Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

    Originally posted by snobbish View Post
    As a matter of fact, thees stories are imaginary ....we people only heard and belive ....juzt nothing ...but luv stories are real if they arranged honesty
    Duniya ki ghalban har love storie fake hai - haqeeqat nahin - magar aik kahani asisi hai jo haqeeqat hai - keh har love story muhabbat karney walon key liye apni love story lagti hai.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

      Originally posted by Masood View Post
      Tumhara point of view apni jaggah drust hai - Heer Ranjha ki kahani mein Qaido ko bura kaha geya hai magar usney sari story mein siraf AIK ghalti ki hai woh hassad hai. Jab keh Heer bhi ghalat thi aur Ranjha bhi - magar core point yeh hai keh jab insaan key dil mein kisi ki muhabbat ki aag bharrak uthti hai wo to ussey qaboo karna bohat mushkil hota hai - Heer ya Ranjha phir bhi ghalat nahin they - ghalat koi tha to woh muashra jisney is baat ko qabool nahin kiya aur Qaido usi muashrey ka roop tha...

      mei nahi kehti wo galat they ... insan ki takhleeq kertey waqt eyh jazbey khudh ne sab ek dil mei rakhey .......... no one can deny that ............. magar ounhein ne rastey apnayeh wo galat tehy
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
        wht do mean by sacrifice here ............. being selfish and disobey every one around u, including parents, elders, family is not sacrificying them its disobeying them .... going beyond limits morally as well as legally .... is this the way u describe sacrifice ???
        Do you want me to belive in thta love teaches us selfishness dosobying and voilance ....mature love is different than of teenage luv .....dont see one side coin if u see other u face the reality .....beyond the limits are another thing that is not included in luv that exclude the love ...true love is neat and clean from selfishness and voilance ....affection and beauty makes the love more colourful .....when you will getting marry you too luv with yr hubby there is also many things that leads you at some stage where u have to b compromise .....just wait and watch

        Comment


        • #19
          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          is hisab se oopern snooby ne jo misal di mohabbat aur qurbani ki .. to khudh aur baitey ki mohabbat ki khatir wo apney baitey ki bajayeh kisi janwar ko hi qurban ker skatey they .... yeh bahana bana ker ke baitiey ki mohabbat mei sab jayez hai ...... jo mei ne kaha mohabbat sirf sachayi sikhayi hai aur sachayi ke rastey pe rchal ker aap ko mohabbat bhi quban kerni parey to wo haqeeqi mohabbat hoti hai ... na ke apni mohabbat ko paney ke liyeh koi bhi galat qadam outha liyeh jayeh .......... is tarah to jang mei bhi sab jayez hai magar kya ous mei kabhi kuch acha huwa hai ???
          Jab ham muhabbat ki baat kartey hain to yeh bhool jatey hain keh muhabbat key mukhtalif roop hain, betey ki qurbani ki jo misaal hai ussey ham is muhabbat ki tarha nahin ley saktey woh bilkul elag baat hai - baqi jo tumhara point of view hai woh bilkul drust hai saima keh muhabbat cheating nahin seekhati ... lekin muhabbat key liye qurbani deni parrti hai aur woh qurbani bhi aagey mukhtalif roop ki hoti hai - kabhi kisi key liye aur kabhi apney liyey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            mei nahi kehti wo galat they ... insan ki takhleeq kertey waqt eyh jazbey khudh ne sab ek dil mei rakhey .......... no one can deny that ............. magar ounhein ne rastey apnayeh wo galat tehy
            Kitab mein likha hai keh Allah Tala ney Aadam AS key dil mein is "kisi shay" ki talab daal di thi jo unhein beqrar rakhti thi - warna jannat mein rehney waley aadam ko kya zaroorat thi pareshaniyon ki - magar Allah Tala ney muhabbat key jazbey ko insaan key dil mein pedah karna tha aur saath hi usey shaoor diya keh us sey faisla karey - shaoor us waqt maoof ho jata hai jab kisi shay ki talab ki aag bohat tezi sey bharrak uthey - jab talab ki aag bharakti hai to faisley karna mushkil ho jatey hain, isi liye woh log un rahon per chal parrey they aur aaindah bhi jab kisi key dil mein muhabbat ka jazbah us muqaam tak pohanchey ga, woh aisey raastey ikthiyar kar lein gey - Mansoor Halaaj ko jab Allah Tala ki sachi muhabbat ki aag lagi to woh Anal-Haq bol uthey jo unkey maut ka pegham sabit hui...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

              Originally posted by snobbish View Post
              Do you want me to belive in thta love teaches us selfishness dosobying and voilance ....mature love is different than of teenage luv .....dont see one side coin if u see other u face the reality .....beyond the limits are another thing that is not included in luv that exclude the love ...true love is neat and clean from selfishness and voilance ....affection and beauty makes the love more colourful .....when you will getting marry you too luv with yr hubby there is also many things that leads you at some stage where u have to b compromise .....just wait and watch

              ENGLISH IS NOT ALLOWED HERE!! NO MOR REPLIES IN ENGLISH ....
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                aap log sab hath dho ker mere peechey kiu parh gayeh ho ......... mei itni lambi behas mei nahi perna chahti .... :tauba

                mei nahi manti oun logo ne sahi kiya ....oun ki chahat zaror ek dosrey ke liyeh sachi ho gi magar ounhein ne rastey galat chuney .......... yeh meri zaaati rayeh hai aur mujhe is ka haq hai shayed :lpop:
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  aap log sab hath dho ker mere peechey kiu parh gayeh ho ......... mei itni lambi behas mei nahi perna chahti .... :tauba

                  mei nahi manti oun logo ne sahi kiya ....oun ki chahat zaror ek dosrey ke liyeh sachi ho gi magar ounhein ne rastey galat chuney .......... yeh meri zaaati rayeh hai aur mujhe is ka haq hai shayed :lpop:
                  :tauba arey yaar aik to bohat jald chirr jati ho -- jis point of view sey tum soch rahi ho woh bilkul drust hai - and believe me aik beti ki soch aisi hi honi chahiye.

                  Is behas ko khatam kartey hain :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                    hahahah.....................Un shaid becharon ko pata bee na hu
                    aur hum k pichy larai ker rahy hain.................

                    Comment


                    • #25
                      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                      mey ney in mey sey aik kahani bhi nahi suni Aanchal
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #26
                        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        aap log sab hath dho ker mere peechey kiu parh gayeh ho ......... mei itni lambi behas mei nahi perna chahti .... :tauba

                        mei nahi manti oun logo ne sahi kiya ....oun ki chahat zaror ek dosrey ke liyeh sachi ho gi magar ounhein ne rastey galat chuney .......... yeh meri zaaati rayeh hai aur mujhe is ka haq hai shayed :lpop:

                        Theek hai na .......pareshaan kyun ho gayi ho:D

                        Comment


                        • #27
                          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                          Originally posted by Xenya View Post
                          mey ney in mey sey aik kahani bhi nahi suni Aanchal
                          Aacha kiya time waste nmahi kiya

                          Comment


                          • #28
                            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                            Romio juliat.....:blush:

                            Comment


                            • #29
                              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                              Originally posted by ummid View Post
                              Romio juliat.....:blush:
                              Romeo julliet mey to koi haqeeqat hi nahi hai :D ....sirf aik kahani hai ...leykin tourist phir bhi Italy ja ker wo balkani zaroor visit kerney jatey hein ......

                              jaisi hamari Anarkali hai :D
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #30
                                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                                Originally posted by Xenya View Post
                                Romeo julliet mey to koi haqeeqat hi nahi hai :D ....sirf aik kahani hai ...leykin tourist phir bhi Italy ja ker wo balkani zaroor visit kerney jatey hein ......

                                jaisi hamari Anarkali hai :D
                                log afsano per jeetey hain - aur inhi mein khushiyaan talash kartey hain - kyun keh haqeeqat bohat sakht talkh hoti hai...
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X