Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~define Zindagi!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~define Zindagi!~

    Originally posted by MASHOOM BACCHI
    gr8 info:thmbup: !!!

    but ik ques hai wo ye k jo kuch apne likha ye apk views hain abt life?
    actually i wanted 2 know that defination that really defines life NEAR UR POINT OF VIEWS abt life:)
    anyways nice definations!:clap:
    Zindagi bahut qimti she'e aur ne'amat hai Allah ta'ala ki, hame apnic zindagi hamesha khushgawar bana kar guzarni chahiye, agar zindgi mein talkhiyan gholenge to zindgi tension se bharpur, useless, rusty, fedup mein guzregi, hamein apne se niche ko dekhna chahiye, ke hamare paas kya kya hai aur uss per qinayat karni chahiye, aur hamesha Allah swt ki shukriya karni chahiye, whatever He has given. Yaani lalach naa karen. For example agar hamare paas Motor cycle hai to Car ke tarf nahiin dekhni chahiye, hame cycle sawar ko dekh kar Allah ka shukriya ada karna chahiye ke unhone kam se yeh diya, zindgi ko khushgawar banana apne haath mein hai,
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment

    • #17
      Re: ~define Zindagi!~

      Originally posted by Spy009
      Zindagi bahut qimti she'e aur ne'amat hai Allah ta'ala ki, hame apnic zindagi hamesha khushgawar bana kar guzarni chahiye, agar zindgi mein talkhiyan gholenge to zindgi tension se bharpur, useless, rusty, fedup mein guzregi, hamein apne se niche ko dekhna chahiye, ke hamare paas kya kya hai aur uss per qinayat karni chahiye, aur hamesha Allah swt ki shukriya karni chahiye, whatever He has given. Yaani lalach naa karen. For example agar hamare paas Motor cycle hai to Car ke tarf nahiin dekhni chahiye, hame cycle sawar ko dekh kar Allah ka shukriya ada karna chahiye ke unhone kam se yeh diya, zindgi ko khushgawar banana apne haath mein hai,
      hmmmmm ZABAR10 defibation spy bhai!
      & its really good 2 know ur point of view abt life

      bilkul QIYANAT PASANDI her insaan main a jai to sab ki life sakoon se guzarti hai
      life main COMPETITION hona chahiye but wo competition MONEY se related nahin balk INSAANI QUALITIES se related hona chahiye take hum sab ACCHE ho sakin!

      NICE!:clap: :clap:

      Comment

      • #18
        Re: ~define Zindagi!~

        Originally posted by MASHOOM BACCHI
        hmmmm point 2 b noted sis!;) n nice yahi reality bhi hai shaid!:rose
        hmmm bilkul :)
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #19
          Re: ~define Zindagi!~

          mashoom bachi me apni aik fav poetry ke zarey life ke bare me bataun gi hope aap ko bura nahi lage ga ke aap k nasr wale thread me poetry likh di but is me shaed aap ko jawab mil jaey :)
          Attached Files

          Comment

          • #20
            Re: ~define Zindagi!~

            Originally posted by shy
            mashoom bachi me apni aik fav poetry ke zarey life ke bare me bataun gi hope aap ko bura nahi lage ga ke aap k nasr wale thread me poetry likh di but is me shaed aap ko jawab mil jaey :)
            nice shy sis!
            buhat nicooo se sharing ka buhat sa thx:):rose

            Comment

            • #21
              Re: ~define Zindagi!~

              Originally posted by MASHOOM BACCHI
              nice shy sis!
              buhat nicooo se sharing ka buhat sa thx:):rose
              u r welcome mashoom bachi :phool:

              Comment

              • #22
                Re: ~define Zindagi!~

                Originally posted by shy
                mashoom bachi me apni aik fav poetry ke zarey life ke bare me bataun gi hope aap ko bura nahi lage ga ke aap k nasr wale thread me poetry likh di but is me shaed aap ko jawab mil jaey :)
                V nice sharing
                Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                Comment

                • #23
                  Re: ~define Zindagi!~

                  Zindagi woh takleef hai jis se guzar kar insaan moot tak puhunchta hai.BAS
                  Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                  Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~define Zindagi!~

                    Originally posted by KON?
                    Zindagi woh takleef hai jis se guzar kar insaan moot tak puhunchta hai.BAS
                    :cc: takleefon k ilawa luch ALLAH ki NEMATIN bhi to hoti hain na aapi,thori hi sahi adhori hi sahee per hoti to hain na?

                    tum bhool gai kia?:fuming: :hathora

                    wase bat buhat nicoo hai i mean sentence GOOD!:clap:
                    per aisa sochna mAT...warna......:hathora :devilsmil

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~define Zindagi!~

                      Shammo sis main ney apney interview mein zindagi ko do baar define kiya hai. Merey nazdeek maut asal zindagi hai aur yeh faani zindagi abdi zindagi ki janib jaaney wala siraf aik raasta hai, jo pur-kathin bhi hai aur aasan bhi hai. Yeh bohat ahmiyyat rakhta hai keh insaan zindagi ko kaisey leta hai. Jiska jitna zarf ho ga zindagi uskey liye utni hi asaan aur mushkil ho gi
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~define Zindagi!~

                        Originally posted by Masood

                        apka interview to mere ques kerne se pehle hi kahiin urr gaya:eek: :cc:
                        hmmmmmmmmm nice thought!
                        atleast apki defination main ASANI thori hi sahe per shamil to thi na q k ASANI hoti hai ager na hoti to hum jee na rahe hote,aj hum ghar main rehte hain,kapre pehante hain khana khate hain yani hamari basic needs pori ho rahi hain to ye ASANI hi to hai
                        un logon ko ager dekha jai jo is sab se mehroom hain to....tab pata chalta hai k life kitni tough hai per unk labon per koi shikwa nahin hota phire bhi!

                        yaNi jo ala zarf ho ga usko ASANIAN ziada lagin ge?:cc: :wink

                        anyways nice def masood bhai!:kood:

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~define Zindagi!~

                          Originally posted by MASHOOM BACCHI
                          tab pata chalta hai k life kitni tough hai per unk labon per koi shikwa nahin hota phire bhi!
                          Duniya mein BOHAT KAM log hain jo zindagi ko aasan samajhtey hain. Chahey aap khatey peetey hon ya aap ghareeb ghurba. Taqreeeban har insaan zindagi sey nalaan hai. Aik zara sa gham insaan ko zindagi bojh samjhney per majboor kar deta hai. Yehi kam-zarfi hai. Log be-his hain aur maal-o-daulat jama karney per laggey huwey hain, yeh kam-zarfi hai, agar kisi key dil mein doosrey insaano ki hubb ho to apni zarooriyaat poori kartey huwey unhein bhi shamil kar lein to koi ghareeb na rahey. Shikayat insaan har haal mein karey ga keh yeh hamari fitrat mein shamil hai. Aap ko bohat kam ameer millein ge jo apni zindagi sey mutmaeen hon ge, itminaan key liye apney ZAMEER ko murdah karna parrta hai, aur yehi kam-zarfi hoti hai.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~define Zindagi!~

                            life ik dream hay
                            life ik sapna hay jo kisi key liya talak and kisi key liya asan hota hay
                            lakin her sochnay waley key liya life ik talakh sapna hay :)
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #29
                              Re: ~define Zindagi!~

                              Zindagi..!!! Ik Thaka deney wala safar

                              Comment

                              • #30
                                Re: ~define Zindagi!~

                                Originally posted by Masood
                                Duniya mein BOHAT KAM log hain jo zindagi ko aasan samajhtey hain. Chahey aap khatey peetey hon ya aap ghareeb ghurba. Taqreeeban har insaan zindagi sey nalaan hai. Aik zara sa gham insaan ko zindagi bojh samjhney per majboor kar deta hai. Yehi kam-zarfi hai. Log be-his hain aur maal-o-daulat jama karney per laggey huwey hain, yeh kam-zarfi hai, agar kisi key dil mein doosrey insaano ki hubb ho to apni zarooriyaat poori kartey huwey unhein bhi shamil kar lein to koi ghareeb na rahey. Shikayat insaan har haal mein karey ga keh yeh hamari fitrat mein shamil hai. Aap ko bohat kam ameer millein ge jo apni zindagi sey mutmaeen hon ge, itminaan key liye apney ZAMEER ko murdah karna parrta hai, aur yehi kam-zarfi hoti hai.
                                per q masood bhai?
                                q n kis bat per nalaan?
                                mana k life dukh deti hai per SAB HI KHUSHION k liye to life humko di bhi nahin gai na?
                                wase nice point aj kal to bus MAAL ko HASSIL kerna hi ik KHUSHI reh gai hai un k liye jinki khushian adhori hain widout maal
                                per wat abt those jin k pas sab kuch hai?
                                hum her wat hi SHIKWA q karin ALLAH se???
                                is SHIKWE k liye peda kiye gai the hum k AZMAISH k liye?

                                bus main nahin khelti!!!aisa nahin hona chahiye!:embarasse

                                Comment

                                Working...
                                X