Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat kaisy kee jay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

    Originally posted by moomo View Post
    yes u r right...i m agree with u:zuban:
    ary ary
    apny apny dill kee baat huti hay...........................apni feeling biyan karian masood bhai kee nahi:wk

    Comment

    • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      yaar ager aisi baat he to tu yeh risky kaam kerta he kyoon he :lol
      lakin yaar kabi kabi DUNKY kee b lagani parti hay....Unaan k border per.:wk

      Comment

      • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

        [quote=ADNAN.S;377315]salaam....
        pehli baat yeh k muhobat ko sabit karne ki zaroorat nahin hoti...phir b aap ko saboot chaheye to main khud hoon iss ka sab se bara sabooot....i think k aap sab janti ho...k main kis saboot ki baat kar raha hooon phuphi g...[/quote]

        kuch saanoo V dasooo........................

        Comment

        • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          Agree with you .......... dont deny ....... manti hoon mohabbat hai ........ magar yeh mohabbat her insan ke bass ki baat nahi ......... aaj bhi log mohabbat kertey hain aur wesi hi sachi mohabbat kertey hain magar ab log zada practical aur realistic ho gayeh hain, jahan mohabbat ki khatir sacrifice kerne ka waqt aata hai to ounhein apna mufat pehley nazar aata hai ....... yun keh lo aaj bhi log mohabbat kertey hain magar osu ke mayaar per poora nahi outartey ... to phir aisi mohabbat Time pass hi huwi na :)
          yeh b theek ha.:comfort:

          Comment

          • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

            Originally posted by Khalil View Post
            yeh b theek ha.:comfort:

            yeh aap kaise keh saktey ho ke yeh statement theek hai.
            aisa kissi hadd tak theek ho sakta hai leking100% nahi.
            bohat se loog aaj bhi sacrifice kartey hai
            love without any condition aaj bhi mojud hai.
            kya samjhe ?
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment

            • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

              Originally posted by refreshing_breeze View Post

              Yeh bee theek hay......................

              lakin jo loag love kerty hian pher unain osy jitany kee kia zaroort.....
              aur muhabat qurbaani mangti hay lazmi os k baghair muhabat hay hee nahi aur shaid qurbani ka dosra naam hee muhabat hay.
              Jo meeloon safar ker k aaty hian....aur aagy weerana mily....to kia hay...kiaa yeh muhabat nahi hay..............?
              kia muhabat wohi hay jis main mehboob mil jay?

              mery khiyal main muhabat main mehboob ka milna koi mahni nahi rakhta....
              asal chez to muhabaat hay mehboob nahi...........
              kia samjy?

                samajhney ki koshish kar rahe hai
                iss ka jawab dey ge aap ko :insha: jaldi.
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment

                • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                  Originally Posted by 'Sweet & Sour'
                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  sahi kaha .... magar kitabon mei ........ jinhein likhney waley musanif sirf khayalon mei mohabbat kertey hain yaan filmon mei jahan actors ko mohabat kerne aur nibhaney ke bhi paisey diyeh jatey hain

                  haqeeqi zindagi mei aisi kisi chiz ka koi wajood nahi

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  Agree with you .......... dont deny ....... manti hoon mohabbat hai ........ magar yeh mohabbat her insan ke bass ki baat nahi ......... aaj bhi log mohabbat kertey hain aur wesi hi sachi mohabbat kertey hain magar ab log zada practical aur realistic ho gayeh hain, jahan mohabbat ki khatir sacrifice kerne ka waqt aata hai to ounhein apna mufat pehley nazar aata hai ....... yun keh lo aaj bhi log mohabbat kertey hain magar osu ke mayaar per poora nahi outartey ... to phir aisi mohabbat Time pass hi huwi na :)
                  Miss Saima Jo time pass hota hai wo mohabat nahien hoti aur jo mohabat hoti hai us main time pass nahien hota,,,Mohabat tu Sabir hoti hai,,,Mehrban hoti hai,,,wo apni behatri nahein chati,,usay doosron ka dhiyan rahta hai,,fikar rahti hai,,,Fard say lay ker muashray tak sirf mohabat hi nikhar aur sanwar paida kerti hai,,aur yeh itni mustaqil mizaj hoti hai k isay na sadion ka safar thakata hai aur na rawion ki badmizaji,,,Mohabat Hamain aik doosray ko yaad rakhnay main madad daiti hai..bardasht kernay aur muaf kernay ka hunar sikhati hai...aur agar aap ghor kerain is kainat k bnanay walay per tu wo bhi isi mohabat main ham say mahrbani ka rawiya rakhay hooway hai
                  Last edited by sccorpion81; 29 March 2007, 09:04.
                  sigpic

                  Comment

                  • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                    Originally posted by Khalil View Post
                    Yeh bee theek hay......................

                    lakin jo loag love kerty hian pher unain osy jitany kee kia zaroort.....
                    aur muhabat qurbaani mangti hay lazmi os k baghair muhabat hay hee nahi aur shaid qurbani ka dosra naam hee muhabat hay.
                    Jo meeloon safar ker k aaty hian....aur aagy weerana mily....to kia hay...kiaa yeh muhabat nahi hay..............?
                    kia muhabat wohi hay jis main mehboob mil jay?

                    mery khiyal main muhabat main mehboob ka milna koi mahni nahi rakhta....
                    asal chez to muhabaat hay mehboob nahi...........
                    kia samjy?
                    shaid baat saari aapsi understanding ki hoti hai uss mein phir qurbani di bhi jaye tou shaid itni feel nahi hoti hai.
                    kya insaan apni saari zindagi kissi ki yaad ke sahare guzar sakta hai? impossible tou nahi hai lekin mushkil zaroor hai.
                    kuch baatein kehni bohat aasaan hoti hai lekin karni utni hi mushkil ho jaati hai.
                    iss amal mein insaan kayi martaba toota hai bikhar jata hai.
                    aur aisi surat mein sahara deney wala chahiye hota hai.
                    jisse aap mohabbat karo usse agar paa lo tou ussey bari khushnassibi aur kya hogi.
                    aur personaly mein bhi aisa hi chahu gi.
                    ke jisse mein mohabbat karu woh mujhe mil jaye .
                    yaadein sirf takleef ka baiss banti hai baad mein.

                    agar mehboob ka na milna meaning nahi rakhta tou insaan majnu ki tarha kyu yaha waha ghumta hai ?
                    aur phir agar mehboob nahi ho ga tou mohabbat kaha se hogi ?

                    aap mujhe thora sa confuse lag rahe hai.
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment

                    • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                      aaj kal sachi mohabaat bhuat kaam hi hoti hai .....log ek ko pakrte hain dosri ghar par hoti hai tesri ko pata rae hote hain.....1 tieer se 10 10 sikhaar karte hain .....phele log na samaj hote the abb samjdaar ho gae hain ....... abb multi mohabaat hoti hai

                      Comment

                      • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                        Originally posted by snobbish View Post

                          Baqi sab tu theek hai ...

                          Jahan tak k mera experience hai Achi yadain kabhi bhi takleef ka sabab nahien bantien...wo tu aap ki zindagey ka samaya hoti hain
                          sigpic

                          Comment

                          • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            Baqi sab tu theek hai ...

                            Jahan tak k mera experience hai Achi yadain kabhi bhi takleef ka sabab nahien bantien...wo tu aap ki zindagey ka samaya hoti hain

                            phir tou experience apna apna hua na.
                            baki sab ke saath yeh bhi theek hai.
                            jo shakhs aap se bichar jaye kissi bhi wajah se kabhi na kabhi uss ki koi na koi yaad aap ki aankh mein aansoo ka baiss bann sakti hai.
                            tou aisa hone se kuch der ki liye hi sahi takleef ke daur se guzro ge na.
                            :rose Refreshing_breeze :rose

                            Comment

                            • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                              Originally posted by refreshing_breeze View Post
                              phir tou experience apna apna hua na.
                              baki sab ke saath yeh bhi theek hai.
                              jo shakhs aap se bichar jaye kissi bhi wajah se kabhi na kabhi uss ki koi na koi yaad aap ki aankh mein aansoo ka baiss bann sakti hai.
                              tou aisa hone se kuch der ki liye hi sahi takleef ke daur se guzro ge na.
                              hmmm
                              sigpic

                              Comment

                              • Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                                @Mohabbat!
                                kehna ko tu boht kuch hai but i know boht sai dosto ko bura laga ga bcoz muhabat ek aesa mozoh hia jis mai her kisie ka apna apna experience hai ab lazim nahi kai yeh experience khud mohabat karkai gain kiy jaye .waisay kisie nai theeeek kaha hai .
                                Every Thing is fair in Love & war :rose
                                Muhabat kisie ko asani sai mil jati hai or koi pagal hojata hia pecha .
                                waisay now a days Mohabat kai woh meaning nahi raha jo past mai tha .boht kam jagah payejata hai.
                                at last i will just say .
                                bE CAREFULL LOVE HURTS SOME TIME

                                Comment

                                Working...
                                X