Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Abba~Saas~Damad~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Abba~Saas~Damad~*~

    Assalamo allaikum

    Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

    ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

    SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

    DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

    to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

    hmmm sochne ki baat he

    Comment

    • #3
      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

      hmmm sochay ki baat hai.par app nay kesay soch liya hai?

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

      Comment

      • #4
        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

        Originally posted by MSA View Post
        hmmm sochne ki baat he
        Originally posted by *sher* View Post
        hmmm sochay ki baat hai.par app nay kesay soch liya hai?

        Mera dimagh hai
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

          LoLZ

          Maloom Parey tu Mujhay bhi Batana :p
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #6
            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

            Originally posted by Masood View Post
            Assalamo allaikum

            Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

            ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

            SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

            DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

            to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
            badleen hazar mosam rishtay naheen badaltay.. wesay masood bhai great :)
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

              Originally posted by La'hasil View Post
              LoLZ

              Maloom Parey tu Mujhay bhi Batana :p
              Tumhein to main haath pair dho ker btaoun ga (munh per haath phairtey huwey) :slap:

              Originally posted by aabi2cool View Post
              badleen hazar mosam rishtay naheen badaltay.. wesay masood bhai great :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                Originally posted by Masood View Post
                Assalamo allaikum

                Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

                ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

                SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

                DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

                to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:

                ku ni badal sakty ya teeno......after al ya bhi ensan hi hain ..or waqat ensan ko kab or kasy badal dy koi kuch ni kha skata

                Comment

                • #9
                  Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo allaikum

                  Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

                  ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

                  SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

                  DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

                  to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
                  By the way inkey elawa koi aisa laft hai Urdu mein jo aagey peechey dono janib sey parhney sey aik hi mafhoom dey????? :cc::cc::cc: Kahan hain Urdudaan????
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                    Originally posted by Masood View Post
                    Tumhein to main haath pair dho ker btaoun ga (munh per haath phairtey huwey) :slap:
                    Kaise Manhooooooooos Insaan Ho Mujhay Batatay Kia tumhare JaaN Jati hai [-(
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      Kaise Manhooooooooos Insaan Ho Mujhay Batatay Kia tumhare JaaN Jati hai [-(

                      :taubaktini ahmaq ho tum, jaan chali gaii to tumhein btaey ga kaun? Tumhara ...... (woh aukha sa lafz) :D
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                        Originally posted by Masood View Post
                        :taubaktini ahmaq ho tum, jaan chali gaii to tumhein btaey ga kaun? Tumhara ...... (woh aukha sa lafz) :D
                        Phir Perwah Nahin mujhay [-( Na Maloom Parey Tum tu nahin ho ga na bus :D :p
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          Phir Perwah Nahin mujhay [-( Na Maloom Parey Tum tu nahin ho ga na bus :D :p
                          main na raha to kya rah jaey gi tumhari hayati mein
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                            Originally posted by Masood View Post
                            main na raha to kya rah jaey gi tumhari hayati mein
                            LoLZ Sabhi Khuch :D :p
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              LoLZ Sabhi Khuch :D :p
                              tum to sach mein tota-chashm ho Amna - kahin tum yeh to nahin kehna chahta keh tumharey bin kuchh bhi nahin

                              Working...
                              X