Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Rejoice!! for this everlasting luv story ...:d
    Phir wohi baat, ager tu ne apna moun sabun se mul mul ke dhooya hota to aaj mein tera moun choom leta :kr: :kr: :kr: :kr:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Esi baatien tuj par aachi nahi lagti hain ......naak saaf kar beh rahi hai...:D
    agar main BHI badtameez hota to yahan per aisa jumla kehta keh log sach mein mujhey badtameez kehtey - jaa tujhey chhorr diya - Allah tumhein hadayat dey :)

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tu ne zindagi mein pehli baar eid ki namaz perh ke apni bisti mere haathon honay se bacha li...warna :fuming:

    aur jahan tak scorpion muchar ki gawahi ki baat he to wo kia kehtay hein kis ka gawaah daddu :tauba

    Kasam say yarr ....ye tu moojza ho giya hai masood tum nay sub gily shikwye mita diya ....zaroor 1000 saal baad nahya b ho ga ...:D

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tu ne zindagi mein pehli baar eid ki namaz perh ke apni bisti mere haathon honay se bacha li...warna :fuming:

    aur jahan tak scorpion muchar ki gawahi ki baat he to wo kia kehtay hein kis ka gawaah daddu :tauba
    main ney :alhamd: kabhi eid ki namaz nahin chhorri - tumhari hairat ho rahi hai keh gadhey bhi namaz parhney lagey :p aur scorpi agar machhar hai to us sey bach kar rehna naak mein ghus geya to qayamat aa jaey gi :p

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Tareef us Khuda ki jisney insano key liye gadhey bnaey - chahey woh sialkot mein hon ya kahin aur chahay copenhegan ke :p
    mein ne tera jumla pura ker diya he :na:

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Tareef us Khuda ki jisney insano key liye gadhey bnaey - chahey woh sialkot mein hon ya kahin aur :p

    Esi baatien tuj par aachi nahi lagti hain ......naak saaf kar beh rahi hai...:D

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Aapis ki baat hai main to Eid, Namaz key baad ghar rah ker hi guzari thi, raat tak, uskey baad family GTG thi - lekin sara din is liye ghar mein guzara keh kahin mera Sialkoti gadha rassa turrwa kar bhag na jey :zuban:



    Scorpi ko gawahi main deta hoon keh woh gadha nahin to phir sabit huwa keh ham dono nahin siraf tum ho
    Tu ne zindagi mein pehli baar eid ki namaz perh ke apni bisti mere haathon honay se bacha li...warna :fuming:

    aur jahan tak scorpion muchar ki gawahi ki baat he to wo kia kehtay hein kis ka gawaah daddu :tauba

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Thank you very much dear :hug:

    kia tujay aisa nahi lagta ke hamara pyaar berhta he ja raha he barhta he ja raha he

    Rejoice!! for this everlasting luv story ...:d

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Apni tareef par itna khush ...mundye is dono ki khub tareef kiya kar......
    Tareef us Khuda ki jisney insano key liye gadhey bnaey - chahey woh sialkot mein hon ya kahin aur :p

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    God bless you yarr !!

    B happy
    Thank you very much dear :hug:

    kia tujay aisa nahi lagta ke hamara pyaar berhta he ja raha he barhta he ja raha he

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Aapis ki baat hai main to Eid, Namaz key baad ghar rah ker hi guzari thi, raat tak, uskey baad family GTG thi - lekin sara din is liye ghar mein guzara keh kahin mera Sialkoti gadha rassa turrwa kar bhag na jey :zuban:



    Scorpi ko gawahi main deta hoon keh woh gadha nahin to phir sabit huwa keh ham dono nahin siraf tum ho

    Apni tareef par itna khush ...mundye is dono ki khub tareef kiya kar......

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Kahin tumharay kehnay ka matlab yeh to nahi ke tum ne saari eid ghar mein chup ke guzaari :mm:
    Aapis ki baat hai main to Eid, Namaz key baad ghar rah ker hi guzari thi, raat tak, uskey baad family GTG thi - lekin sara din is liye ghar mein guzara keh kahin mera Sialkoti gadha rassa turrwa kar bhag na jey :zuban:

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ager muj se yeh baatein do adad gadhay na ker rahay hotay to mein waqee bura maan sakta tha :blush:
    Scorpi ko gawahi main deta hoon keh woh gadha nahin to phir sabit huwa keh ham dono nahin siraf tum ho

    Leave a comment:


  • snobbish
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    khush reh :comfort:
    God bless you yarr !!

    B happy

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Khalil View Post
    wo bechara samaj gia huga k TOO os kee COW hay
    fitay moun tera:slap:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by snobbish View Post
    Tasali hoi sun kar :)
    khush reh :comfort:

    Leave a comment:

Working...
X