Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

    Assalamalikum

    folk love stories jesay heer Ranjha, sohni Mahewaal, Laila Majnoo waghera waghera main say aap logoo ko koon si sab say zaida attract karti hai :lpop:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

    Well folk tu pata nahi but i like Love stories....:)

    Comment

    • #3
      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

      Koi bhi nahi .................. All ended on a flop ........... :lpop:
      sigpic

      Comment

      • #4

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

        lAKIEN UN KA PIYAAR AMAAR THA :D

        Sucha masoom :D

        Comment

        • #5

          Originally posted by snobbish View Post
          lAKIEN UN KA PIYAAR AMAAR THA :D

          Sucha masoom :D

          No its wasn't ........ ager ki kahaniyan dobara parho ......... u'll find out ......... apna pyar paney ke liyeh they cheated many relations around them ....... love doesnt teach u to be selfish or cheat ....... sorry aap logo ke liyeh mei galat ho sakti hoon .... magar her insan ka apna point of view hota hai ........ :lpop:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            No its wasn't ........ ager ki kahaniyan dobara parho ......... u'll find out ......... apna pyar paney ke liyeh they cheated many relations around them ....... love doesnt teach u to be selfish or cheat ....... sorry aap logo ke liyeh mei galat ho sakti hoon .... magar her insan ka apna point of view hota hai ........ :lpop:
            I agree with you so far but when you luv there is matul understanding and when where u have, you have to selffish at some extent bcoz luv need secriface and this what u called it secriface when Hazrat Ismial ready to do under the willing of God with the order of his father Hazrat Ibrahim by the happiness and of God i know that is another luv and we are talk over another but take it as an instance
            If you cross r limits wihtin love chapter then yr above law is ryt else love is an aspiration it starts from eyes and ends in heart ...:)

            Comment

            • #7
              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              Koi bhi nahi .................. All ended on a flop ........... :lpop:
              No those were not a flop :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                kisi ka to pata nahi lakin meri apni story wo bee love wali kisi sy kamm nahi....

                Comment

                • #9
                  Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  Koi bhi nahi .................. All ended on a flop ........... :lpop:
                  can u explain?

                  shaid aap es liy flop keh rahi hian k Un ka aaps main milap nahi huwa...
                  but they love ....

                  Comment

                  • #10
                    Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                    Originally posted by snobbish View Post
                    I agree with you so far but when you luv there is matul understanding and when where u have, you have to selffish at some extent bcoz luv need secriface and this what u called it secriface when Hazrat Ismial ready to do under the willing of God with the order of his father Hazrat Ibrahim by the happiness and of God i know that is another luv and we are talk over another but take it as an instance
                    If you cross r limits wihtin love chapter then yr above law is ryt else love is an aspiration it starts from eyes and ends in heart ...:)

                    wht do mean by sacrifice here ............. being selfish and disobey every one around u, including parents, elders, family is not sacrificying them its disobeying them .... going beyond limits morally as well as legally .... is this the way u describe sacrifice ???
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      No its wasn't ........ ager ki kahaniyan dobara parho ......... u'll find out ......... apna pyar paney ke liyeh they cheated many relations around them ....... love doesnt teach u to be selfish or cheat ....... sorry aap logo ke liyeh mei galat ho sakti hoon .... magar her insan ka apna point of view hota hai ........ :lpop:
                      Muhabbat main sab jaiz ban jata hay .wo aur baat hay k loag na samjain.

                      Comment

                      • #12

                        Tumhara point of view apni jaggah drust hai - Heer Ranjha ki kahani mein Qaido ko bura kaha geya hai magar usney sari story mein siraf AIK ghalti ki hai woh hassad hai. Jab keh Heer bhi ghalat thi aur Ranjha bhi - magar core point yeh hai keh jab insaan key dil mein kisi ki muhabbat ki aag bharrak uthti hai wo to ussey qaboo karna bohat mushkil hota hai - Heer ya Ranjha phir bhi ghalat nahin they - ghalat koi tha to woh muashra jisney is baat ko qabool nahin kiya aur Qaido usi muashrey ka roop tha...
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                          As a matter of fact, thees stories are imaginary ....we people only heard and belive ....juzt nothing ...but luv stories are real if they arranged honesty

                          Comment

                          • #14
                            Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                            Originally posted by Khalil View Post
                            can u explain?

                            shaid aap es liy flop keh rahi hian k Un ka aaps main milap nahi huwa...
                            but they love ....

                            mei ne kah ana ager mere point of view se oun stories ko parho gai to samjho ga ......... ounhein ne sirf ek dosrey ke liyeh apney ghar walon ki, maan baap ki, yahan tak ke sohni ki shadi ho chuki thi ous ne apney shohar se gadari ki ........... baat sirf milap ki nahi .... jin rasto per woh chaley mei oun ki baat ker rahi hoon ........
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: folk love stories main sab say zaida aap ko koon si paand hai ?

                              Originally posted by Khalil View Post
                              Muhabbat main sab jaiz ban jata hay .wo aur baat hay k loag na samjain.

                              is hisab se oopern snooby ne jo misal di mohabbat aur qurbani ki .. to khudh aur baitey ki mohabbat ki khatir wo apney baitey ki bajayeh kisi janwar ko hi qurban ker skatey they .... yeh bahana bana ker ke baitiey ki mohabbat mei sab jayez hai ...... jo mei ne kaha mohabbat sirf sachayi sikhayi hai aur sachayi ke rastey pe rchal ker aap ko mohabbat bhi quban kerni parey to wo haqeeqi mohabbat hoti hai ... na ke apni mohabbat ko paney ke liyeh koi bhi galat qadam outha liyeh jayeh .......... is tarah to jang mei bhi sab jayez hai magar kya ous mei kabhi kuch acha huwa hai ???
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X