Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Abba~Saas~Damad~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

    Mujhay Sab Pata hai :p
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #32
      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

      Originally posted by Masood View Post
      Jadoon bolein da apni besti karaein da - waisey sialKOTHI tumhein apni besti karwana achha lagta hai? Ya tumhara bhoosa hazam nahin hota? :khi:
      Yaar yeh meri mohabaat he tere saath jo mujay teri bisti ki taraf khainch laati he :kr::kr:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

        urdu ka aik lefz hay :shabash:is ko bhi ager ulat deya jae to same rehta hay

        Comment


        • #34
          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

          Originally posted by Masood View Post
          Assalamo allaikum

          Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

          ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

          SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

          DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

          to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
          RishtoN kay sath laf'fazi nahe karni chaheay sweet heart :rose, rishtay wazahat say ma'wara hotay hain...
          That's Enough...!!

          Comment


          • #35
            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

            Originally posted by naveed iqbal View Post
            urdu ka aik lefz hay :shabash:is ko bhi ager ulat deya jae to same rehta hay

            SHABASH - aap ko shabash milni chahiyey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              RishtoN kay sath laf'fazi nahe karni chaheay sweet heart :rose, rishtay wazahat say ma'wara hotay hain...
              Mehboob-Sanam mujhey bhi patah hai par kya karoon - lafzon ki khaal udhairna achha lagta hai .....
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                Originally posted by Masood View Post
                Mera dimagh hai
                acha main samjah ........................:donno:

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #38
                  Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo allaikum

                  Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:

                  ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:

                  SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:

                  DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)

                  to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:
                  waalaikumasalam...

                  kuch sumjh mein hi nahi aaya bhai... aisa kaun kaihta hai waise.. hum ne tu kabhi suna hi nahi...:donno:

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                    Originally posted by ummid View Post
                    waalaikumasalam...

                    kuch sumjh mein hi nahi aaya bhai... aisa kaun kaihta hai waise.. hum ne tu kabhi suna hi nahi...:donno:
                    Sunanay ko chooro
                    tum ne sahi perha he nahi :tauba
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                      Originally posted by Masood View Post
                      By the way inkey elawa koi aisa laft hai Urdu mein jo aagey peechey dono janib sey parhney sey aik hi mafhoom dey????? :cc::cc::cc: Kahan hain Urdudaan????

                      haan hai aur bhi aisay lafz.
                      Ek sher k saath

                      "taleem say jahel ki jahaalat na gaee
                      lafz nadan ko ultay bhi tu Nadan hi bana"

                      lafz "Nadan"
                      Last edited by Rosy; 26 February 2008, 08:39.

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                        Originally posted by Rosy View Post
                        haan hai aur bhi aisay lafz.
                        Ek sher k saath

                        "taleem say jahel ki jahaalat na gaee
                        lafz nadan ko ultay bhi tu Nadan hi bana"

                        lafz "Nadan"
                        Is se mere bhai ka naam bhi ban jata he ADNAN
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                          Originally posted by ummid View Post
                          waalaikumasalam...

                          kuch sumjh mein hi nahi aaya bhai... aisa kaun kaihta hai waise.. hum ne tu kabhi suna hi nahi...:donno:
                          :tauba Laazmi to nahin beti keh koi kahey hi to baat hoti hai, woh Chacha Ghalib ney kaha tha na:

                          Ham bhi mazmoon ki hawa baandhtey hain

                          to yeh mazmoon ki hawa bandhi thi :tauba



                          Originally posted by Rosy View Post
                          haan hai aur bhi aisay lafz.
                          Ek sher k saath

                          "taleem say jahel ki jahaalat na gaee
                          lafz nadan ko ultay bhi tu Nadan hi bana"

                          lafz "Nadan"

                          Waaaaah ri NADAN - waqiey mein tum ney choti ki baat nikali hai...
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Is se mere bhai ka naam bhi ban jata he ADNAN
                            Ab phir sey kahoon ga - ADNAN kitna sohna naam hai aur tumhar baar waldein ney chilli khaa li thi keh bol diya AA-MAR :p
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                              yah sab tinoo cheezay kiya hoti hain.. clear that.
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~*~Abba~Saas~Damad~*~

                                Aur lafz pesh karti hoon.

                                Naan

                                Dard

                                Ada

                                Moom

                                Muhim

                                Baab.

                                Comment

                                Working...
                                X