Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat kaisy kee jay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

    mere khayal mein yaha par aap ka right hai
    ke jo aap sochtey ho woh bila jhijhak explain aur share karo.

    agar hamesha yeh sochtey rahe ke dusra insaan kya kahe ga ya soche ga tou ho gaya kaam.

    har insaan ke apney nazriyat aur khayalat hotey hai aur woh dusro ke saath match karey yeh kabhi bhi zaroori nahi hota

    so in future iss topic par kuch mufeed kehne ko hua tou please usse share karey
    kya maloom hamrey hi kaam ki baat ho

    kya samjhe ?
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

      [quote=Khalil;377566]
      Originally posted by ADNAN.S View Post
      salaam....
      pehli baat yeh k muhobat ko sabit karne ki zaroorat nahin hoti...phir b aap ko saboot chaheye to main khud hoon iss ka sab se bara sabooot....i think k aap sab janti ho...k main kis saboot ki baat kar raha hooon phuphi g...[/quote]

      kuch saanoo V dasooo........................
      SALAAM... sirf itna he bataana pasand karoon ga k.....
      main pichle 8 saal se eik he larki ki muhobat main mubtala hooon...:lpop:

      Comment


      • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

        Originally posted by refreshing_breeze View Post
        samajhney ki koshish kar rahe hai
        iss ka jawab dey ge aap ko jaldi.
        :insha:

        Comment


        • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          Originally Posted by 'Sweet & Sour'





          Miss Saima Jo time pass hota hai wo mohabat nahien hoti aur jo mohabat hoti hai us main time pass nahien hota,,,Mohabat tu Sabir hoti hai,,,Mehrban hoti hai,,,wo apni behatri nahein chati,,usay doosron ka dhiyan rahta hai,,fikar rahti hai,,,Fard say lay ker muashray tak sirf mohabat hi nikhar aur sanwar paida kerti hai,,aur yeh itni mustaqil mizaj hoti hai k isay na sadion ka safar thakata hai aur na rawion ki badmizaji,,,Mohabat Hamain aik doosray ko yaad rakhnay main madad daiti hai..bardasht kernay aur muaf kernay ka hunar sikhati hai...aur agar aap ghor kerain is kainat k bnanay walay per tu wo bhi isi mohabat main ham say mahrbani ka rawiya rakhay hooway hai
          :jazak: buhat achy bhai i like it.

          Comment


          • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

            Originally posted by refreshing_breeze View Post
            shaid baat saari aapsi understanding ki hoti hai uss mein phir qurbani di bhi jaye tou shaid itni feel nahi hoti hai.
            kya insaan apni saari zindagi kissi ki yaad ke sahare guzar sakta hai? impossible tou nahi hai lekin mushkil zaroor hai.
            kuch baatein kehni bohat aasaan hoti hai lekin karni utni hi mushkil ho jaati hai.
            iss amal mein insaan kayi martaba toota hai bikhar jata hai.
            aur aisi surat mein sahara deney wala chahiye hota hai.
            jisse aap mohabbat karo usse agar paa lo tou ussey bari khushnassibi aur kya hogi.
            aur personaly mein bhi aisa hi chahu gi.
            ke jisse mein mohabbat karu woh mujhe mil jaye .
            yaadein sirf takleef ka baiss banti hai baad mein.
            agar mehboob ka na milna meaning nahi rakhta tou insaan majnu ki tarha kyu yaha waha ghumta hai ?
            aur phir agar mehboob nahi ho ga tou mohabbat kaha se hogi ?
            aap mujhe thora sa confuse lag rahe hai.
            sab sy pehli baat jo mery zehan main aai hay aap ka reply dekhny k baad k muhabat main mehboos sy aik tinka bee tuwakoo nahi rakhni chayee....

            aur muhabat hameesha yakk tarfa huti hay.....agla kary ya na karian...main to karta haun

            aur han confuse kiun?:lpop:

            Comment


            • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

              Originally posted by snobbish View Post
              aaj kal sachi mohabaat bhuat kaam hi hoti hai .....log ek ko pakrte hain dosri ghar par hoti hai tesri ko pata rae hote hain.....1 tieer se 10 10 sikhaar karte hain .....phele log na samaj hote the abb samjdaar ho gae hain ....... abb multi mohabaat hoti hai
              mujy yakeen nahi araha hay k snoby tum ny aisa reply kia great yaar

              Comment


              • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                Originally posted by شاھین View Post
                @Mohabbat!

                kehna ko tu boht kuch hai but i know boht sai dosto ko bura laga ga bcoz muhabat ek aesa mozoh hia jis mai her kisie ka apna apna experience hai ab lazim nahi kai yeh experience khud mohabat karkai gain kiy jaye .waisay kisie nai theeeek kaha hai .
                Every Thing is fair in Love & war :rose
                Muhabat kisie ko asani sai mil jati hai or koi pagal hojata hia pecha .
                waisay now a days Mohabat kai woh meaning nahi raha jo past mai tha .boht kam jagah payejata hai.
                at last i will just say .
                bE CAREFULL LOVE HURTS SOME TIME


                :tauba to apna apna tarajba hee to biyan karna hay..............

                Comment


                • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  mere khayal mein yaha par aap ka right hai
                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  ke jo aap sochtey ho woh bila jhijhak explain aur share karo.

                  agar hamesha yeh sochtey rahe ke dusra insaan kya kahe ga ya soche ga tou ho gaya kaam.

                  har insaan ke apney nazriyat aur khayalat hotey hai aur woh dusro ke saath match karey yeh kabhi bhi zaroori nahi hota

                  so in future iss topic par kuch mufeed kehne ko hua tou please usse share karey
                  kya maloom hamrey hi kaam ki baat ho

                  kya samjhe ?

                  Jo b hu aap ny yehan lazmi aana hay
                  kia samjy?

                  Comment


                  • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                    Originally posted by ADNAN.S View Post
                    [
                    SALAAM... sirf itna he bataana pasand karoon ga k.....
                    main pichle 8 saal se eik he larki ki muhobat main mubtala hooon...:lpop:
                    :jazak: :insha: :alhamd: :masha
                    Last edited by ; 29 March 2007, 19:46.

                    Comment


                    • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                      Originally posted by Khalil View Post
                      sab sy pehli baat jo mery zehan main aai hay aap ka reply dekhny k baad k muhabat main mehboos sy aik tinka bee tuwakoo nahi rakhni chayee....

                      aur muhabat hameesha yakk tarfa huti hay.....agla kary ya na karian...main to karta haun

                      aur han confuse kiun?:lpop:

                      yeh expectation bohat kharab cheez hoti hai.
                      bohat martaba na chahtey hue bhi insaan dusrey se expect karna shuru kar deta hai , aur dusra uss ki expectations pe pura na utre tou dil pe ley leta hai.
                      waise insaan zindagi mein dusre se jitna kamm expect karey ga utna khush rahe ga.
                      sab achey aur mufeed kaam hamesha mushkil kyu hote hai ?

                      ab mujhe nahi maloom ke yeh baat aap kis experience ki base pe keh rahe hai?
                      "muhabbat hamesha yak tarfa hoti hai"
                      yeh baat ki hai ya sidha pathar utha kar mara hai.


                      yaad rakhiye hamesha tou bohat kuch nahi hota hai .

                      jo baat do tok karni chahiye woh kartey nahi hai (kaddam barhaiye)
                      dusrey se keh kar tou dekhey , kya maloom mohabbat do tarfa ho?


                      mohabbat kartey hai tou acha kartey hai
                      lekin aap ko nahi lagta ke yeh ek tarfa mohabbat thori si bewakufi wala kaam hai , apne liye khud ek saza hai.


                      khalil insaan jab practical life mein kaddam rakhta hai tou bohat saari baatein dhari ki dhari reh jaati hai, aur aap bhi kab tak yak tarfa mohabbat kartey rahe gey?
                      :rose Refreshing_breeze :rose

                      Comment


                      • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                        Originally posted by refreshing_breeze View Post
                        yeh expectation bohat kharab cheez hoti hai.
                        bohat martaba na chahtey hue bhi insaan dusrey se expect karna shuru kar deta hai , aur dusra uss ki expectations pe pura na utre tou dil pe ley leta hai.
                        waise insaan zindagi mein dusre se jitna kamm expect karey ga utna khush rahe ga.
                        sab achey aur mufeed kaam hamesha mushkil kyu hote hai ?

                        ab mujhe nahi maloom ke yeh baat aap kis experience ki base pe keh rahe hai?
                        "muhabbat hamesha yak tarfa hoti hai"
                        yeh baat ki hai ya sidha pathar utha kar mara hai.


                        yaad rakhiye hamesha tou bohat kuch nahi hota hai .

                        jo baat do tok karni chahiye woh kartey nahi hai (kaddam barhaiye)
                        dusrey se keh kar tou dekhey , kya maloom mohabbat do tarfa ho?


                        mohabbat kartey hai tou acha kartey hai
                        lekin aap ko nahi lagta ke yeh ek tarfa mohabbat thori si bewakufi wala kaam hai , apne liye khud ek saza hai.
                        right said :clap:
                        khalil insaan jab practical life mein kaddam rakhta hai tou bohat saari baatein dhari ki dhari reh jaati hai, aur aap bhi kab tak yak tarfa mohabbat kartey rahe gey?
                        Khalil broo .... :cc:

                        Comment


                        • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                          Originally posted by شاھین View Post
                          right said :clap:

                          Khalil broo .... :cc:
                          aap kis soch mein par gaye hai ?
                          khalil bhi tou insaan hai
                          aur agar woh kissi se mohabbat kartey hai tou ghalat kya hai?

                          so shaheen pareshaan mat hoo aur agar koi kaam ki baat hai tou please share karey.
                          :rose Refreshing_breeze :rose

                          Comment


                          • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                            Originally posted by refreshing_breeze View Post
                            aap kis soch mein par gaye hai ?
                            khalil bhi tou insaan hai
                            aur agar woh kissi se mohabbat kartey hai tou ghalat kya hai?
                            aray nahi yeh baat nahi ..mai tu yeh soch raha ho kai Khalil bhai b kya kehna sai darta hai :mm: ...... mai tu yeh soch raha tha
                            so shaheen pareshaan mat hoo aur agar koi kaam ki baat hai tou please share karey.
                            kaam ki baat hmm let me think :cc:.. hoi tu zaroor share karonga :)

                            Comment


                            • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                              Originally posted by شاھین View Post
                              aray nahi yeh baat nahi ..mai tu yeh soch raha ho kai Khalil bhai b kya kehna sai darta hai :mm: ...... mai tu yeh soch raha tha

                              kaam ki baat hmm let me think :cc:.. hoi tu zaroor share karonga :)

                              mere khayal mein izhaar un ke liye mushkil ho raha hai.
                              :rose Refreshing_breeze :rose

                              Comment


                              • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                                lekin us ne to izhaar ker diya...bhool gaein aap :bwink:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X