Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    ousi soorat mei jab mohabbat dono taraf se sachi ho .........:lpop:

    mohabaat tu hoti hi beautiful hai ...ye ek ehsass hai jo biyaan nahi kiya ja sakta ......aur suchi mohabaat hi tu ek ehass ban kar app kay dil aur demaag par chaa jaty hain .......kehty hain life mien ek baar insan ko mohabaat zaaroor karni chaye ...par ye dil hai kay manta hi nahi :D pata nahi ye ek bar mohabaat wali baat such b hai ya darama hai ??

    Comment

    • #47
      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

      Originally posted by snobbish View Post

      kis baat per demagh nahi manta .............. mohabbat kerne per yaan sirf ek baar mohabbat kerne per .............. :mm: :khi:

      wese yeh baat sach hai ek baat kerni chahiyeh ........ wo kamyab ho yaan nakaam .... yeh kismat ki baat hai magar insan ko buhut sudhar deti hai :lpop:
      sigpic

      Comment

      • #48
        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
        yeah u r right .. in recent past i have noticed mei choti choti baton per chir jati hoon ........ aur kisi taweel behas mei nahi perti .. it doesnt mean i dont have convincing power ........ mostly ppl know wht i am ....... but its just that i dont want any arguments to lead towards any clashes ........
        Yehi wajah hai keh main ney bhi behas karna chhorr di hai keh agar kuchh kaha jaey to baat phail jati hai aur main bhi baat ko phailaney key mood mein nahin hota... isi liye bohat sari batein ignore karney laga hoon
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #49
          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

          Originally posted by snobbish View Post
          haan kaam hi tu hai ...humre quaid khud tu chalye gay lakien kaam kaam kaam ...ki ek lambiiiiiiiiiiii boli bol gay...lakien youngster short cut way find karty hain jis ka kemiza hum jesy gareeb logoon ko bhugtna pardta hai

          Definatly behind every man there is a woman....bilkul isi tarha behind every health mind there is healthy body :)

          and whose there behind every successful woman ????

          hundreds of men lika a railway Q ........................... :kr: :kr:
          sigpic

          Comment

          • #50
            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

            Originally posted by Masood View Post
            Yehi wajah hai keh main ney bhi behas karna chhorr di hai keh agar kuchh kaha jaey to baat phail jati hai aur main bhi baat ko phailaney key mood mein nahin hota... isi liye bohat sari batein ignore karney laga hoon

            good .............
            sigpic

            Comment

            • #51
              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              good .............
              Baaz oqat zindagi us muqaam per pohanch jati hai jahan per siraf aik baat sari baqi manda zindagi ka faisla kar deti hai - usi per main aa geya hoon ... ab dekho
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #52
                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                kis baat per demagh nahi manta .............. mohabbat kerne per yaan sirf ek baar mohabbat kerne per .............. :mm: :khi:

                wese yeh baat sach hai ek baat kerni chahiyeh ........ wo kamyab ho yaan nakaam .... yeh kismat ki baat hai magar insan ko buhut sudhar deti hai :lpop:

                suchi mohabaat ek bar hi hoti hai ....vo mohbaat hi kiya jo bar bar ho ...vo kehty hain na love can find its way onself .....aur God hai na jo app ko batata hai koun sa theek way hai aur koun sa nahi......

                hmmm...lakien agar nakaam ho tu life barbaad b kar deti hai ....take every singal step from yr heart not from yr mind ...kyun dil ki hi sunani chaye :)
                Last edited by snobbish; 11 January 2007, 09:59.

                Comment

                • #53
                  Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                  Originally posted by Masood View Post
                  Baaz oqat zindagi us muqaam per pohanch jati hai jahan per siraf aik baat sari baqi manda zindagi ka faisla kar deti hai - usi per main aa geya hoon ... ab dekho

                  wesy deakh jye tu phly tu kafi bewkoof hota tha :D.......

                  hehehehe

                  Comment

                  • #54
                    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                    Originally posted by snobbish View Post
                    wesy deakh jye tu phly tu kafi bewkoof hota tha :D.......

                    hehehehe
                    woh pehley huwa karta tha magar ab elaj karwaa liya hai - tum bhi usi moalaj sey rabta karo bada kaaraamad hai yeh elaj :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #55
                      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                      Originally posted by Masood View Post
                      woh pehley huwa karta tha magar ab elaj karwaa liya hai - tum bhi usi moalaj sey rabta karo bada kaaraamad hai yeh elaj :p
                      nahi rehny do mujy pata hai mien kesa hoon mujy any par confidence hai :)

                      par tu bewkoof tha ye sabaat ho giya plz abb zuban na badlna ok:D

                      Comment

                      • #56
                        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                        Originally posted by snobbish View Post
                        suchi mohabaat ek bar hi hoti hai ....vo mohbaat hi kiya jo bar bar ho ...vo kehty hain na love can find its way onself .....aur God hai na jo app ko batata hai koun sa theek way hai aur koun sa nahi......

                        hmmm...lakien agar nakaam ho tu life barbaad b kar deti hai ....take every singal step from yr heart not from yr mind ...kyun dil ki hi sunani chaye :)

                        nahi mohabbat nakaam bhi ho to zindagi barbad nahi kerti, insan khudh kerta hai ................. :lpop:
                        sigpic

                        Comment

                        • #57
                          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                          Yarr masood ek baat bata mere thread kyun del karta hai ........tujy mien nay ye haq nahi diya :D

                          Comment

                          • #58
                            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                            nahi mohabbat nakaam bhi ho to zindagi barbad nahi kerti, insan khudh kerta hai ................. :lpop:

                            haan na insan khud hi mohabaat karta hai aur God ki us mien marzi hoti hai kay vo kamyaab ho ya nakaam ...aur insan khud hi life barbaad karta hai

                            but i belive ...we should go ahead in life and forget our past bcoz presten is yr best frnd :)
                            Humien apni life always is tarha arrange karni chaye ta kay humare liye har din ek khass din ho :)
                            this is called life

                            Comment

                            • #59
                              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                              Originally posted by snobbish View Post
                              haan na insan khud hi mohabaat karta hai aur God ki us mien marzi hoti hai kay vo kamyaab ho ya nakaam ...aur insan khud hi life barbaad karta hai

                              but i belive ...we should go ahead in life and forget our past bcoz presten is yr best frnd :)
                              Humien apni life always is tarha arrange karni chaye ta kay humare liye har din ek khass din ho :)
                              this is called life

                              where as I belive past is your best frd, cause it walways teaches u and guides u to lead a good life :lpop:
                              sigpic

                              Comment

                              • #60
                                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                                where as I belive past is your best frd, cause it walways teaches u and guides u to lead a good life :lpop:
                                Maazi mein bohat sarey aisey waqeya hotey hain jin sey sabaq seekha jaey to zindagi sach mein achhi guzarti hai... kuchh batein aisi hoti hain jinhein behtar kiya jana chahiye aur unhein behtar kar key insaan mazeed achha ho sakta hai

                                Aur doosra yeh keh maazi insaan key ikhtiyar mein kab rehta hai - maazi aur na hi future samney hai agar hai to haal - to kyun nah is haal ko drust karein - yehi hamarey behtar mustaqbil ki zamanat hai:)
                                Last edited by Masood; 11 January 2007, 10:56.

                                Working...
                                X