Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat kaisy kee jay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Muhabbat kaisy kee jay?

    Originally posted by snobbish View Post
    yaar tuje b mohbaat ke bare mien pata hai :(
    tu ker ke dekh...lug pata na gaya to mujay kehna :D
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Muhabbat kaisy kee jay?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      tu ker ke dekh...lug pata na gaya to mujay kehna :D

      yaar tere se tu mera janmoo janmo ka naata hai tu mien majnoo hoon tu meri laila ..............:D

      Comment

      • #33
        Re: Muhabbat kaisy kee jay?

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        jo baatein aap ne ki hein, un se to yahi lagta he ke aap bhi isi field mein he...ok no offense...maybe aap theek keh rahi hoon aur meri assessment ghalat ho...anyways khoob kahi aap ne ke izhaar insaan ko khud kerna chahiye

        dekho munda sialkoti mohabbat mohabbat hoti hai
        apne family members se karo
        friends se karo
        ya phir opposite gender se karo
        mohabbat ka meaning change nahi hota teeno surto mein
        mohabbat kabhi bhi sirf woh nahi hoti jo aap kissi larki ya larke se karte ho
        agar aisa hota tou jin loogo ko kabhi mohabbat nahi hui tou kya woh sire se iss jazbe se aari hai
        ya kissi aur rishtey mein bhi mohabbat ka jazba rawaa nahi rakhtey.
        iss liye meri uss line ho highlight karna bilkul bekaar laga hai hume
        thank u
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment

        • #34
          Re: Muhabbat kaisy kee jay?

          :cc:
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment

          • #35
            Re: Muhabbat kaisy kee jay?

            Originally posted by refreshing_breeze View Post

            Well...i think hum yahan un cheezon ko consider he nahi kerte jo understood hotay hein...khalil ka dimaag nahi chala hua ke wo loogon se yeh jananay ki kooshish karay ke hum apnay parents se kitni mohabat kerte hein, behan bhaiyon se kitni mohabat kerte hein...blah blah...yahan is forum pe ager mohabat ki baat ho gi to so in sense opposite gender se mohabat ki baat ho gi...aur aap ko apna viewpoint bhi usi hisaab se present kerna ho ga...hope u get me.
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: Muhabbat kaisy kee jay?

              Originally posted by snobbish View Post
              yaar tere se tu mera janmoo janmo ka naata hai tu mien majnoo hoon tu meri laila ..............:D
              lagta he yeh post tu ne tangein ouper ker ke aur ser neechay ker ke ki...sub kuch ulta keh gaya :tauba
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Well...i think hum yahan un cheezon ko consider he nahi kerte jo understood hotay hein...khalil ka dimaag nahi chala hua ke wo loogon se yeh jananay ki kooshish karay ke hum apnay parents se kitni mohabat kerte hein, behan bhaiyon se kitni mohabat kerte hein...blah blah...yahan is forum pe ager mohabat ki baat ho gi to so in sense opposite gender se mohabat ki baat ho gi...aur aap ko apna viewpoint bhi usi hisaab se present kerna ho ga...hope u get me.
                khalil kya kehna chah rahe hai usse hum bakhubi samjhtey hai
                mere khayal mein uss ka zikar hum pehle kar chuke hai
                aap ney ghor se parha nahi hai shaid
                baki jo tafseel di hai aap ki assessment ke hawaley se thi
                i hope you got the right point now.
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment

                • #38
                  Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  lagta he yeh post tu ne tangein ouper ker ke aur ser neechay ker ke ki...sub kuch ulta keh gaya :tauba

                  yaar esa tu bilkul nahi tha .......:D

                  yaar wese ek baat bata kehte hain mohabaat andi hoti hai ...jis ko khud nazar nahi ata vo hum ko kiya khaak rashta deakyi gi ........

                  tu ye statement ghalat hoi na ke mohabaat andii hoti hai :D

                  Comment

                  • #39
                    Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                    Originally posted by refreshing_breeze View Post
                    khalil kya kehna chah rahe hai usse hum bakhubi samjhtey hai
                    mere khayal mein uss ka zikar hum pehle kar chuke hai
                    aap ney ghor se parha nahi hai shaid
                    baki jo tafseel di hai aap ki assessment ke hawaley se thi
                    i hope you got the right point now.
                    well...i just emphasised on one point jis mein aap ne kaha ke aap mohabat ki field ki khilari nahi...since its not a surprising point for me. ok boss, ager muj se koi ghalti hui to moaafiun :salam:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                      Originally posted by snobbish View Post
                      yaar esa tu bilkul nahi tha .......:D

                      yaar wese ek baat bata kehte hain mohabaat andi hoti hai ...jis ko khud nazar nahi ata vo hum ko kiya khaak rashta deakyi gi ........

                      tu ye statement ghalat hoi na ke mohabaat andii hoti hai :D
                      mohabat andhi hoti to sirf andhon ko he hoti...samaj aai ke agli bhi gai :comfort:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        well...i just emphasised on one point jis mein aap ne kaha ke aap mohabat ki field ki khilari nahi...since its not a surprising point for me. ok boss, ager muj se koi ghalti hui to moaafiun :salam:

                        YAAR I KNOW TU SAMAJ GIYA HAI KE DEWAAR SE SIR POORDNE SE CHOUAAT MUJE HI LAGE GI .....:khi:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                          Originally posted by snobbish View Post
                          YAAR I KNOW TU SAMAJ GIYA HAI KE DEWAAR SE SIR POORDNE SE CHOUAAT MUJE HI LAGE GI .....:khi:
                          haan ager mein dewaar se apna ser phooron ga to choot tujay he lagay gi :zuban:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                            Jis Tarha k Khalil nay question kia hai ya kaha hai k wo log jin koee mushkil ya koee swal ho un k zahan main wo yahan sawal kerain un ko PG k members Jawab dainay ki koshish kerain gay

                            Agar koee kisi ko bhot piyar kerta ho laikin us k pass alfaz na hoon us ki chahat ka izhar kernay k liey ya us main itni himat hi na ho aur us k izhar na kernay say us ki mohabat us say bichar bhi sakti hai tu phir banda kia keray ????
                            sigpic

                            Comment

                            • #44
                              Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              mohabat andhi hoti to sirf andhon ko he hoti...samaj aai ke agli bhi gai :comfort:

                              abyee tu mohsabat karne wale esa kyun bolte hain ke mohabaat andhi hoti hai ...kiya vo mohabaat karne ke baad andhee ho jate hain un ki aankihen kiya uloo le jata hai :D

                              Comment

                              • #45
                                Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                haan ager mein dewaar se apna ser phooron ga to choot tujay he lagay gi :zuban:

                                Yaar plss ek baar try kar mien dekahna chata hoon ke jub tu dewaar se apna sir poordta hai tu muje chouaat lagti hai ke nahi ....try kar plsss :D

                                Comment

                                Working...
                                X