain jo kabhi chapwai naheen.

                          Shairi kub say likhni chor di ub dairy main apnay account yani hotmail waghaira kay aur password likhti hoon takay bhoolnay pay check kar sakoon.
                          ea subah ki azmat o riffat.......tum ko mera salam...well kurriye me ne b roz ki roodaad kabhi ane likhi........na hi maangi hai....
                          apki tehreerain........thats gud ..wud u like to share wid us???
                          zahir hai ab ap passwor tou share krne se rahinnn...isnt it??/
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Wa Alaikum Assalam

                            diary ab to khasay time se kabhi likhi nhin ..wessay daily routine wise likhnay ki aadat thi bhi nhin , haan kabhi koi baat , koi soch zehan mein aajatee to likhi hain bht....school college life mein college k magazine waghera mein sharte kar diya kar detay thay ...................................
                            us k elawa kai achhi poetry(ghazal, nazm , sh'r) waghera likhay ......but not in daily routine , kabhi kabhar ....

                            university mein aik bht achhay , sweet se classmate nay bara taweel sa autograph diya with a compliment ....... inshaALLAH agar ghar ki moving mein se time mila to share karein gay zarur rose

                            well thats graet Eshaa......iwish to hav a look on ur magzine sharings.......n ur poetry choice.....n autograph....lov:rose
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                              Originally posted by sarah gemini View Post
                              ea subah ki azmat o riffat.......tum ko mera salam...well kurriye me ne b roz ki roodaad kabhi ane likhi........na hi maangi hai....
                              apki tehreerain........thats gud ..wud u like to share wid us???
                              zahir hai ab ap passwor tou share krne se rahinnn...isnt it??/
                              Yeh jo aap ne likha he, yeh apni dairy se share kia he kia :D:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aap Ki Dairy Ka Ek Warq...

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Khush honay mein koi muzaika nahi he, aur aap khush he achi lagti hein :thmbup:

                                YAHHH u r really "zaheen":clap:
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X