Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~define Zindagi!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~define Zindagi!~

    ASSALAM-O-ALIKUM PEGHAM.NET!!:salam:


    hmmmmmmm kia haal hai ap sab ka?:)

    aj ik chotttto sa ques hai mera ap sab se k:

    AP ZINDAGI KO KESE DEFINE KERTE HAIN???:cc:

    apki definations ka intizar rahe ga:)

    WASALAM!:wave

  • #2
    Re: ~define Zindagi!~

    Zindagi Pyar batnay aur khusyan batnay ka naam hai :rose
    - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

    Comment


    • #3
      Re: ~define Zindagi!~

      Zindagi aik imteyhaan ka naam hai ....jis ka result hamein is key Ikhteytaam per miley ga inshAllah
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: ~define Zindagi!~

        You asked define zindagi that's LIFE...

        Zindagi or life

        Actually we people generaly consider life of today's going life like sleeping, studying, eating, traveling etc. etc, but what's life


        A thing that can nourish itself and decay
        you see all answer is here in bold line


        Life: is

        Last edited by Spy009; 3 August 2005, 07:49.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: ~define Zindagi!~

          Life


          Human life

          Last edited by Spy009; 3 August 2005, 07:50.
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment


          • #6
            Re: ~define Zindagi!~

            Originally posted by Spy009
            You asked define zindagi that's LIFE...

            Zindagi or life

            Actually we people generaly consider life of today's going life like sleeping, studying, eating, traveling etc. etc, but what's life


            A thing that can nourish itself and decay
            you see all answer is here in bold line


            Life: is
            thx spy bhai apne bi nicoo defination de n sath thori xplanation bhi:clap: i mean lit bit history! thx a lot!

            Comment


            • #7
              Re: ~define Zindagi!~

              Originally posted by Adi
              Zindagi Pyar batnay aur khusyan batnay ka naam hai :rose
              wow gr8 theme adi bhai!:clap:

              Comment


              • #8
                Re: ~define Zindagi!~

                Originally posted by Spy009
                Life


                Human life
                gr8 info:thmbup: !!!

                but ik ques hai wo ye k jo kuch apne likha ye apk views hain abt life?
                actually i wanted 2 know that defination that really defines life NEAR UR POINT OF VIEWS abt life:)
                anyways nice definations!:clap:

                Comment


                • #9
                  Re: ~define Zindagi!~

                  Originally posted by barg.e.gul
                  Zindagi aik imteyhaan ka naam hai ....jis ka result hamein is key Ikhteytaam per miley ga inshAllah

                  n nice view!

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~define Zindagi!~

                    Zindagi


                    Ek naymat jo khuda ne insaan ko di aur ous ke baad ous ki beshumar naimto ka silsila shuroo ho gaya. Wo h her morh per insan ko nawaztah hi rehta hai.

                    Ek azmaish , jo na kabhi khatam hoti hai, na humein khudh per poora outerne deti hai.





                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~define Zindagi!~

                      Zindagi Tapti Zameen jis par chalney say Pao'n par Ablahey parh jaein :) meri nazar main yehi hai bus :)
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~define Zindagi!~

                        Originally posted by Saima Shaheen
                        Zindagi


                        Ek naymat jo khuda ne insaan ko di aur ous ke baad ous ki beshumar naimto ka silsila shuroo ho gaya. Wo h her morh per insan ko nawaztah hi rehta hai.

                        Ek azmaish , jo na kabhi khatam hoti hai, na humein khudh per poora outerne deti hai.




                        nice saima sis!
                        azmaish per uterna buhat mushkil kam hai but na mumkin nahin q k jab hum koshish kerte hain to yaqenan ALLAH TALLA apne RAHAM n KARAM se humko is azmaish main pas ker de ga :insha:

                        n nice def. :rose :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~define Zindagi!~

                          Originally posted by ~khawahish~
                          Zindagi Tapti Zameen jis par chalney say Pao'n par Ablahey parh jaein :) meri nazar main yehi hai bus :)
                          hmmmm point 2 b noted sis!;) n nice yahi reality bhi hai shaid!:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~define Zindagi!~

                            Originally posted by MASHOOM BACCHI
                            nice saima sis!
                            azmaish per uterna buhat mushkil kam hai but na mumkin nahin q k jab hum koshish kerte hain to yaqenan ALLAH TALLA apne RAHAM n KARAM se humko is azmaish main pas ker de ga :insha:

                            n nice def. :rose :)

                            Sahi kaha dear , mei bhi is bat ko manti hoon k Khuda jab kisi azmaish mei dalta hai to ous se nikalney ka rasta bhi dikhata hai...kiu k ous ne khudh Quran mei kaha hai, k insan ko outni hi azmaish mei dalta hai jitna kisi ke bas mei ho" magar sath hi sath yeh bhi hai k jo insan azmaisho per poora outerta hai to samney ek aur azmaish hoti hai, kabhi na khatam honey wala silsila, shayeh yahi zindagi hai jo chalti rehti hai :)
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~define Zindagi!~

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              Sahi kaha dear , mei bhi is bat ko manti hoon k Khuda jab kisi azmaish mei dalta hai to ous se nikalney ka rasta bhi dikhata hai...kiu k ous ne khudh Quran mei kaha hai, k insan ko outni hi azmaish mei dalta hai jitna kisi ke bas mei ho" magar sath hi sath yeh bhi hai k jo insan azmaisho per poora outerta hai to samney ek aur azmaish hoti hai, kabhi na khatam honey wala silsila, shayeh yahi zindagi hai jo chalti rehti hai :)
                              ji bilkul thiik n ALLAH apne pasandeeda bandon ko hi AZMATA hai
                              bus apni her mumkin koshish ker k is zindagi k paper ko acchi tarah se solve kerna hai humko in order 2 get full marks:):D:

                              Comment

                              Working...
                              X