Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ummid View Post
    kum az kum aamir se tu acchi hi hai humare bhai ki shakal.... :lpop:

    par hai tu gadha na ........:D

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Apni harktoon par nazar rakhoo gay tubi tu pata chaly ga kay tum kitny ghunn-e-ghaar ho aur tubi tu Allah say maafi mango gay aur Allah beshaak maaf karny wala hai .......

    Par abb tum har baar ek hi ghunna karo gay aur har bar usi ki maffi mango gay tu maffi nahi dandy mily gay ..agg kay golye b ....samjye ...sudaar ja masood sudaar ja
    Insaan ko siraf apni harkaton per nazar rakhtey huwey muafi nahin mangni chahiye balkeh bohat sarey gunah aisey hotey hain jo anjaaney mein hotey hain, jinki khabar siraf Allah ko hoti hai - insaan ko nahin, Insaan ko un gunahon ki bhi moafi mangni chahiye - aisa na ho keh yehi sochta rah jaey keh main to siraf unhin gunahon ki moafi mangoon ga jo kiyey hain - ghair danista bohat gunah ho jatey hain :p

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Haan :alhamd: aaj subah shave kartey huwey dekhi hai, phir nahaney key baad, dekhi hai, abhi kuchh der pehley washroom geya to bhi dekhi hai - aur har baar aik hi baat kahi hai: :alhamd: Allah Tala tumhein NAZR-E-BAD sey door rakhey :zuban:
    Tu vo zaroor ghadye ki ho gi ...jis par tu khush ho raha ho ga ......ehna ...masood mien bi kahoon tu apni shakaal mirror par deakh kar kyun itna khush hota hai .......keep it on

    Leave a comment:


  • Aania
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ummid View Post
    kum az kum aamir se tu acchi hi hai humare bhai ki shakal.... :lpop:
    Disagree ... :lol

    Leave a comment:


  • Aania
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Oh ho ho ho ho, mein kub bhoola tumhein :tauba mein ne to tumhein zubaani yaad kia hua he ager yakeen nahi aata to sun lena.... kisi waqt.... phone pe
    gapastaan Radio ... u bohat siiyaaney ho us time .. kall kertey ho jab me u ko khari khari na suna sakoon ... :hathora

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Masood tum nay zaroor apni shakaal mirror mien deakhi ho gi ...:D

    Lolxxx
    kum az kum aamir se tu acchi hi hai humare bhai ki shakal.... :lpop:
    Last edited by ummid; 5 January 2007, 09:57.

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    dhat terey ki - ab zaroori hai keh insaan ko apney aemalon per nazar karni chahiye aur rona chahiye keh aansu moafi ki dhaal hotey hain - Allah Tala sey jab bhi sachey dil sey moafi mangein to aansu zaroor aatey hain...

    waisey seekhna seekhna aur musalsal seekhna hi irtiqaa ki elamat hai...

    Apni harktoon par nazar rakhoo gay tubi tu pata chaly ga kay tum kitny ghunn-e-ghaar ho aur tubi tu Allah say maafi mango gay aur Allah beshaak maaf karny wala hai .......

    Par abb tum har baar ek hi ghunna karo gay aur har bar usi ki maffi mango gay tu maffi nahi dandy mily gay ..agg kay golye b ....samjye
    ...sudaar ja masood sudaar ja

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Masood tum nay zaroor apni shakaal mirror mien deakhi ho gi ...:D

    Lolxxx

    Haan :alhamd: aaj subah shave kartey huwey dekhi hai, phir nahaney key baad, dekhi hai, abhi kuchh der pehley washroom geya to bhi dekhi hai - aur har baar aik hi baat kahi hai: :alhamd: Allah Tala tumhein NAZR-E-BAD sey door rakhey :zuban:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by NaQsh View Post
    mein tabhee kehrahee thi na poor bail:D :khi:
    yeh tum mus-mus kyun kar rahi ho aur danton ki safaii kab karwaii hai kaafi chamak rahey hain - yeh baat main ney kahin aur bhi poochhi thi jawab nahin diya....

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    :tauba LARKA kis ney kaha??????????????????? main to aik muddat sey tumhein GADHA kah raha hoon :lol
    Masood tum nay zaroor apni shakaal mirror mien deakhi ho gi ...:D

    Lolxxx

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ub khabardaar aap ne achi larkiyon ka naam bhi liya tu, is se achi larkiyaan bura bhi maan sakti hein :na:
    :zuban: :zuban:

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Poor bail or poor me

    ager bail 2, 3 seeng aur maar deta to usay to kuch bhi nahi hona tha

    mein tabhee kehrahee thi na poor bail:D :khi:

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    :tauba LARKA kis ney kaha??????????????????? main to aik muddat sey tumhein GADHA kah raha hoon :lol
    very good bhai...:thmbup:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post


    nai yaar...mein to aisa larka he nahi hoon :blush: tujay koi ghalat family hui he :tauba
    :tauba LARKA kis ney kaha??????????????????? main to aik muddat sey tumhein GADHA kah raha hoon :lol

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Ansoo na bha jani .....nahi hota tera nuqsaan ....kyun dil chouta karta hai ....Allah agar kuch tuj say lay ga tu tuj ko day ga bi tu .......roota rehta hai ...koi haal nahi masood .
    haan koi haal nahi is ka...sara maazi he maazi he aur wo bhi daag-daar :kr:

    Leave a comment:

Working...
X