Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Ansoo na bha jani .....nahi hota tera nuqsaan ....kyun dil chouta karta hai ....Allah agar kuch tuj say lay ga tu tuj ko day ga bi tu .......roota rehta hai ...koi haal nahi masood .
    dhat terey ki - ab zaroori hai keh insaan ko apney aemalon per nazar karni chahiye aur rona chahiye keh aansu moafi ki dhaal hotey hain - Allah Tala sey jab bhi sachey dil sey moafi mangein to aansu zaroor aatey hain...

    waisey seekhna seekhna aur musalsal seekhna hi irtiqaa ki elamat hai...

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    haan haan ab laga do maulvi ka naam - khud der sey pohanchey ho gey aur naam becharey maulvi ka :p - saaf saaf kaho kabhi Eid-gah key bahir bethey chanda mangtey rahey they :kr:


    nai yaar...mein to aisa larka he nahi hoon :blush: tujay koi ghalat family hui he :tauba

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    thanx dear :)
    You are always wel come

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    bas ji kya karein - kuchh batein seekhni parti hain warna bohat bada nuqsaan ho jata hai :(
    Ansoo na bha jani .....nahi hota tera nuqsaan ....kyun dil chouta karta hai ....Allah agar kuch tuj say lay ga tu tuj ko day ga bi tu .......roota rehta hai ...koi haal nahi masood .

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    V good ....may Allah bless you all
    thanx dear :)

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Mujy yaqeen nahi ho raha hai kay tum itnayy samjdaar bi ho ...:D

    Ya Allah ye masood ko kiya ho giya hai
    bas ji kya karein - kuchh batein seekhni parti hain warna bohat bada nuqsaan ho jata hai :(
    Last edited by Masood; 5 January 2007, 09:43.

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Faristha koi nahin merey bhai - aur farishtey to kya Nabi bhi ghaltiyaan kartey hain, lekin insaan sab sey achha wohi hota hai jo apney ghaltiyon ko maney aur unhein door karney ki jido-jehad karey... :wk

    Mujy yaqeen nahi ho raha hai kay tum itnayy samjdaar bi ho ...:D

    Ya Allah ye masood ko kiya ho giya hai

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    yaar yeh achi baat he ke tu eid ki namaz perh leta he, is baar 9 bajay ka time de ke namaz 8:30 shuru ker di...molvi ne dikhai sujji aur maari khabi...jub mein namaz perhnay pohancha to meri hairat ka koi thikana na raha loog eid mil rahay thay

    Aisa first time hua...is baar ke ilawa Alhamdullilah mein ne bhi kabi eid ki namaz nahi miss ki
    haan haan ab laga do maulvi ka naam - khud der sey pohanchey ho gey aur naam becharey maulvi ka :p - saaf saaf kaho kabhi Eid-gah key bahir bethey chanda mangtey rahey they :kr:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Gadha garm mulkon ka janwar hai - yahan per koii gadha nahin paya jata
    Ager aisi baat he to hum copenhegan mein koilay baij dein ge waise gadha ager chahay to pant coat pehan ke bhi reh sakta he :a stick:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Nakk behnye say batmeezi ka kiya talooq ....abb tum nahi saaf karty ho tu hum batmeez ......Allah sub ko hadiyaat day esa bhool...tu farshita tu nahi piyada hua ....:D


    Masood bahi app yaqeenan bhuat aachy hain :)
    Faristha koi nahin merey bhai - aur farishtey to kya Nabi bhi ghaltiyaan kartey hain, lekin insaan sab sey achha wohi hota hai jo apney ghaltiyon ko maney aur unhein door karney ki jido-jehad karey... :wk

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    yaar yeh achi baat he ke tu eid ki namaz perh leta he, is baar 9 bajay ka time de ke namaz 8:30 shuru ker di...molvi ne dikhai sujji aur maari khabi...jub mein namaz perhnay pohancha to meri hairat ka koi thikana na raha loog eid mil rahay thay

    Aisa first time hua...is baar ke ilawa Alhamdullilah mein ne bhi kabi eid ki namaz nahi miss ki

    V good ....may Allah bless you all

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    agar main BHI badtameez hota to yahan per aisa jumla kehta keh log sach mein mujhey badtameez kehtey - jaa tujhey chhorr diya - Allah tumhein hadayat dey :)
    Nakk behnye say batmeezi ka kiya talooq ....abb tum nahi saaf karty ho tu hum batmeez ......Allah sub ko hadiyaat day esa bhool...tu farshita tu nahi piyada hua ....:D


    Masood bahi app yaqeenan bhuat aachy hain :)

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    main ney :alhamd: kabhi eid ki namaz nahin chhorri - tumhari hairat ho rahi hai keh gadhey bhi namaz parhney lagey :p aur scorpi agar machhar hai to us sey bach kar rehna naak mein ghus geya to qayamat aa jaey gi :p
    yaar yeh achi baat he ke tu eid ki namaz perh leta he, is baar 9 bajay ka time de ke namaz 8:30 shuru ker di...molvi ne dikhai sujji aur maari khabi...jub mein namaz perhnay pohancha to meri hairat ka koi thikana na raha loog eid mil rahay thay

    Aisa first time hua...is baar ke ilawa Alhamdullilah mein ne bhi kabi eid ki namaz nahi miss ki

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    main ney :alhamd: kabhi eid ki namaz nahin chhorri - tumhari hairat ho rahi hai keh gadhey bhi namaz parhney lagey :p aur scorpi agar machhar hai to us sey bach kar rehna naak mein ghus geya to qayamat aa jaey gi :p

    Abye scorpi mugar maach kub say ho giya aur muggar maach pani mien rehta hai naak mien nahi .....teri tu yaad dashaat b kamzoor hai .......:D

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    mein ne tera jumla pura ker diya he :na:
    Gadha garm mulkon ka janwar hai - yahan per koii gadha nahin paya jata

    Leave a comment:

Working...
X