Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Lekin is tarah ke farshi salam se hukmaranon ko derd bhi ho sakta he
    yehi tou ham chahte hain k shayed esi tarah un k ander kaum ka dard jagey

    Leave a comment:


  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ummid View Post
    sunni sunai baaton per aitbar mut kijye gul jaani ...
    ham nay kisi say sun ker tou kuch nahi kaha :blush:

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Main is per bhi tum sey mazeed behas nahin karna chahta - so be happy :)

    mien b tu yehi keh raha hoon ..yarr samjta nahi hai tu :)

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Abye meri baat sun shirk shirk hai aur is ki maffi nahi quran majeed Allah tallha farmaty hain "shirk ghunn-e-kabira hai aur mien is ko maff nahi karoon ga "

    Aur jis ko tu shirk kehta hai vo shirk nahi us ko ghunna kehty hain aur ghunna ki maffi hai aur bhool say rooza toora jaye tu vo rooza nahi totata tu wesy hi ghunna jo bhoolye mien kiya ho vo bi ghunna nahi hota ....par insan ghalti ka pootla hai aur ghalti insan say ho jati hai ...par shirk ki maffi nahi ...clear kar is ko
    Main is per bhi tum sey mazeed behas nahin karna chahta - so be happy :)

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Mujhey lagta hai keh tumhein yun samjhana parrey ga keh tumhari samajh mein kuchh aaey - dekh.. Shirk key 2 roop hain, aik woh jo ham JAAN BOOJH ker kartey hain - agar koi kahey keh Hazrat Esaa Allah Tala key betey hain (na'aooz-o-billah) yeh zahir shirk hai - yeh KABHI BHI KISI BHI SOORAT MEIN MOAF NAHIN HO SAKTA. Phir aik shirk hai jo insaan key guman mein bhi nahin magar woh kar jata hai - ab yeh woh shirk hai jissey Allah chahey to bakhshey aur Allah chahey to na bakhshey ...

    Abye meri baat sun shirk shirk hai aur is ki maffi nahi quran majeed Allah tallha farmaty hain "shirk ghunn-e-kabira hai aur mien is ko maff nahi karoon ga "

    Aur jis ko tu shirk kehta hai vo shirk nahi us ko ghunna kehty hain aur ghunna ki maffi hai aur bhool say rooza toora jaye tu vo rooza nahi totata tu wesy hi ghunna jo bhoolye mien kiya ho vo bi ghunna nahi hota ....par insan ghalti ka pootla hai aur ghalti insan say ho jati hai ...par shirk ki maffi nahi ...clear kar is ko

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Abye dhkaan teri samaj mien kuch nahi ata ...


    jub bakhsnye waly nay khud kaha hai kay mien shirkh karny waly ko maff nahi karoon ga tu baat hi khtaam ho jati hai ..anywayz ...Allah tujy mujy hum sub ko niyeaak amaal ki tofeeq day Ameen !
    Mujhey lagta hai keh tumhein yun samjhana parrey ga keh tumhari samajh mein kuchh aaey - dekh.. Shirk key 2 roop hain, aik woh jo ham JAAN BOOJH ker kartey hain - agar koi kahey keh Hazrat Esaa Allah Tala key betey hain (na'aooz-o-billah) yeh zahir shirk hai - yeh KABHI BHI KISI BHI SOORAT MEIN MOAF NAHIN HO SAKTA. Phir aik shirk hai jo insaan key guman mein bhi nahin magar woh kar jata hai - ab yeh woh shirk hai jissey Allah chahey to bakhshey aur Allah chahey to na bakhshey ...

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    yeh us bakhshney wali ki marzi hai keh woh kya bakhshta hai aur kya nahin - tum ney niyatton ki baat ki hai na - niyyaton ka haal bhi siraf Allah Tala hi jantey hain, aur bakhshish ka dar-o-maddar bhi niyyaton per hai. Allah Tala 1000ron saal ki ibadat ko aik lamha mein talkh kar detey hain aur aik lamha ki Khuda-shinasi sey khush ho ker moaf kar saktey hain - Yahan jo baat ho rahi hai woh siraf moafi mangney ki hai aur is sey insaan ko kabhi bhi haath nahin hatana chahiye :)
    Abye dhkaan teri samaj mien kuch nahi ata ...


    jub bakhsnye waly nay khud kaha hai kay mien shirkh karny waly ko maff nahi karoon ga tu baat hi khtaam ho jati hai ..anywayz ...Allah tujy mujy hum sub ko niyeaak amaal ki tofeeq day Ameen !

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    chalo phir khilao ice cream mera bhi dil kar raha hai munh ka zaiqa badloon :lpop:
    free mein nahin khilatee :zuban: :lpop:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by NaQsh View Post
    yak mani (.....) aur do mani (.....)
    yani tum do qualities ke malik ho
    aik ye :budhu:
    aur doosra :donno: .......< ye
    aur teesra upar ko likha hai :zuban: ye abh aqalband ko ishara kafee hota hai to tum :lpop: ....icecream khalo
    chalo phir khilao ice cream mera bhi dil kar raha hai munh ka zaiqa badloon :lpop:

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    YAK ka to mujhey patah hai DO kahan sey tapak parrey :p

    aur main bekar nahin sarkar hoon bashhhhh :D

    yak mani (.....) aur do mani (.....)
    yani tum do qualities ke malik ho
    aik ye :budhu:
    aur doosra :donno: .......< ye
    aur teesra upar ko likha hai :zuban: ye abh aqalband ko ishara kafee hota hai to tum :lpop: ....icecream khalo

    Leave a comment:


  • Aania
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ummid View Post
    Aanu jaan:blush: ... aap aaye ho:hug:... hum khush..:blush:
    kesi guzzari u ne Eid .. aap yaad kero ham naa aayen aiesa to nahen naa :wk

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by NaQsh View Post
    YA Allah
    :tauba
    yuk na shud do shud ufff mein ne tumharee bat ka jawab diya hai
    bekar sarkar :lpop:
    YAK ka to mujhey patah hai DO kahan sey tapak parrey :p

    aur main bekar nahin sarkar hoon bashhhhh :D

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    yeh kis key aaney jaaney ki baat kar rahi ho :blush:
    YA Allah
    :tauba
    yuk na shud do shud ufff mein ne tumharee bat ka jawab diya hai
    bekar sarkar :lpop:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by NaQsh View Post
    jata hai jata hai balke ata jata hai :p

    :lpop:
    hai ke nahin
    yeh kis key aaney jaaney ki baat kar rahi ho :blush:

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Main kuchh na kuchh karta rehta hoon - ab bekar to nahin betha jata na :p

    jata hai jata hai balke ata jata hai :p

    :lpop:
    hai ke nahin

    Leave a comment:

Working...
X