Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

    Originally posted by Masood View Post
    log afsano per jeetey hain - aur inhi mein khushiyaan talash kartey hain - kyun keh haqeeqat bohat sakht talkh hoti hai...
    koi nahi:na: ... haqeeqat hum khud banate hain... is ki talkhi aur mithas hum per munhasir hai... so plzz yeh aap mut kahiye.. i dont beleive in this... hum navels nahi parhte... apni asla zindagi mein mithas paida karne ki koshish karte hain.. khush rhaiye..

    Comment


    • #32
      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum

      folk love stories jesay heer Ranjha, sohni Mahewaal, Laila Majnoo waghera waghera main say aap logoo ko koon si sab say zaida attract karti hai :lpop:
      Bekar logoN ki bekar muhabbat bekar loog paRhtay hain :lpop:
      That's Enough...!!

      Comment


      • #33
        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum

        folk love stories jesay heer Ranjha, sohni Mahewaal, Laila Majnoo waghera waghera main say aap logoo ko koon si sab say zaida attract karti hai :lpop:
        well humain ye Love stories kuch khas haunt tou nahi kerti hain lakin aik story esi hai jo interesting lagti hai "Noori-Jam Tamachi"...Sindh ki folk story hai shayed. akser log kehte hain k it ended in Ishq-e-Haqeeqi.. humain poori story jan'ne ka tajasus hai k kiya waquii esa tha.
        "All I have learned from Life is that I know nothing."




        Comment


        • #34
          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

          Originally posted by Masood View Post
          log afsano per jeetey hain - aur inhi mein khushiyaan talash kartey hain - kyun keh haqeeqat bohat sakht talkh hoti hai...
          yep!


          issi liye kabhi kabhi dream world mey chaley jana chahiye :D
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

            akram rahi tay naseebo lal
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #36
              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

              yah lovestory kiya hoti hain..........................me ko bhi bataoo daddi
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #37
                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                mujay mirza - sahiba ki story achi lagti he :lol
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  No its wasn't ........ ager ki kahaniyan dobara parho ......... u'll find out ......... apna pyar paney ke liyeh they cheated many relations around them ....... love doesnt teach u to be selfish or cheat ....... sorry aap logo ke liyeh mei galat ho sakti hoon .... magar her insan ka apna point of view hota hai ........ :lpop:
                  Main nay Aik Jagha per perha tha k ""Mohabat Junooon Hai Aur Mohabat Kernay Walay Khud Gharz Hotay Hain""
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                    Originally posted by Masood View Post
                    :tauba arey yaar aik to bohat jald chirr jati ho -- jis point of view sey tum soch rahi ho woh bilkul drust hai - and believe me aik beti ki soch aisi hi honi chahiye.

                    Is behas ko khatam kartey hain :)
                    yeah u r right .. in recent past i have noticed mei choti choti baton per chir jati hoon ........ aur kisi taweel behas mei nahi perti .. it doesnt mean i dont have convincing power ........ mostly ppl know wht i am ....... but its just that i dont want any arguments to lead towards any clashes ........

                    Originally posted by snobbish View Post
                    Theek hai na .......pareshaan kyun ho gayi ho:D

                    tum keh rahey ho to nahi hoti ............... :lpop:
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Main nay Aik Jagha per perha tha k ""Mohabat Junooon Hai Aur Mohabat Kernay Walay Khud Gharz Hotay Hain""

                      dont agree ....... sachi mohabbat insan ko khudgarzi nahi sikhati ........... :na: .......... Insan khudh aisi rahon per chalta hai werna insan ka dil her qadam per ousey aagah zaror kerta rehta hai .....
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        yeah u r right .. in recent past i have noticed mei choti choti baton per chir jati hoon ........ aur kisi taweel behas mei nahi perti .. it doesnt mean i dont have convincing power ........ mostly ppl know wht i am ....... but its just that i dont want any arguments to lead towards any clashes ........




                        tum keh rahey ho to nahi hoti ............... :lpop:
                        esa hota hi jub insan apni energy say bhard kar koi kaam karta hai ya araam ko prefer nahi karta aur kaam karta tu chir aah hi jati hai .....


                        shukar koi tu meri baat mani tum nay :D

                        Comment


                        • #42
                          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                          dont agree ....... sachi mohabbat insan ko khudgarzi nahi sikhati ........... :na: .......... Insan khudh aisi rahon per chalta hai werna insan ka dil her qadam per ousey aagah zaror kerta rehta hai .....

                          suchi mohabaat hoti zaroor hai par kuch esye decsion leny pardty hain jis par hum ko compromise karna padrta hai na chaty hoye bi...no doubt kay mohabaat suchi hi kamyaab hoti hai

                          Comment


                          • #43
                            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                            Originally posted by snobbish View Post
                            esa hota hi jub insan apni energy say bhard kar koi kaam karta hai ya araam ko prefer nahi karta aur kaam karta tu chir aah hi jati hai .....


                            shukar koi tu meri baat mani tum nay :D

                            kaam ke bina bhi kabhi koi zindagi hoti hai ........... zindagi mei ek kaam hi to hai jo insan lagatar kerta rehta hai in one or other way ..........

                            aaram ......... u r right .. i dont get much time for it ....... :lpop:
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                              Originally posted by snobbish View Post
                              suchi mohabaat hoti zaroor hai par kuch esye decsion leny pardty hain jis par hum ko compromise karna padrta hai na chaty hoye bi...no doubt kay mohabaat suchi hi kamyaab hoti hai

                              ousi soorat mei jab mohabbat dono taraf se sachi ho .........:lpop:
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                                kaam ke bina bhi kabhi koi zindagi hoti hai ........... zindagi mei ek kaam hi to hai jo insan lagatar kerta rehta hai in one or other way ..........

                                aaram ......... u r right .. i dont get much time for it ....... :lpop:

                                haan kaam hi tu hai ...humre quaid khud tu chalye gay lakien kaam kaam kaam ...ki ek lambiiiiiiiiiiii boli bol gay...lakien youngster short cut way find karty hain jis ka kemiza hum jesy gareeb logoon ko bhugtna pardta hai

                                Definatly behind every man there is a woman....bilkul isi tarha behind every health mind there is healthy body :)


                                Comment

                                Working...
                                X