Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~define Zindagi!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~define Zindagi!~

    Originally posted by ayesha
    zindage kya hai? duk ka darya hai
    tooot band ker do looota bhar gaya hai.:lol :kood: :cc:
    Wow great ayesha :)
    Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

    Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

    Comment


    • #47
      Re: ~define Zindagi!~

      thank u so much "Kon". wase app ko nahe lagta hum zindage ko booohat he tough treke se define karte hai,theek hai tough hai but atne bhe nahe jitna log ise bayan karte hai:embarasse

      Comment


      • #48
        Re: ~define Zindagi!~

        Zindage kis nay De ? Allah Nay or yeh Allah ki Aata kerda Aik Nimat Hai or es Nimat ko Bura Bhala ya Dhuk Ya Museebat Khena Allah ki Nimat ki Na-Farmani kernay k Bara-Bar hai Lihaza Bohat Soch Samaj ker Zindage k barey May Baat kia Kerian :) Allah Hafiz

        Comment


        • #49
          Re: ~define Zindagi!~

          Isi liye tu kaha hai k life is just like a dancing BANANA " "
          Zindagi mai mazaq chalta hai zindagi ko light karne k liye magar Hazrat muhammad PBUH ka farman tha k agar tum logon ko wo maloom ho jaye ju mujhe pata hai tu tum log hansna bhi bhool jao........
          Han zindagi mai ups and downs tu aate hain magar kabhi aik boorhe shakhs ko dekhen tu zara ghoor kijiye ga k us k chehre par moojud jhuryan kis cheez ki nishandahi karti hain?????
          Sab k liye aik :)
          Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

          Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

          Comment


          • #50
            Re: ~define Zindagi!~


            Han zindagi mai ups and downs tu aate hain magar kabhi aik boorhe shakhs ko dekhen tu zara ghoor kijiye ga k us k chehre par moojud jhuryan kis cheez ki nishandahi karti hain?????

            kis baat ki nishani dahi kerti hein :thinking
            aur Kon? hamesha kehtey hein Nabi (s.a.w) ney farmaya hai / ka farmaan hai :thmbup:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #51
              Re: ~define Zindagi!~

              Originally posted by barg.e.gul
              kis baat ki nishani dahi kerti hein :thinking
              aur Kon? hamesha kehtey hein Nabi (s.a.w) ney farmaya hai / ka farmaan hai :thmbup:
              Hmmmmmmmmm shukriya. Main sooch hi rahi thi k tha ki jaga hai likh don par ghalati hu gai......:embarasse woh mai sust ho gai na...
              Aap apni raye den na k kis ki nishan dahi karti hain yeh....:)
              Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

              Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

              Comment


              • #52
                Re: ~define Zindagi!~

                Originally posted by MASHOOM BACCHI
                ASSALAM-O-ALIKUM PEGHAM.NET!!:salam:


                hmmmmmmm kia haal hai ap sab ka?:)

                aj ik chotttto sa ques hai mera ap sab se k:

                AP ZINDAGI KO KESE DEFINE KERTE HAIN???:cc:

                apki definations ka intizar rahe ga:)

                WASALAM!:wave
                mery khiyal main Zindgi soachny ka name hay siraf
                k aap ka yehan aany ka kia maksad hay....
                i mean Dunia main...:hathora

                Comment


                • #53
                  Re: ~define Zindagi!~

                  Originally posted by khl
                  mery khiyal main Zindgi soachny ka name hay siraf
                  k aap ka yehan aany ka kia maksad hay....
                  i mean Dunia main...:hathora
                  KHL bhai/sis sirf soochne thori aye hain kuch karna nahi hai kia:lol :eye:
                  Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                  Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~define Zindagi!~

                    KON tumhein abhi tak tumharey sawalon kai jawab nahi miley ?

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~define Zindagi!~

                      Originally posted by KON?
                      Hmmmmmmmmm shukriya. Main sooch hi rahi thi k tha ki jaga hai likh don par ghalati hu gai......:embarasse woh mai sust ho gai na...
                      Aap apni raye den na k kis ki nishan dahi karti hain yeh....:)
                      meyri samjh mey kam kam baatein aati hein lekyin phir bhi mey bata deyti hun

                      zindagi key talkh experiences ki is key ilawa thakawat aur na'kaamiyan,??
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~define Zindagi!~

                        Zindagi ..... badaltay mausam jaisi hay ... per khizaan ayay tau thehr jati hay :rose
                        To free us from the expectations of others, to give us back to ourselves--there lies the great, singular power of self-respect.
                        Joan Didion

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~define Zindagi!~

                          Teharti nahi hai ..!!! Khatam hona hota hai usey usey chaltey rehna hey aur bas ..

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~define Zindagi!~

                            Khiza'n dil main ghar ker lay tau badaltay mausam aser nahi kertay
                            To free us from the expectations of others, to give us back to ourselves--there lies the great, singular power of self-respect.
                            Joan Didion

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~define Zindagi!~

                              Mausam koi nahi badalta ji sidhi maut ati hey zindagi key baad :)

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~define Zindagi!~

                                mout tau zindagi k us paar hay na ....is paar aur us paar k dermian jo hay wahan tau mausam badaltay hain .. ya shaid lagtay hain
                                To free us from the expectations of others, to give us back to ourselves--there lies the great, singular power of self-respect.
                                Joan Didion

                                Comment

                                Working...
                                X