Originally posted by snobbish
View Post
yeh us bakhshney wali ki marzi hai keh woh kya bakhshta hai aur kya nahin - tum ney niyatton ki baat ki hai na - niyyaton ka haal bhi siraf Allah Tala hi jantey hain, aur bakhshish ka dar-o-maddar bhi niyyaton per hai. Allah Tala 1000ron saal ki ibadat ko aik lamha mein talkh kar detey hain aur aik lamha ki Khuda-shinasi sey khush ho ker moaf kar saktey hain - Yahan jo baat ho rahi hai woh siraf moafi mangney ki hai aur is sey insaan ko kabhi bhi haath nahin hatana chahiye :)
Leave a comment: