Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat kaisy kee jay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Muhabbat kaisy kee jay?

    Dosto ty Dostnioo,:salam:
    Kuch logon ko to muhabbat aik pall main hu jati hay,:wk aur kuch loag muhabbat k liy tarasty rehty hain.
    Jin logon ko muhabbat hu jati hay ya jinain pata huta hay k muhabat kaisy kee jati hay wo to buhat hee khush naseeb huty hain.:ghug:

    Lakin jin ko muhabat k bary main pata nahi huta. :tauba ya pher jo loag muhabat nahi karty. ya jo loag sharmaty hain Ezhar k liy...Un ka kia karian?:mm:

    aur Dosto yehan es thread main hum ny Un logon kee Help karni hay:hathora :slap: . aur unain wo tareeky batany hain k Jin sy wo apny Lover ko kuch keh saky.aur un main ahtimad ajay.
    Ya pher wo khudh yehan aker apna masla biyan kar dian k mujy yeh mushkal paish arai hay..K main kia karoN?:donno:

    Hum sab ny mil kar os ka hal talash kerna hay wo es liy ...:dua

    Koi kisi sy bichar na jay........ ..........KoiN k aaj Koi bichar gia hay.:embarasse

  • #2
    Re: Muhabbat kaisy kee jay?

    Originally posted by Khalil View Post

    loo Jee love Guru Hazir hogaye hain
    tu Khalil bhai thread aap ka acha hai nice ...
    hahaha bro aap ki is baat per boht hansi aye kai muhabat ka tareka nahi ata ho :kr:
    Khalil bro Muhabat ka tareka ....alag si baat hai khair her insan ki apni soch hoti hai ....
    well tu sajno te sajniyoo ....hum nai kabhi kii nahi hia per shukar hai kafi experience hia .
    kafi masla hal kiy hai
    chalain ab sub pyar muhabat kai qaidi tashreef layen and apna apna maslai bayan karain ....agar kisie ko yahan bayan karta hoa dar lagta hai tu woh indirectly baat kar sakta hai yah Mujhay pm kar dain mai on ka masla indirectly on ka nam bataye baghair yahan post kar donga or phir sub gurus or per ghoor karenga ....
    so lets goooooooooo
    dekhta hai pehla masla kin ka ata hai kon hia
    woh lucky Member :salam:

    Comment

    • #3
      Re: Muhabbat kaisy kee jay?

      Originally posted by شاھین View Post

      Thanks Brother.......chalin aap kee sorat main mujy aik CONSULTANT to mil gia hay

      Comment

      • #4
        Re: Muhabbat kaisy kee jay?

        khalil aap ka yeh thread meri nazaar se guzra tou socha iss mein participate karu.
        mohabbat ki field mein khilari tou nahi hoo lekin duniya tou dekhi hai.
        agar mein kuch ghalat keh jaoo tou uss ke liye advance mein sorry kehtey hai .
        lekin yeh tou har insaan ka apna nazriya hai na jo uss ne iss thread mein share karna hai.
        waise hume iss baat ka bohat afsoos hai ke koi bichar gaya hai.
        so lets start

        mohabbat ka mil jana ya iss ka ho jana tou sab kismat ki baat hoti hai.
        mohabbat kya hai ?
        shaid kissi ko apney se ziyada chahna , ehmiyat dena, khayal rakhan, ghaltiyo ko nazar andaaz kar dena , apni khushi se ziyada uss ki khushi ke pure hone ki aarzoo karna. etc

        mohabbat ek aisa jazba hai jo insaan ke andar se uthta hai
        yeh khud hi apne hone ka ehsaas dilata hai.

        woh loog jo izhar karney se sharmatey hai ya kar hi nahi paatey unhe khud se apne andar aetemaad peda karna parey ga because yeh woh cheez hai jo aap ko bazar mein nahi mile gi.
        jab pyaar karney ki himmat kar hi li hai tou ek kadam aur sahi.

        hosley ke liye zaroori hai ke aap apney dil ka haal kissi bohat apney se share karey aur phir uss person ka kaam hai ke apni baato se aap ke andar himmat ki doze undeley.
        jitna aap sochey ge kaam utna hi aap ke liye mushkil hota jaye ga.
        izhar kaise kiya jaye
        uss mein iss lehaaz se aasaani ho sakti hai agar aap uss person ke barey mein jaantey hai means ke woh kis nature ka hai . kis baat ko samajh jaye ga ya kis baat se naraaz ho sakta hai etc.

        waise izhaar chahe jaise karey par khud hi karey kissi se kabhi bhi na kehlwaye.
        so wish u all the best.

        :rose
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment

        • #5
          Re: Muhabbat kaisy kee jay?

          khalil aap ka yeh thread meri nazaar se guzra tou socha iss mein participate karu

          Shuker hay aap ny bee hamary thread main KADDAM RANJA farmaya.

          .
          mohabbat ki field mein khilari tou nahi hoo lekin duniya tou dekhi hai.
          kia aap ko khudh muhabat hui hay?

          agar mein kuch ghalat keh jaoo tou uss ke liye advance mein sorry kehtey hai .
          Moaaf kia

          lekin yeh tou har insaan ka apna nazriya hai na jo uss ne iss thread mein share karna hai.
          gee han bilkul

          waise hume iss baat ka bohat afsoos hai ke koi bichar gaya hai.
          so lets start
          Koi apna hee bichar gia hay

          mohabbat ka mil jana ya iss ka ho jana tou sab kismat ki baat hoti hai.
          kisi hadd tak kismat huti hay.

          mohabbat kya hai ?
          shaid kissi ko apney se ziyada chahna , ehmiyat dena, khayal rakhan, ghaltiyo ko nazar andaaz kar dena , apni khushi se ziyada uss ki khushi ke pure hone ki aarzoo karna. etc
          excellent..........yeh kitab main parha huga?
          mohabbat ek aisa jazba hai jo insaan ke andar se uthta hai
          yeh khud hi apne hone ka ehsaas dilata hai.
          yeh to theek hee kaha hay U ny.

          woh loog jo izhar karney se sharmatey hai ya kar hi nahi paatey unhe khud se apne andar aetemaad peda karna parey ga because yeh woh cheez hai jo aap ko bazar mein nahi mile gi.
          ary yehi batian to hum ny yehan batani hain Unainnnnnnnnnnnn..

          jab pyaar karney ki himmat kar hi li hai tou ek kadam aur sahi.
          shaid aisa mumkin na hu

          hosley ke liye zaroori hai ke aap apney dil ka haal kissi bohat apney se share karey aur phir uss person ka kaam hai ke apni baato se aap ke andar himmat ki doze undeley.
          jitna aap sochey ge kaam utna hi aap ke liye mushkil hota jaye ga.
          izhar kaise kiya jaye
          yehi kaam to yhan karna hay..........

          uss mein iss lehaaz se aasaani ho sakti hai agar aap uss person ke barey mein jaantey hai means ke woh kis nature ka hai . kis baat ko samajh jaye ga ya kis baat se naraaz ho sakta hai etc.

          waise izhaar chahe jaise karey par khud hi karey kissi se kabhi bhi na kehlwaye.
          so wish u all the best.
          you welcome and remain here for Help in Muhabbat...

          Comment

          • #6
            Re: Muhabbat kaisy kee jay?

            Originally posted by Khalil View Post
            Dosto ty Dostnioo,:salam:
            Kuch logon ko to muhabbat aik pall main hu jati hay,:wk aur kuch loag muhabbat k liy tarasty rehty hain.
            Jin logon ko muhabbat hu jati hay ya jinain pata huta hay k muhabat kaisy kee jati hay wo to buhat hee khush naseeb huty hain.:ghug:

            Lakin jin ko muhabat k bary main pata nahi huta. :tauba ya pher jo loag muhabat nahi karty. ya jo loag sharmaty hain Ezhar k liy...Un ka kia karian?:mm:

            aur Dosto yehan es thread main hum ny Un logon kee Help karni hay:hathora :slap: . aur unain wo tareeky batany hain k Jin sy wo apny Lover ko kuch keh saky.aur un main ahtimad ajay.
            Ya pher wo khudh yehan aker apna masla biyan kar dian k mujy yeh mushkal paish arai hay..K main kia karoN?:donno:

            Hum sab ny mil kar os ka hal talash kerna hay wo es liy ...:dua

            Koi kisi sy bichar na jay........ ..........KoiN k aaj Koi bichar gia hay.:embarasse
            Aaj phir koee bichar gya

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Muhabbat kaisy kee jay?

              Originally posted by Khalil View Post
              Shuker hay aap ny bee hamary thread main KADDAM RANJA farmaya.

              .
              kia aap ko khudh muhabat hui hay?

              Moaaf kia
              gee han bilkul
              Koi apna hee bichar gia hay

              kisi hadd tak kismat huti hay.
              excellent..........yeh kitab main parha huga?
              yeh to theek hee kaha hay U ny.

              ary yehi batian to hum ny yehan batani hain Unainnnnnnnnnnnn..

              shaid aisa mumkin na hu

              yehi kaam to yhan karna hay..........

              you welcome and remain here for Help in Muhabbat...

              hum ney aap ke thread mein bohat dar ke reply kiya hai
              maloom nahi kyu hume aap se bohat khoff aata hai
              participate karney se pehle bohat martaba socha lekin phir himmat kar hi li hai
              ab aisa kyu hai mujhe nahi maloom.

              aap ney tou mujh se bohat personal sa sawaal puch dala hai .

              muaf karna achi baat hoti hai.

              kash aap bichar dene se pehle yeh thread shuru karte tou shaid hum aisa na hone dete.

              mohabbat kya hai ?
              yeh meine apni zindagi ki kitaab se seekha hai aur yaha par share kiya hai.

              jab kadam agey nahi barhaoo ge tou kaam kaise hoga ?

              mazeed help ke liye humari khidmaat iss thread mein hazir hai.
              :rose Refreshing_breeze :rose

              Comment

              • #8
                Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                Aaj phir koee bichar gya

                han yasir bhai........................koi apna

                Comment

                • #9
                  Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                  :shh:
                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  hum ney aap ke thread mein bohat dar ke reply kiya hai .
                  kab?

                  maloom nahi kyu hume aap se bohat khoff aata hai
                  shaid main koi jin ya bhoot hun GTG per aisa hee laga huga aap ko:(
                  participate karney se pehle bohat martaba socha lekin phir himmat kar hi li hai
                  achi baat hay sochna chayee

                  ab aisa kyu hai mujhe nahi maloom.
                  soch ker batain

                  aap ney tou mujh se bohat personal sa sawaal puch dala hai .
                  kabi kabi personal b share kia jata hay

                  muaf karna achi baat hoti hai.

                  thanks
                  kash aap bichar dene se pehle yeh thread shuru karte tou shaid hum aisa na hone dete.
                  ghalti hugai hay naa ab main nahi chahta k meri tarah koi aur aisy baad main thread na laga dy

                  mohabbat kya hai ?
                  yeh meine apni zindagi ki kitaab se seekha hai aur yaha par share kiya hai.
                  very nice..............aur zindgi kee kitab ap ny khudh likhi hay akely ya pher koi sathi hay sath main?

                  jab kadam agey nahi barhaoo ge tou kaam kaise hoga ?
                  kham khwah hee kadam agy bara dain...? pehly kuch Idia to ho

                  mazeed help ke liye humari khidmaat iss thread mein hazir hai
                  jazak ALLAH humain khushi hui k aap ny time nikal lia

                  Comment

                  • #10
                    Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                    Originally posted by Khalil View Post
                    :shh: kab? shaid main koi jin ya bhoot hun GTG per aisa hee laga huga aap ko:(
                    achi baat hay sochna chayee
                    soch ker batain

                    kabi kabi personal b share kia jata hay

                    thanks
                    ghalti hugai hay naa ab main nahi chahta k meri tarah koi aur aisy baad main thread na laga dy

                    very nice..............aur zindgi kee kitab ap ny khudh likhi hay akely ya pher koi sathi hay sath main?

                    kham khwah hee kadam agy bara dain...? pehly kuch Idia to ho

                    jazak ALLAH humain khushi hui k aap ny time nikal lia

                    hum issi thread ki baat kar rahe hai ke iss mein bohat dar ke participate kiya hai
                    dar ki wajah aap ki zahiri shakal suraat nahi hai. woh tou aap mashallah se bohat khubsurat hai . Allah burri nazar se dur rakhe.
                    woh bass aap ke comments mein hume ek apna pann kabhi kabhi nazar nahi aata hai .
                    hume lagta hai ke sometimes aap bohat dant kar comment kartey hai
                    aur dar ki wajjah bhi yehi hai ke kahi hume dant diya tou phir humare tou aansoo hi nahi rukey ge . ab dant khaney ki adaat jo na hui.

                    apna bohat kuch personal tou hum pehle hi spotlight wale thread mein share kar chuke hai .
                    thori parde daari rehne dey tou bohat acha ho ga.
                    zindagi ki kitaab tou filhaal khud hi likh rahe hai .
                    ek baat samajh mein nahi ayi hai , yeh aap ko kadam agey barhaney ke zaroorat aur fikar kyu hone lagi ?
                    kya jin se aap ki engagement hui hai un se abhi tak izhar nahi kiya hai ?
                    jab tak aap khull ke baat nahi karey ge help nahi ki ja sakti hai.
                    idea aap kab tak kar ley ge waise issi saddi mein faisla ho jaye ga na.
                    pegham ke liye aur yaha ke pyaare members ke liye hum zaroor time nikale ge.
                    Last edited by refreshing_breeze; 24 March 2007, 10:24.
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                      MoHABAT KE LIYE KUCH KHAS DIL MKSUS HOTE HNE YE WO NAGMA HY JO HAR SAAZ PE GAYA NAHI JATA

                      Comment

                      • #12
                        Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                        :salam:
                        Originally posted by apsra1 View Post
                        MoHABAT KE LIYE KUCH KHAS DIL MKSUS HOTE HNE YE WO NAGMA HY JO HAR SAAZ PE GAYA NAHI JATA

                        Comment

                        • #13

                          tum ne bhuat mehnaat ki ....

                          paar ye jo explanation hai na bhuat lambi hai agar time mila tu zaroor pardoon ga :D

                          Comment

                          • #14
                            Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                            Originally posted by refreshing_breeze View Post
                            khalil aap ka yeh thread meri nazaar se guzra tou socha iss mein participate karu.
                            mohabbat ki field mein khilari tou nahi hoo lekin duniya tou dekhi hai.
                            agar mein kuch ghalat keh jaoo tou uss ke liye advance mein sorry kehtey hai .
                            lekin yeh tou har insaan ka apna nazriya hai na jo uss ne iss thread mein share karna hai.
                            waise hume iss baat ka bohat afsoos hai ke koi bichar gaya hai.
                            so lets start

                            mohabbat ka mil jana ya iss ka ho jana tou sab kismat ki baat hoti hai.
                            mohabbat kya hai ?
                            shaid kissi ko apney se ziyada chahna , ehmiyat dena, khayal rakhan, ghaltiyo ko nazar andaaz kar dena , apni khushi se ziyada uss ki khushi ke pure hone ki aarzoo karna. etc

                            mohabbat ek aisa jazba hai jo insaan ke andar se uthta hai
                            yeh khud hi apne hone ka ehsaas dilata hai.

                            woh loog jo izhar karney se sharmatey hai ya kar hi nahi paatey unhe khud se apne andar aetemaad peda karna parey ga because yeh woh cheez hai jo aap ko bazar mein nahi mile gi.
                            jab pyaar karney ki himmat kar hi li hai tou ek kadam aur sahi.

                            hosley ke liye zaroori hai ke aap apney dil ka haal kissi bohat apney se share karey aur phir uss person ka kaam hai ke apni baato se aap ke andar himmat ki doze undeley.
                            jitna aap sochey ge kaam utna hi aap ke liye mushkil hota jaye ga.
                            izhar kaise kiya jaye
                            uss mein iss lehaaz se aasaani ho sakti hai agar aap uss person ke barey mein jaantey hai means ke woh kis nature ka hai . kis baat ko samajh jaye ga ya kis baat se naraaz ho sakta hai etc.

                            waise izhaar chahe jaise karey par khud hi karey kissi se kabhi bhi na kehlwaye.
                            so wish u all the best.
                            :rose
                            hmmmmm..... khooob kaha aap ne...

                            Comment

                            • #15
                              Re: Muhabbat kaisy kee jay?

                              Originally posted by apsra1 View Post
                              MoHABAT KE LIYE KUCH KHAS DIL MKSUS HOTE HNE YE WO NAGMA HY JO HAR SAAZ PE GAYA NAHI JATA
                              wah kiya baat hai ....

                              app ko ek book likni chayee

                              Comment

                              Working...
                              X