Assalamo allaikum
Amooman yeh kaha jata hai keh Walid, Saasein aur Damaad badal jatey hain ... magar yeh kaisey mumkin hai? Zara teenu lafzon key haroof per ghaur kijiyey:
ABBA (Urdu mein ALIF-BEY-BEY-ALIF - right sey left parho ya left sey right aik hi lafz aur aik hi mafhoom hai :eye:) isi tarha:
SAAS (urdu mein Seen-Alif-Seen - again left right - right left - aik hi lafz aik hi mafhoom ) - ab dekhiyey:
DAMAD (Urdu mein DAAL-ALIF-MEEM-ALIF-DAAL - right ho ya left - left ho ya right - aik hi lafz aik hi mafhoom)
to phir yeh teenu kaisey badal saktey hain????? :cc::cc:

Comment