Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~define Zindagi!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~define Zindagi!~

    Originally posted by filbahere
    life ik dream hay
    life ik sapna hay jo kisi key liya talak and kisi key liya asan hota hay
    lakin her sochnay waley key liya life ik talakh sapna hay :)
    hmmm DREAM!
    per TALKH hi q?
    hamari soch hi life ko KHOOBSORAT n TALKH banati hai i think
    coz hum jesa sochain bus life wase hi hai
    hum ager her waqt hi SHIKWE karin to life kabhi bhi khobsorat sapna ban k nahin mile gi humko:fuming:

    Comment


    • #32
      Re: ~define Zindagi!~

      Originally posted by ForumAdmin
      Zindagi..!!! Ik Thaka deney wala safar

      hmmm per akhir main n beech main kuch khushion k sath hai na?
      adhori hi sahee per kuch to sakon hota hai is thakan k darmian?
      hai na?:cc:

      Comment


      • #33
        Re: ~define Zindagi!~

        Originally posted by MASHOOM BACCHI

        hmmm per akhir main n beech main kuch khushion k sath hai na?
        adhori hi sahee per kuch to sakon hota hai is thakan k darmian?
        hai na?:cc:
        Mujhey to nahi lagta jis ka jo naseeb ho wo to milta hee hai :) ab naseeb naseeb ki baat hai kai sirf thakan hee yaa khushian bhi saath main :)

        Comment


        • #34
          Re: ~define Zindagi!~

          Zindage Examination Hall Hai :)

          Jis nay es dunya k haqeqat ko Paa liya Wo Kamiyab Ho giyaaa or Dunya ki Haqeqat Janay k liye Deen ka " Ilm " Lazmi hai App ko Pata Chal Jay ga k Dunya kiya Hai... Allah nay her Cheez kesi na Kesi Kam k liye Paida ki hai Bila waja kuch Nahe Bana hai Lihaza yeh be Sochain k Dunya Q Bani Dunya Sirf Aik Examination Hall Hai jitni Neaki Ho sakay Kama looo es ki Aasal haqeeqat tab Open Hoti Hai jab Eyes Hamesha k liye Close Ho jati Hain :):):)

          Allah sab ko Hadayat day Ameen

          Comment


          • #35
            Re: ~define Zindagi!~

            Originally posted by KON?
            Zindagi woh takleef hai jis se guzar kar insaan moot tak puhunchta hai.BAS
            Mausi Kufer Hai Muslim kabi Masuus Nahe Hota But Dont no k App ko kia Howa Hai....... Zindage Examination Hall Hai jo Kamiyab Ho giya wo Jeet Giya or Kamiyabi k liye Islami Taleem Ka Hona Lazmi hai Lihaza Islamic Books ka Mutaliya kiya Kerian Insha Allah sab Theek Ho Jay Ga

            App ki batoon say lagta hai k App Nimaz be nahe perti Hoo ge Lihaza Nimaaz ki Pabadi Keroo Nimaz pernay say Insaan ko Sakoon Hasil Hota Hai or Nimazz be Dil say pero tal matol wala kam nahe kerooo :) Taqdeer per Ilam Hai ? to Muslim ho Other Wise Nahe Gami Kushi Aiti hai :) or yeh Life ka Hisa Hai :) Kush rahoo :)

            Comment


            • #36
              Re: ~define Zindagi!~

              Originally posted by Zaal!m
              Zindage Examination Hall Hai :)

              Jis nay es dunya k haqeqat ko Paa liya Wo Kamiyab Ho giyaaa or Dunya ki Haqeqat Janay k liye Deen ka " Ilm " Lazmi hai App ko Pata Chal Jay ga k Dunya kiya Hai... Allah nay her Cheez kesi na Kesi Kam k liye Paida ki hai Bila waja kuch Nahe Bana hai Lihaza yeh be Sochain k Dunya Q Bani Dunya Sirf Aik Examination Hall Hai jitni Neaki Ho sakay Kama looo es ki Aasal haqeeqat tab Open Hoti Hai jab Eyes Hamesha k liye Close Ho jati Hain :):):)

              Allah sab ko Hadayat day Ameen

              Great! Good to know that some people are still religious.:clap:

              Our Lord! Let not our hearts deviate from the truth after You have guided us, and bestow
              upon us mercy from Your grace. Verily You are the Giver of bounties without measure.

              Comment


              • #37
                Re: ~define Zindagi!~

                Originally posted by Zaal!m
                Mausi Kufer Hai Muslim kabi Masuus Nahe Hota But Dont no k App ko kia Howa Hai....... Zindage Examination Hall Hai jo Kamiyab Ho giya wo Jeet Giya or Kamiyabi k liye Islami Taleem Ka Hona Lazmi hai Lihaza Islamic Books ka Mutaliya kiya Kerian Insha Allah sab Theek Ho Jay Ga

                App ki batoon say lagta hai k App Nimaz be nahe perti Hoo ge Lihaza Nimaaz ki Pabadi Keroo Nimaz pernay say Insaan ko Sakoon Hasil Hota Hai or Nimazz be Dil say pero tal matol wala kam nahe kerooo Taqdeer per Ilam Hai ? to Muslim ho Other Wise Nahe Gami Kushi Aiti hai or yeh Life ka Hisa Hai Kush rahoo
                Zaalim bhai mai ne apni zindagi ko nahi bulke generally zindagi ko define kia hai. Mujhe koi mayusi nahi. Yahan sab ne kaha zindagi khawab hai, zindagi safar hai, zindagi asal zindagi ka rasta hai, zindagi examination hall hai..........
                Zara ghor kijiye ga zindagi jo bhi hai asal mai is ka ikhtitam tu moot hai na jis k baad asal life shuru hoti hai tab tak tu aik tag o do hi hai na.Aur yeh aazmaish, yeh safar koi asan nahi is liye takleef ka lafz istimaal kia hai jis ka Allah baad mai buhut bara ajar daita hai magar kon hai jis ki zindagi mai 50 50 dukh aur khushi hon ge? Allah apne bandon ko hi azmata hai i know us ka haq hai.Its all right.Magar zindagi k safar ko zara reality se aur serious ho kar dekhain tu yeh Takleef hi nazar aye gi kabhi apni aur kabhi dosron ki.
                Namaz ..................hum kitni jaldi apni rai de dete hai khair rehne dijiye.
                Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                Comment


                • #38
                  Re: ~define Zindagi!~

                  Originally posted by MASHOOM BACCHI
                  :cc: takleefon k ilawa luch ALLAH ki NEMATIN bhi to hoti hain na aapi,thori hi sahi adhori hi sahee per hoti to hain na?

                  tum bhool gai kia?:fuming: :hathora

                  wase bat buhat nicoo hai i mean sentence GOOD!:clap:
                  per aisa sochna mAT...warna......:hathora :devilsmil
                  :embarasse Zindagi is like this DANCING BANANA..................
                  :phool: Khush chotooooooooooooooooooooooooooo......:wink
                  Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                  Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~define Zindagi!~

                    Originally posted by KON?
                    Zaalim bhai mai ne apni zindagi ko nahi bulke generally zindagi ko define kia hai. Mujhe koi mayusi nahi. Yahan sab ne kaha zindagi khawab hai, zindagi safar hai, zindagi asal zindagi ka rasta hai, zindagi examination hall hai..........
                    Zara ghor kijiye ga zindagi jo bhi hai asal mai is ka ikhtitam tu moot hai na jis k baad asal life shuru hoti hai tab tak tu aik tag o do hi hai na.Aur yeh aazmaish, yeh safar koi asan nahi is liye takleef ka lafz istimaal kia hai jis ka Allah baad mai buhut bara ajar daita hai magar kon hai jis ki zindagi mai 50 50 dukh aur khushi hon ge? Allah apne bandon ko hi azmata hai i know us ka haq hai.Its all right.Magar zindagi k safar ko zara reality se aur serious ho kar dekhain tu yeh Takleef hi nazar aye gi kabhi apni aur kabhi dosron ki.
                    Namaz ..................hum kitni jaldi apni rai de dete hai khair rehne dijiye.
                    Zingade ki Takleef :) Yaa Aazmish :) Dunyavi Aag jo k "Burner" per Lagti Hai us ki Tapish Hum loog Bardash Nahe ker saktey Hain too " Doozak , Hell " ki kisay Bardash Hoo Geee ?

                    Dunyaa ki Saza Hum say Bardash Nahe Hoti to Tamam Jahoon k Maalim o Kalik ki Saza kesay Bardash Ho Geee ?

                    Zinfage may jo Aazmaish + Mushkilain Aiti Hain wo Kuch be Nahe Ager App Sahaba Ra.h ki History or Islam say Qabal Aqwaam ki History ka Mutaliya Keroo too App ko Lag pata Jain gaa k kia kia Hota Raha hAi ...

                    Kas App k liye Insha Allah Zindage or Aurat li Zindage per Threads likoon gaa :) Allah HAfiz

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~define Zindagi!~

                      Thanks par aap ne meri baat ko buhut serious liya hai zalim bhai.........mai ne life ko generally hi yun define kiya tha kiyonk agar dekha jaye tu duniya mai har insaan azmaish mai hota hai. Kabhi aap ne soocha hai har lamhe koi na koi insaan mar raha hota hai, koi naya insaan duniya mai aata hai, kitne loog raat ko bhooke soote hain, kitne loogon ko roz devorce hoti hai, kitne bachche yateem hote hain.......
                      isi liye kaha tha k zindagi aik takleef hai ju hamain apne rab k liye bardasht karni hai sabr aur shukr k saath.
                      Aik bar phir thanks kahon gi aap ne itna tafseel se mera reply parha.
                      Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                      Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~define Zindagi!~

                        [QUOTE]
                        Originally posted by KON?
                        Thanks par aap ne meri baat ko buhut serious liya hai zalim bhai.........mai ne life ko generally hi yun define kiya tha kiyonk agar dekha jaye tu duniya mai har insaan azmaish mai hota hai.
                        Meri Sister Serious liya Q K I know k App aj kal Islam say Hati Howe Ho or yeh Jhat Phat ka atwa nahe Hai tum Kud Socho k Jo kuch Tum ker Rahi Hoo wo kia Theek Hai ? wo Aalag baat Hai k Aj kal App per Allah ki Aazmaish Aihi howe Hai to App us ki waja say Aisi Batain ker Rahi Hoo or Nimaz say Door Hoti Ja Rahi Hoo Mein jo be Hoon but App ko Kafi Janta Hoon :) wesay Nahe Kaha k Aj kal App Nimaz Nahe per Rahi :)
                        Kabhi aap ne soocha hai har lamhe koi na koi insaan mar raha hota hai, koi naya insaan duniya mai aata hai, kitne loog raat ko bhooke soote hain, kitne loogon ko roz devorce hoti hai, kitne bachche yateem hote hain.......
                        Mar janay k Bad Insaan ki Aasal Zindage Start Hoti hai Her koi yeh Sochta hai k Meray Marnay k Bad Meri Ulad ka kia Ho ga yeh koi Q nahe Sochta k Ulad k marnay k Bad Ulad ka Kia Ho ga Qabar May ?
                        isi liye kaha tha k zindagi aik takleef hai ju hamain apne rab k liye bardasht karni hai sabr aur shukr k saath.
                        Aik bar phir thanks kahon gi aap ne itna tafseel se mera reply parha
                        Zindage Takleef Nahe Hamare Aamal Theek Nahe jis ki waja say Hum Logoon ko Saza Milti Hai Kia Ap Songs Nahe Sunti ? Kia App Tv nahe Dhekti ? Kia App Proper Parda Kerti Ho ? Abaya Leyti Ho ? meri Malooomat k Mutabiq in may say kesi cheez per puri nahe Utarti Ho or per Keh rahi Hoo k Zindage Takleef Hai ? Aik Deen Dar Insaan k liye zindage Takleef Q nahe ? Aik Ba-Aamal or taqwa waley k liye Zindage Mushkil q Nahe ? yeh Socha kia App nay kabi ?

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~define Zindagi!~

                          Aap ju koi bhi hain zalim bhai aap kisi ki zati zindagi k bare mai na janne ka haq rakhte hai na hi bolne ka is liye plz is qisam ki franknes kujhe nahi pasand ainda baat karne se pehle so bar sooch lijiye ga k aap kis se baat kar rahe hain. Mujh ko aap kia jante hai zara batana pasand farmain ge kia aap sahab?
                          Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                          Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~define Zindagi!~

                            Main is baat ki ijazat kisi member ko nahin dey sakta keh doosron ki zaati zindagi per hamla kiya jaey. Zaalim aap apney rawwey par nazar saani kijiye. Aur bray-e-karam doosron ki zaati zindagi key mutaliq koi baat open na kahein. Shukriya!
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~define Zindagi!~

                              Sorry Kon ? + Masood :)

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~define Zindagi!~

                                zindage kya hai? duk ka darya hai
                                tooot band ker do looota bhar gaya hai.:lol :kood: :cc:

                                Comment

                                Working...
                                X