Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bolay to URDU...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    ham yahin hain na Sumera dear. jahan tak hamara ilm kehta hai Shusta Urdu bolnay ka matlab hai bhot saaf lehje mein Urdu bolna...ab phir Rulez aitraz karen ge :blush: lakin hamain sahi samjh nahi aa rahi kese wazahat karen..Shusta ko aap Pure ya Neatness k maane mein le sakte ho jese Lakhnow walon ki misal di jati hai Shusta urdu bolne k liye.. yani zaban bolne k tamam asoolon per amal kiya jata hai.
    jab k Nastaleeq ko aasan lafzon mein keh sakte hain Gharri urdu. jis mein ham bhari bherkam Saqeel qisam k lafz istmaal kerte hain.

    Shusta aur Nastaleeq mein farq ye hai k shusta aik saad se rawan lehje ko kehte hain..
    * ye hamara mehdood ilm kehta hai lakin ham kisi Urdu daan se bhi es ki tasdeeq kerwaen ge jald he
    hmmm....shukriya pyari:blush: ....kuch kuch samajh aa gai...magar agar mazeed wazahat ho jaay to zaada khushi ho gi:eye:
    aur apki urdu to kamaal hay..:thmbup: .:D:
    shusta ka matlab poochha to nastaleeq nikal aaya aur ab hamien yeh s"aqeel" parayshaan kar raha hay:tauba
    ab iski bhi wazaahat kar dien:blush:
    * ji haan urdu daan ki urdu daani zaroor khulwaaiay:khi: ...hum jawaab k muntazir rahien gay:lpop:

    Comment


    • Re: Bolay to URDU...!!

      Panga paye ga to
      lag pata jaye ga :D :D

      Comment


      • Re: Bolay to URDU...!!

        Originally posted by <> View Post
        Panga paye ga to
        lag pata jaye ga :D :D
        :khi: Ap bhi ab panga lainay lagi hain Best of luck:comfort:

        Comment


        • Re: Bolay to URDU...!!

          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
          :lol achi mansooba bandi hai badla lene ki lakin kyun k aap bhi aik Party k serbrah hain es liye Wa'adey k poora hona zara mashkook lag raha hai :khi:
          Ghoor talab baat yeh he ke AIK syaasi leader ki sirf DO taangein hoti hein aur taangein khainchnay walay hazaar :tauba . Jub wo bechara kursi pe beth'ta he to kuch loog us ki kursi ki taangein khainchte hein aur kuch log us ki...wo bechara apni taangein bachahay ke chaker mein he rehta he ke aglay election aa jatay hein :tauba ub is mien syaasi leader ka kia kasoor :blush: syasi leader to aisa larka he nahi hota :kr:
          Last edited by Mr. Sialkoty; 30 April 2007, 06:00.
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Bolay to URDU...!!

            Originally posted by sumera View Post
            hmmm....shukriya pyari:blush: ....kuch kuch samajh aa gai...magar agar mazeed wazahat ho jaay to zaada khushi ho gi:eye:
            aur apki urdu to kamaal hay..:thmbup: .:D:
            shusta ka matlab poochha to nastaleeq nikal aaya aur ab hamien yeh s"aqeel" parayshaan kar raha hay:tauba
            ab iski bhi wazaahat kar dien:blush:
            * ji haan urdu daan ki urdu daani zaroor khulwaaiay:khi: ...hum jawaab k muntazir rahien gay:lpop:
            young lady.. Shusta hota hai muhazab aur saaf suthre lehje mein tazkeer o tanees ka khyal rakhte huwe koi zaban bolna. Saqeel ka matlab hota hai gharri ya jis ko ham log apni danist mein Mushkil Urdu kehte hain. jesi maulana Azad ya Sharar ki novlon mein likhi hoti hai. :)
            "All I have learned from Life is that I know nothing."




            Comment


            • Re: Bolay to URDU...!!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Ghoor talab baat yeh he ke AIK syaasi leader ki sirf DO taangein hoti hein aur taangein khainchnay walay hazaar :tauba . Jub wo bechara kursi pe beth'ta he to kuch loog us ki kursi ki taangein khainchte hein aur kuch log us ki...wo bechara apni taangein bachahay ke chaker mein he rehta he ke aglay election aa jatay hein :tauba ub is mien syaasi leader ka kia kasoor :blush: syasi leader to aisa larka he nahi hota :kr:
              dekha ker di na taqreer :lol pus sabit hua k aap asli Siyasi Leader ban gaye hain :khi:
              "All I have learned from Life is that I know nothing."




              Comment


              • Re: Bolay to URDU...!!

                Originally posted by sumera View Post
                :slap: ( :blush: ) ab hamien nastaleeq ka matlab maloom karnay k liay lala jee ka intizaar karna paray ga:embarasse
                aa jaoo lala jee k hamari kashti kinaaaray lagay
                yeh sila dia batanay ka :embarasse

                Originally posted by yellowsky View Post
                Aap ghalt Urdu kyun seykha rahey hien
                :cc: ghalti ki taseh bhi to ki jaiy aalam-panah
                That's Enough...!!

                Comment


                • Re: Bolay to URDU...!!

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  ye tareef hai kiya hamari Urdu dani ki :hhh: ya :blush:
                  ya :khi:

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  jab k Nastaleeq ko aasan lafzon mein keh sakte hain Gharri urdu.
                  mery khayal maiN to nastaleeq bhi usi zimn maiN istemal hota hai jis main shusta hota hai, :cc:
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • Re: Bolay to URDU...!!

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    ya :khi:
                    yani hamara khyal sahi nikla urra len mazak. :blush: kher mazak urrana patang urrane se behter he hota hai :lol



                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    y



                    mery khayal maiN to nastaleeq bhi usi zimn maiN istemal hota hai jis main shusta hota hai, :cc:
                    jahan tak hamara ilm kehta hai shusta kisi zaban ko rawani se bolne ko kehte hain jab k Nastaleeq classical urdu k liye estmaal hota hai. ho sakta hai ham ghalat hun but ab k jab ham Pak fone karen gey tou aik urdu dan se tasdeeq ker len gey.
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."




                    Comment


                    • Re: Bolay to URDU...!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      :cc: ghalti ki taseh bhi to ki jaiy aalam-panah
                      Shussta = Saaf

                      aur mey aalam-panah nahi hun...
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • Re: Bolay to URDU...!!

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        yani hamara khyal sahi nikla urra len mazak. :blush: kher mazak urrana patang urrane se behter he hota hai :lol
                        nahi maiN to YES ko ya keh raha thaa :khi:


                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        jahan tak hamara ilm kehta hai shusta kisi zaban ko rawani se bolne ko kehte hain jab k Nastaleeq classical urdu k liye estmaal hota hai. ho sakta hai ham ghalat hun but ab k jab ham Pak fone karen gey tou aik urdu dan se tasdeeq ker len gey.
                        mumkin hai theek ho kioN kay maiN to rasm-ul-khat kay hawalay say bayan kar'rha thaa :khi:, Inpage maiN tehreer kartay howay aik rasm-ul-khat hota hai noori nastaleeq jo kay bohot khobsorat hota hai aur wazeh aur saaf hota hai. mumkin hai kafi bana bana kar likhnay ki wajah say isay saqeel kay mani maiN he lia jaiy :cc:
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • Re: Bolay to URDU...!!

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          Shussta = Saaf

                          aur mey aalam-panah nahi hun...
                          theek hai aalam-panah :khi:
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • Re: Bolay to URDU...!!

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            nahi maiN to YES ko ya keh raha thaa :khi:
                            hmmm achha :embarasse

                            ** lakin ye "
                            YES ":na: boley tou Urdu :lol
                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            nahi maiN to YES ko ya keh raha thaa :khi:




                            mumkin hai theek ho kioN kay maiN to rasm-ul-khat kay hawalay say bayan kar'rha thaa :khi:, Inpage maiN tehreer kartay howay aik rasm-ul-khat hota hai noori nastaleeq jo kay bohot khobsorat hota hai aur wazeh aur saaf hota hai. mumkin hai kafi bana bana kar likhnay ki wajah say isay saqeel kay mani maiN he lia jaiy :cc:
                            ye bhi theek hai. ab tou hamain kisi se es ki tasdeeq keni he parre gi. chalo Lala ji ab Pak fone ker he dalo
                            "All I have learned from Life is that I know nothing."




                            Comment


                            • Re: Bolay to URDU...!!

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                              mumkin hai theek ho kioN kay maiN to rasm-ul-khat kay hawalay say bayan kar'rha thaa :khi:, Inpage maiN tehreer kartay howay aik rasm-ul-khat hota hai noori nastaleeq jo kay bohot khobsorat hota hai aur wazeh aur saaf hota hai. mumkin hai kafi bana bana kar likhnay ki wajah say isay saqeel kay mani maiN he lia jaiy :cc:
                              Originally posted by Gul-e-Lala View Post

                              ye bhi theek hai. ab tou hamain kisi se es ki tasdeeq keni he parre gi. chalo Lala ji ab Pak fone ker he dalo
                              Nastaleeq kehtey hein us rasmul khat ko jis mey persian likhi jati hai aur Hum ney Urdu key liye Nastaleeq yani farsi rasmul khat hi chun'na tha kyun key ye Urdu key liye ziada mauzoo hai

                              is key ilawa jis rasmul khat mey Arbi likhi jati hai ussey Naskh kehtey hein
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • Re: Bolay to URDU...!!

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                hmmm achha :embarasse

                                ** lakin ye "
                                YES ":na: boley tou Urdu :lol
                                woh to maiN nay jaan bojh kar likha tha :blush:

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                ye bhi theek hai. ab tou hamain kisi se es ki tasdeeq keni he parre gi. chalo Lala ji ab Pak fone ker he dalo
                                haan je tasdeeq karni paray gi

                                Originally posted by yellowsky View Post
                                Nastaleeq kehtey hein us rasmul khat ko jis mey persian likhi jati hai aur Hum ney Urdu key liye Nastaleeq yani farsi rasmul khat hi chun'na tha kyun key ye Urdu key liye ziada mauzoo hai

                                is key ilawa jis rasmul khat mey Arbi likhi jati hai ussey Naskh kehtey hein
                                laikin aalam-panah baz'auqat bolnay kayleay bhi nastaleeq istemal hota hai, lala bohot nastaleeq urdu bolti haiN :lpop:
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X