Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Abba~Saas~Damad~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

    Originally posted by Masood View Post
    Assalamo allaikum

    Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

    ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

    SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

    DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

    to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
    kitna dimagh chalta hai apka
    :hehe:

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

      acha tu ya baat ha

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

        Originally posted by Masood View Post
        tum to sach mein tota-chashm ho Amna - kahin tum yeh to nahin kehna chahta keh tumharey bin kuchh bhi nahin
        LoLZ Pehli Baat Sahi hia :D :p
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

          kahan say copy kiya hai yeh sab...coz u ka apna dimaag tu itna kaam nahi ker sakta...:kr: :kr:


          waisay lafzon say kuch nahi hota...wo badlay ya na badlay...lakin loog badal jatay hain..

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

            Originally posted by Madiha kanwal View Post
            kitna dimagh chalta hai apka
            :hehe:
            lo is mein dimagh key chalney ki kya baat hai - main ney poochha hai koi aur lafz hai aisa jo right-left/left right sey parha jaey to aik hi mafhoom dey, jawab hai: ANNA :p


            Originally posted by Fari View Post
            acha tu ya baat ha
            Ji yeh baat aap ki aqaldani sey ooper wali hai :D
            Last edited by Masood; 25 February 2008, 17:26.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

              Originally posted by Masood View Post

              Ji yeh baat aap ki aqaldani sey ooper wali hai :D


              jao joa uncle u khabi aqal ki baat bhi kar liya karo :khi:

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                kahan say copy kiya hai yeh sab...coz u ka apna dimaag tu itna kaam nahi ker sakta...:kr: :kr:


                waisay lafzon say kuch nahi hota...wo badlay ya na badlay...lakin loog badal jatay hain..

                Arey yeh chhupkali ko bhi zukaam honey laga - jao jao dimaghon ki jang na karna - warna ................ main hi haroon ga - kyun keh larkiyon ka dimagh to kawwon jaisa hota hai :kr::kr::kr:


                @second part:
                You are right - yeh to just aisey hi main ney lafzon per ghaur kiya to ajeeb si coincedence mehsoos hui....
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                  Originally posted by Fari View Post
                  jao joa uncle u khabi aqal ki baat bhi kar liya karo :khi:
                  Fari beti main ney kaam ki baat ki to tumhari samajh mein nahin aaey gi, translator bulwati phiro gi phir bhi aqal shareef mein nahin aaey gi to jaa ker Arcade khailna shuru kar do gi :khi:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                    Originally posted by Masood View Post
                    Fari beti main ney kaam ki baat ki to tumhari samajh mein nahin aaey gi, translator bulwati phiro gi phir bhi aqal shareef mein nahin aaey gi to jaa ker Arcade khailna shuru kar do gi :khi:

                    :khi:app kam ki baat tab karen gay na jab ap kay pas dimag ho ga ap jain apnay hujray ma wahin raha karen:kr:jahan dimag ka use sab se kam hota ha:khi:

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                      Originally posted by Fari View Post
                      :khi:app kam ki baat tab karen gay na jab ap kay pas dimag ho ga ap jain apnay hujray ma wahin raha karen:kr:jahan dimag ka use sab se kam hota ha:khi:

                      OKAY will do it :(
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                        Originally posted by Masood View Post
                        OKAY will do it :(

                        notnaki kahin kay ab ap itnay achay kab se hogay kah meri tabiyadari karnaay bath gay sharafat se:tauba:kr:

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                          kia dimagh paya he ap ne:thmbup:wese bari door ki soojhi ap ko:khi:

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                            Originally posted by Masood View Post
                            Assalamo allaikum

                            Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

                            ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

                            SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

                            DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

                            to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
                            Yaar jitna tu seyaana he

                            tu kisi din bara ho ke zaroor choota aadmi banay ga :kr::kr::kr::kr:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                              Originally posted by hamzad View Post
                              kia dimagh paya he ap ne:thmbup:wese bari door ki soojhi ap ko:khi:
                              Yeh Dimagh hi tu hai Us kay Pass Aur khuch nahin :D
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                                Originally posted by hamzad View Post
                                kia dimagh paya he ap ne:thmbup:wese bari door ki soojhi ap ko:khi:
                                Kabhi Gharoor nahin kiya :eye:

                                Originally posted by La'hasil View Post
                                Yeh Dimagh hi tu hai Us kay Pass Aur khuch nahin :D
                                tumhein kya patah? :cc: tum ney kab meri talashi li keh merey paas "aur kuchh nahin" :khi:

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yaar jitna tu seyaana he

                                tu kisi din bara ho ke zaroor choota aadmi banay ga :kr::kr::kr::kr:
                                Jadoon bolein da apni besti karaein da - waisey sialKOTHI tumhein apni besti karwana achha lagta hai? Ya tumhara bhoosa hazam nahin hota? :khi:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X