Re: Muhabbat kaisy kee jay?
her chez achi huti hay ager...humain achi lagy too...werna to her chez ka acha lagna ? aisa hu hee nahi sakta.
han bilkul theek kaha yeh to reallity hian k hum expect ker laity hian aur kabi kabi balky her martaba.....Moun kee hee khani parhti hay...
KHush rahin...
sab achey aur mufeed kaam hamesha mushkil kyu hote hai ?
Bilkul aur mera to es per Eman hay jis per jitni ziyada takleefain aur musibatain aati hian Khuda os kee azmat aur buland ker daita hay....
aur esi liy Sukrat aur Arastoo ny hee Osi shakas ko Hero kaha hay jo charater mian taragic hu......aur jaisa k aap janti hian k Hazrat Muhammad PHUBaur Hazrat Imam Hussian ALYSLAM her sab sy ziyada takleefain ai hian muhabat main lakin wo esi liy to azeem hain....
wakee aap ko maloom nahi ager huta to yeh na likhti...................
Absulotily right...........main muhabat kerta hun kisi sy aur os ka jawab kiun mangooooo os sy??? tell mee???
shaid donoo
Muhabat hamesha sy hy aur rahy gee.....
aap theek kehty hu main muhabat main ezhar ka kail hun jab ezhar nahi to muhabat bee nahi..........lakin ager jawab han main mily ya naa main koi farak nahi parhna chayee...
ary janaba yeh sza hee to muhabat hay..........eshak main jalna hee asal chez hay na k osy hasil ker laina....
her kaam practical hee huta hay mager os k liy home work aur theory chayee.....aur theory achi hay to sab kaam hu jana hay chayee koi reallity hu ya na hu..................................
jab tak..........mujy muhabat hay...................:insha:
Originally posted by refreshing_breeze
View Post
bohat martaba na chahtey hue bhi insaan dusrey se expect karna shuru kar deta hai , aur dusra uss ki expectations pe pura na utre tou dil pe ley leta hai.
waise insaan zindagi mein dusre se jitna kamm expect karey ga utna khush rahe ga.
sab achey aur mufeed kaam hamesha mushkil kyu hote hai ?
aur esi liy Sukrat aur Arastoo ny hee Osi shakas ko Hero kaha hay jo charater mian taragic hu......aur jaisa k aap janti hian k Hazrat Muhammad PHUBaur Hazrat Imam Hussian ALYSLAM her sab sy ziyada takleefain ai hian muhabat main lakin wo esi liy to azeem hain....
ab mujhe nahi maloom ke yeh baat aap kis experience ki base pe keh rahe hai?
"muhabbat hamesha yak tarfa hoti hai"
yeh baat ki hai ya sidha pathar utha kar mara hai.
yaad rakhiye hamesha tou bohat kuch nahi hota hai .
jo baat do tok karni chahiye woh kartey nahi hai (kaddam barhaiye)
dusrey se keh kar tou dekhey , kya maloom mohabbat do tarfa ho?
dusrey se keh kar tou dekhey , kya maloom mohabbat do tarfa ho?
mohabbat kartey hai tou acha kartey hai
lekin aap ko nahi lagta ke yeh ek tarfa mohabbat thori si bewakufi wala kaam hai , apne liye khud ek saza hai.
lekin aap ko nahi lagta ke yeh ek tarfa mohabbat thori si bewakufi wala kaam hai , apne liye khud ek saza hai.
khalil insaan jab practical life mein kaddam rakhta hai tou bohat saari baatein dhari ki dhari reh jaati hai, aur aap bhi kab tak yak tarfa mohabbat kartey rahe gey?
jab tak..........mujy muhabat hay...................:insha:
Comment